Thursday 6 September 2012

Vishakha's pic

1)koi deewana kehta hai, koi pagal samjhta hai, mgar dharti ki bechani ko bus badal samjhta hai, main tujhse door kaisa hoon, tu mujhse door kaisi hai, ye tera dil samjhta hai, ya mera dil samjhta hai 

2)mohhabat ek ehsaso ki paavan si kahani hai, kabhi kabira deewana tha kbhi meera deewani hai, yahan sab log kehte hain meri aankhon main aansu hai, jo tu samjhe to moti hai jo na samjhe to pani hai. 

3)Dilne tumko puja ki humne khuda tumhe bana di, tumne meri wafa dekhi kab thi jo itni jaldi gila kardi, pyaar kiya tha jo tumse humne uski saza tune de di, aisi bhi kya galthi ki thi jo sari khushi door kar di 

4)Ek hi tha guzarish khuda se hamara, zindagi me saath rahe har pal tumhara, jiyu zindagi tumhare pyaar k sahara, varna na ho aisi pyaar kabhi dubara.. 

5)Zakhm itne gehre hain, izhaar kya karen . . . . Hum khud nishaana ban gaye,Waar kya karen . . Mar gaye hum, magar khuli rahi aankhen Ab is se zyaada unka, intezaar kya karen 

6)Dil ki duniya tootne ke baad sab rote the Hum the ki pagalon ki tarah hanste the Yeh hale dil hum kaise sunaye ki Takleef na ho unko iss liye akele rote the. 

7)Rehti thi noor-ki-rangat uske chehre par Aaj dekh uski udaasi…….. Timtimatey taaron ne bhi chamakna chod diya… Aisa manzar chaya teri beywafayi se ke Dil toh toota hi… 

8)Uske pyar ki hadh toh dekho.. Woh karti rahi uska intezaar aur… waqt nei aage badna chor diya
Share And Comment on this

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.