Sheeshay Ka Dil
|
1) MY LUV 4 U IS 4EVER LASTING AND 4EVER INCREASING BCOZ U 4EVER SHOW ME UR TRUE LUV
.
2)LOVE IS A TEST WHICH STUPID PEOPLE FAIL AND THEN RE-TAKE THE TEST
3)Wo Rut Bhi Aai Ke Mai Phool Ki Sahaili Huii
Mehek Mai Champa Kali, Roop Mai Chambeli Huii
Wo Sard Raat Ki Barkha Se Kiyu Na Pyaar Karun ?
Yeh Rut To Hai Mere Bachpan Ke Saath Kheli Huii
Zameen Pe Paaon Nahi Par Rahe Takabbur Se
Nigar-E-Gham Koi Dulhan Nai Nawaili Huii
Wo Chaand Ban Ke Mere Saath Saath Chalta Raha
Mai Us Ke Hijr Ki Raaton Mai Kab Akaili Huii ?
Jo Harf-E-Saada Ki Surat Hamesha Likhi Gai
Wo Larki Tere Liye Kis Tarah Paheli Huii ?
4)Apni haatir jage ho, soye ho,
Apni haatir hanse ho, soye ho,
Kis liye, Aaj khoye khoye ho,
Tum ne aansuu bohat piye apne,
Tum bohat saal reh liye apne,
Ab mere, Sirf mere ho ke raho,
Tum azal se dikhon ke dairey ho,
Chahey khud ko ghamon mein ghairey ho,
Jab se paida huye ho mere ho,
Aaj kholain ge lab siye apne,
Tum bohat saal reh liye apne,
Ab mere sirf mere ho ke raho,
5)Ab mujhe apne dard sehne do,
Dil ki har baat dil se kehne do,
Meri banhon mein khud ko behne do,
Mudatt’ton zakham khud siye apne,
Tum bohat saal reh liye apne,
Ab mere, Sirf mere ho ke raho,
Hussan hi hussan ho, Zahanat ho,
Aashiq hon mein, Tum to mohabbat ho,
Tum meri , Bas meri amanat ho,
Ji liye, Jis qadar jiye apne,
Tum bohat saal reh liye apne,
Ab mere, Sirf mere ho ke raho,
Rehte ho ranj-o-gham ke ghairon mein,
Dukh ke, asaib ke baseron mein,
Kese choroon tumhain andheron mein,
Tum ko de doon ga sab diye apne,
Tum bohat saal reh liye apne,
Ab mere, Sirf mere ho ke raho..
6)Hum Khushbu Kay Sodagar Hain
Hum Soda Sacha Kartay Hain
Jo Ghahak Pholoon Jaisa Ho
Hum Bin Damoon Bik Jatay Hain
Hum Shehray Wafa Kay Logoon Ka
Tum Bhala Hal Kya Janoo
Hum Dil Ki Baat Chupatay Hain
Aur Ansoo Tak Pee Jatay Hain.
7)Kuch Umer Ki PehLi ManziL Thi
Kuch Rastay Thay Anjaan Bohat
Kuch Hum Bhi PagaL Thay Lekin
Kuch Wo Bhi Thay Naadan Bohat
Kuch Us ne Bhi Na Samjhaya
Ye Payar Nahi Aasaan Bohat
Aakhir Hum ne Bhi KhaiL Liya
Jis KhaiL Mein Thy Nuqsaan Bohat
Jab bikhar gaye tab ye jaana
Aaty hainn yahan toofan Bohat
Ab koi nahi jo apna ho milny ko to hain insaan Bohat
kash wo wapas aa jaye Ye dil hy ab sunsaan Bohat..
8)Kabhi is majlis e aqwaam par aayega woh din bhi!
Kahegaa Ibn e Aadam uth ke "Sun lo! Main bass insaan hoon!
Mera koi naheen mazhab mera bass deen hai sulh e kul!
Na Eisaai hoon main naa hoon Yahudi nae Musalmaan hoon!
Merey jeeney ka maqsad hai faqat behbood e insaani!
Main is duniya mein nafrat ka naheen raahat ka saamaan hoon!
Mere haathon se hogi bass hifaazat haq e insaan ki!
Suno ahl e mazaahib! Main naqeeb e bazm e insaan hoon!"
