Saturday, 14 July 2012

Ambika's pic


1) Knowing a Friend like you has made me Happy in a million
    ways, and if ever i have To let you go, I would find a million
    Reasons , To make you STAY !!

 2)My dear let us re-concile,all our errors and total the trial balance
    of our affairs arithmetically without maintaining any suspense
    account :)

3)i was on a ship n thinking of u. i lucked down ndropped one of
   my tear in2 the ocean. thn i prommised myself"until i find it i 

4)agar na zohro-jabeenoN ke darmayaN guZre to fir ye kaise kaTe zindagi kahaN guzre muJhe ye waheM raha muddataoN ke zurrate saur kahiN na khaatir-e-maasooM par gaRaaN guzre khata muaaf zamaane se badguma hokar teri wafa pe bhi kya kya hame' guma guzre muJhe tha shiKwa-e-hiJraaN ke ye hua mehSooS mere kareeb se hokar wo naagahaaN guzre 

5)Chhap tilak sab cheeni ray mosay naina milaikay Chhap tilak sab cheeni ray mosay naina milaikay Prem bhatee ka madhva pilaikay Matvali kar leeni ray mosay naina milaikay Gori gori bayyan, hari hari churiyan Bayyan pakar dhar leeni ray mosay naina milaikay Bal bal jaaon mein toray rang rajwa Apni see kar leeni ray mosay naina milaikay 

6)barbaad tamannaa pe ataab aur zyaadaa haanmeri mohabbat kaa javaab aur zyaadaa roye na abhi ahal-e-nazar haal pe mere honaa hai abhi mujh ko Kharaab aur zyada aavaara-va-majanun hi pe maukoof nahin kuchh milane hain abhi mujh ko khitaab aur zyaada uthenge abhi aur bhi tufaan mere dil se dekhunga abhi ishq ke khvaab aur zyaada 

7)tapake ga lahu aur mere dida-e-tar se dhadakegaa dil-e-khanaa-kharab aur zyaada ai mutrib-e-bebaak koi aur bhi naghma ai saaqi-e-fayyaz sharaab aur zyaada 

8)Patta patta, boota boota, haal hamaaraa jaane hai, Jaane na jaane gul hi na jaane, baagh to saaraa jaane hai. Aage us mutkabbar ke ham Khuda Khuda kiya karte hain, Kab maujud Khuda ko woh maghrur khud-aara jaane hai. Aashiq saa to saada koi aur na hoga dunya mein, Ji ke zian ko ishq mein uske apna waara jaane hai. Chaaraa gari beemari-e-dil ki rasm-e-shahr-e-husn nahin, Warna dilbar-e-naadaan bhi is dard kaa chaara jaane hai.
   won't forget U
Share And Comment on this

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.