- Love doesn't make the world go around; Love is what makes the ride worthwhile.--Franklin P. Jones
- Once in a while, right in the middle of an ordinary life, love gives us a fairytale......................
- Virgil Love Quote: "Love Conquers All" ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~
- Ever has it been that love knows not it's own depth until the hour of separation--Kahlil Gabrin.
2)Is qadar piyar sey aye jan e jahan rakha hae
Dil k rukhsar pe is waqt teri yaad ney haath
yeun guman hota hae gar che abhi hae subh faragh
Dhal gaya hijr ka din aa bhi gai wasal ki raat
Dasht tanhai
3)Faqiraana aae sadaa kar chale,
Miyaan khush raho ham dua kar chale.
Jo tujh bin na jeene ko kahte the ham,
So is ahd ko ab wafa kar chale.
Koi naumidana karte nigah,
So tum ham se munh bhi chhipa kar chale.
Bahut aarzoo thi gali ki teri,
So yaan se lahu mein naha kar chale.
Dikhai diye yun ke bekhud kiya,
Hamen aap se bhi juda kar chale.
Jabin sijda karte hi karte gayi,
Haq-e-bandgi ham ada kar chale.
- 4)Prastash ki yaan taeen ke ai but tujhe,
Nazr mein sabhon ki Khuda kar chale.
Gayi umr dar band-e-fikr-e-ghazal,
So is fan ko aisa bara kar chale.
Kahen kya jo puchhe koi ham se Mir,
Jahaan mein tum ae the kya kar chale.
- 5)e daagh daagh ujala, ye shab-ghazeeda sahar
wo intezaar tha jis kaa, ye wo sahar to nahi
Ye wo sahar to nahi jis ki aarzu lekar
chale the yaar ki mil jaayegi kahi na kahi
falak ke dasht mein taaron ki aakhari manzil
kahin to hogaa shab-e-sust mauj ka saahil
6)kahin to jaa ke rukegaa safinaa-e-Gam-e-dil
jawaa lahu kiipur-asaraar shaaharaahon se
chale jo yaar to daaman pe kitane haath pade
dayaar-e-husn kiibe-sabr Khwaab-gaahon se
pukarati rahi baahein, badan bulaate rahe
bahut aziz thi lekin ruKh-e-sahar ki lagan
bahut qariin thaa hasiinaan-e-nuur ka daaman
subuk subuk thii tamannaa, dabi dabi thi thakan
7)Faqiraana aae sadaa kar chale,
Miyaan khush raho ham dua kar chale.
Jo tujh bin na jeene ko kahte the ham,
So is ahd ko ab wafa kar chale.
Koi naumidana karte nigah,
So tum ham se munh bhi chhipa kar chale.
Bahut aarzoo thi gali ki teri,
So yaan se lahu mein naha kar chale.
|
hai
ReplyDelete