Tuesday, 12 March 2013

Mere Mehboob ho tum

1)Ab bhool Chuky ho tm hum Ko Be-kaar Samjh kr: D_G Hamein Mohabbat Faqat Tm Se Thi Warna dunya hum pe b marti Thi 

2)Wah Mery Mehbob Bari Jaldi khayal Aya Mera…! Bas Kro Chom’na AB UthanE Do JanaZa MEra..! 

3)Ay Zindi ja Dhond koi Kho gya hai mjy se…. Wo na mila to Sun..! Tjhe Bhi “Khuda-hafiz” 

4)Aye rag-e-jaan k makeen, Tu bhi kabhi ghor se Sun…!! Dil ki dharkan tery qadmo ki sada lagti hai…!! 

5)IS ishq se bach k rehna bohat buri blaa hai, “D_G” Is k Sataye namazi bi Meh Khano main mily Hain mujy! 





6)Talab Mot Ki Karna Gunah-e-kabeera Hy. Marny Ka Shoq Hy To aao Tumhy Ishq ki Taleem Doon…. 

7)Sochenge jb kbhi chahne wali ki tarah yad ayenge hum tute pegamo ki tarh, jb bhi tanha andheron me dr jaoyoge tum, meri yad fel jayegi ujalon ki tarha. 

8)Kitna Aur Dard Dega Bas Itna Bata De, Aisa Kar Ya RaBB Meri Hasti Mita De? Yun Ghut Ghut Ke Jeene Se Maut Behtar Hai, 

Kabhi Na Khulain Aankhein Tu Aisi Neend Sula De, 

9)Ihsaas Muhabat Ki Methas Se Muje Aagah Na Kar Ye Wo Zahar Hai Jo Main Pehle Bi Pee Chuka Hoon 

10)Inhi Raaston Ne Jin Par Kabi Tum Thay Sath Mere Muje Rok Rok Pocha Tera Hamsafar Kaha Hai 

11)Kasm Se Har Aik Larka Bhula Doon Gi Sab Hi Ki Tasverain Jala Don Gi Aik Tum Hi Rahe Gay Is Dil Main Balance Dalwa Do Warna Bhai Bana Loon Gi 

12)Muj Ko Ye Soch Hi Kafi Hai Jilane Ke Liye Main Na Hota Tu Koi Aur Tumhara Hota 

13)Mere Chehray Se Mera Dard Na Parh Pao Ge Wasi Meri Aadat Hai Har Baat Pe Muskra Dena 

14)Raat Yun Dil Main Teri Khoi Hui Yaad Ayi Jese Verane Main Chupke Se Bahar Ayi Jese Sehraon Main Hole Se Chale Bad e Naseem Jese Beemar Ko Be waja Qarar A Jaye 

15)Love is like the wild rose-briar, Friendship like the holly-tree— The holly is dark when the rose-briar blooms But which will bloom most constantly? The wild-rose briar is sweet in the spring, Its 

summer blossoms scent the air; Yet wait till winter comes again And who will call the wild-briar fair? Then scorn the silly rose-wreath now And deck thee with the holly’s sheen, That when December blights thy brow He may still leave thy garland green. 

16)Jal Jayo Kamoshi Se Kari Dhoop Main Lekin Apnon Se Kabi Saya e DeWar Na Mango 

17)Milna He Tu A Jeet Le Medan Main Muj Ko Ham Apne Kaeele Se Bagawat Nahi Karte 

18)Ye Dard e Dil Na Gaya Dard e Janan Ki Tarah Ghale Main Dal Ke Sare Taweez Dekhe Hain 

19)Apni zindgi se muje hatane chale ho, 1 staey hue ko stane chale ho, Kitne nadan ho tum mere DOST, jo apne haton ki lakire mitane chale ho. 

20)Meri Yaadon Ki Kashti Uss Samundar Mein Tairti Hai; Jiss Mein Paani Meri Apni Hi Palkon Ka Hota Hai! 21)Uske Chale Jaane Ke Baad; Hum Mohabbat Nahi Karte Kisi Se; Ek Choti Si Zindagi Hai; Kis- Kis Ko Aazmate Rahenge! 

22)Vo juda ho ke bhi meetha dard de rahe hai dur reh reh ker fir se pass aane lage hai fir se kyo voh kyon yad aa rahe hai jin ko bhulane me hame jamane lage hai 

23)Ye Kon Jane KisKa Kasur Tha Tuta Wohi Sahara Jispe Gurur Tha Use Hai Gurur Wo Kisi Aur Ka Hai Hame Hai Naaz Wo Kabhi Mera junun Tha. 

24)Tmhari zarurat ko pyar samaz bethe Phli mulaqat ko shurwat samaz bethe KonSi kasar chhoda tha hmne pyar me Jo hmare dil koKhilona Samaz Baithe 

25)Phoolo ke Aanchal mai kuch kami si hai, Teri Aankho mai kuch Nami si h, Meri Mohabbat ko thukra kar jane vale ye to bta de ki meri “Mohabbat Mai Kya Kami h. 

26)Khwaab itne to dagabaaz na the mere kabhi khwaab itni to meri neend nahi chhalte the raat ki baat kya ik daur me ye khanabdosh din nikalte hi mere saath saath chalte the
Share And Comment on this





No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.