9)Tera Zikar Bhi Karna Chor Diya
Ab Hum Ne Rona Chor Diya
Jub Rona Nahin To Hasna Kiya
Ab Hasna Hasana Chor Diya
Har Shakhs Ne Hum Ko Zakham Diye
Ab Dil Ko Lagaana Chor Diya
Tum Rootha Karte Thay Hum Se
Ab Hum Ne Manaana Chor Diya
Teri Yaad Bohot Aati Thi Humain
Tujhe Yaad Bhi Karna Chor Diya
10)Aisa nahi k humko mohabat nahi mili,-
Haan jesay chahtey thay wo qurbat nahi mili,
Milnay ko zindagi mai kayi humsafar milay,
Lekin tabiyatton say tabiyatt nahi mili,
Chehron kay har hajoom mein hum dhondtay rahey,
Surat nahi mili tu kahin seerat nahi mili,
Wo yak-ba-yak mila to bohat dair tak hamien,
Alfaaz dhoöndnay ki bhi mohlat nahi mili,
Har shakhs zindgi mai bohat dair se mila,
koi bhi cheez hasb-e-zaroorat nahi mili.
11)Death be not proud, though some have called thee
Mighty and dreadful, for thou art not so;
For those whom thou think'st thou dost overthrow
Die not, poor death, nor yet canst thou kill me.
From rest and sleep, which but thy pictures be,
Much pleasure, then from thee much more must flow,
And soonest our best men with thee do go,
Rest of their bones, and souls' delivery.
Thou art slave to fate, chance, kings, and desperate men,
And dost with poison, war, and sickness dwell,
And poppy, or charms can make us sleep as well,
And better than thy stroke; why swell'st thou then?
One short sleep past, we wake eternally,
And death shall be no more; death, thou shalt die.
12) We pray for one last landing
On the globe that gave us birth;
Let us rest our eyes on fleecy skies
And the cool green hills of Earth.
1)Sheeshe ke dil me thi tasveer teri bassi,
Sheesha toh tod diya, parr tasveer na chura saki..
Mila kya tujhe mere iss dil se khelkar,
Jaan hi chahiye thi toh maang kar dekhi hoti..
2)Ruthi jo zindgi to mna lenge hum. Mile jo gum to seh lenge hum. Bus aap rehna hamesa sath hamare to Niklate aansuo me bhi muskura lenge hum. I miss you.
3)Wo humko patthar or khud ko DIL keh kr muskuraya karte hain,
Wo shayad nahi jante k patthar to patthar hi rehte hain,
Lekin DIL hi aksar badal jaaya krte h.
4)Ab Bhi tza hai zakhm sine me
Bin tere kya rakha hai jine me
Hum to zinda hai tera sath pane ko
Warna der nahi lagti hai Duniya chood ke jane me
5)chahnay walay muqaddar say mila kartay hein...
usnay es baat ko tasleem kiya meray janay kay baad...
6)KiTna AsaaN Hai kiSii Ko ApNa KehNa. .
JaB TaQDeeR FaiSLaY SUnaTi Hai TO RoYa Bhii NaHii jaTa.....
7)Na janay ho gaya hun is qadar hasas main kab say
kisi say baat karta hun to ankhain bheeg jati hain...
8)Shikayat ye nahi k us ney zulm kia hai, , , ,
Gila hai tu sirf itna k us ney zulm ki intiha nahi ki....
9)Mere Jisam Se Merii Rooh Nikal Di Us Ne
Mujhe Udaas Rehney Kii Aadat Daal Dii Us Ne
Kisii Ne Us Se Pucha Chahat Kya Hy????
Pehle To Bohat Roe Phir Merii Misaal Dii Us Ne....!
10)Na Jane kyun Gale say Lipat Kar Rone laga Jb Hum Barso Bad Milay...
Jate Hue Jis Ney kaha tha k "Tum Jaisy Lakhon Milain Gay....
11)Kya khabar thi Tum achanak hi juda ho jao ge
Kbi muj pe marte the kisi aur pe fida ho jao ge
Ek tuje hi to chaha tha apni zaat se barh kr
Ye socha bhi nahi k mere liye saza ho jao ge
Ma nahi pochon ga tum se kbhi muje chorne ka sabab
Mere ye pochne pe shayad tum muj se khafa ho jao ge
Ma to isi me khush hun k Tum khush ho warna
Utha lon hath agar Dua k liye to Tum ab bhi mere ho jao ge
12)Pagal Hue Jo Hm To Ulfat Us B Thi
Chaha Jo Hmne Usko To Chahat Use B Thi
Usko Na Bhul Payenge Wo Janta Tha
Or Har Baat Bhul Jane Ki Adat Use B Thi...
13)naya phir ek jakhm khana chahta hu
main jine ka ek bahana chahta hu
rula deti hai har sachi kahani meri
main fir ek jootha fasana chahta hu
14)ham apni rooh tere jism he me chhor aayen gay,
tujhe gale se lagana to ik bahana ho gaa
15);, Kehte Hain ,;,
"waqt" se phle aur "Kismat" K bina.
