Sunday 11 March 2012

love of dilkaur

my love for sonia
muze sb mere dosto ko puchna hai......ldko aur ldkiyo se ki kya hamare parents ke pyar me kuch kmiya hai ya fir hamamne? kyu ki aaj kal shadi se pahle 90% logo ke affairs ho jate hai....aur wo affairs bhi kuch pure relationship nhi hoti ha...i... us me bhi kuch log had se aage chale jate hai aur fir kismat ko koste hai hum to indians hai na whi indians jo nari jaat ki hamesha se ijjat krte aye hai....... aur aisa bhi to sch hai na ki hum khte hai ki pyar to ho jyata hai......lekin agar pyar hota hai toh fir itni himmat honi chahiye ki hum apne parents bhi us pyar ke baare me bta ske........isme galat kuch nhi hai.......hume btane me dar aur sharam donohi lgta hai lekin frnds agar hum had se aage badh gye to aage jo bhi problems hoti hai uske liye bhi koi aur responsible nhi hai na.......... kuch logo ko meri ye baate galat lg skti hai lekin mere dosto....pyar bahut andha hota hai......jis ldki/ldke se hum pyar krte hai, shayad usse hamari shadi nhi bhi ho skti.......... pyar krne ke liye maturity, tallent, control aur himmat chaiye.......... aue muze yhi btato ki pyar krne ki galtiya bchpn me ho jati hai jb hum nadan hote hai...... aur agr socho jise hum pyar krte hai wo dhokebaaj ho ya fir use shan shaukat aur paisa hi chaiye ho to fir jindagi kaise chalegi.........to mere dosto apna lyf partner dekhte wkt ya fir choice krte wkt sirf outer dikhawa pe mt jaiye........ to use pahle jaine ki kya wo tumhare type ka\\ki hai ya nhi........... apne upar control rkhiye kya ki na jane kbhi kuch galat ho jaye pyar bahut hi anmol chiz hai gltise bhi glti na kre

2 comments:

Note: only a member of this blog may post a comment.