Kisi Ko Kuch milta nhi,
Affsos!
UnKe paas "waqt" nhi,
Hamare pass "Kismat" nahi.,,,
16)Barbaad Howey , Badnaam Howey , Ek Teri Tamanna ki khatir..
Yeh Duniya To Hamari Ho Na Saki , Ek Tum Hi Hamary Ho jaaty..
17)Qurbaan Jau Uss Shaks Ke Haatho ki Lakiro Par
Jisne Tujhe Maanga b Nhi Or Apna Bana Liya . . .
18)Hum Dunia me nahi Dilon me rehte hain,
Hum se milne ko Log apna Naseeb kehte hain,
Jis se bhi ki Hum ne Dosti,
Dunia wale us ko ‘KHUSH NASEEB’ kehte hain.
19)Muhabbat muqadar hai aik khwab nahi
yeh wo rishta hai jis mai sb kamyab nahi
jinhy saath mila unhy unglion pr gin lo
jinhy milli judai unka koi hisab nahi.
20)Mere khwabon mein aana aapka kasur tha
Aapse dil lagana hamara kasur tha
Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye
Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha
21)Zindagi Sundar Hai Par Mujhe Jina Nahi Ata, Hr Chiz Me Nasha Hai Par Mujhe Pina Nahi Ata, Sb Mere Bina Je Sakte Hai Sorf Mujhe Hi Kisi K Bina Jina Nahi Ata
22)Socha na tha ki wo muh mod legi.
lekin usne muh mod hi liya.
socha na tha ki wo dil tod degi.
lekin usne dil tod hi diya.
Maine socha ki wo sath nibhayegi.
lekin usne raste mai mujhe chod hi diya.
23)Aaj phir uski yaad ne rula diya,
kesha hain ye chera jisne ye sila diya,
do lafj likhne ka salika na tha,
uske pyar ne mujhe shayar bana diya.
23)kash usne mujhe pehchana hota.
mere dil ke dard ko jana hota.
mere ek baat ko mana hota.
to aaj mai is tarah begana na hota.
24)Dil ki hasrat Adhuri reh gayi,
jaane koun so Majburi reh gayi.
Saare lafz chura le gaya koi,
Zuban pe sirf khamoshi reh gayi.
25)MOHABBAT…………
HAA TUMHARI MOHABBAT….
BAHAR KE SHOKH MAUSAM KI TARAH……
MERI ZINDAGI ME SHAMIL HAI……
BARISH KI BUNDO KI TARAH TUMHARA PYAR……
MERE JISM KE ROM -ROM ME EK NAI TAZGI BHAR DETA HAI……
MOHABBAT BHARI TUMHARI BAATEIN ………
ROZ SAVERE EK NAI ZINDAGI DETA HAI……
26)Jis Gull Ki Tamanna Thi Hamein
Zindagi Mein, Shayad Woh Gull
Kisi Gulistaa Mein Khila Nahi,
Jaise Dost Ki Tamanna Thi Hamein
Zindagi Mein, Vaisa Dost Hamein
Kabhi Aajj Tak Mila Nahi..!!
27)It Hurts The Most, When
Someone Who Made You
Feel Special Yesterday
Then Makes You Feel Lik
You Are The Most
Unwanted Person Today..
28)Dur Rehne Walo Ne Aisa
Sila Diya, Apni Yaado Se
Hamko Rula Diya, Itna Bhi
Matlabi Na Ho Yaar Kisi
ka, Ki Jab Chaha Yaad
Kiya Jab Chaha Bhula Diya!
29)Na Kar Yaki Tu Mere Akhatiyar
Me Aakar Har Chehra Hasi Hota
Sitamgar Se pehle Gairo Se
Sitam Mile Apno Se Zakham Na
Gairo Ke Ho Sake Aur Na Apnoke
Ham Duniya Ki Jhoothi Raho Par
Kya Jeena Hai Is Bharm Se
Thoda Thoda Sach Se Marna Hai.
30)I Just Missed The Time When
Someone Is Waiting For Me To
Wake Up, Getting Mad When I Go
Home Late, Waiting For My Texts
Always Looking For Me, Always
Asking Where I Am, In Short
I Miss Being Loved By Someone
31)Wo To Aisa Tha Ki Ek Ansoo
Girne Ki Wajah Pucha Karta
Tha Par, Na Jane Kyu Ab Use
Barsaat Ki Pehchaan Nahi Hoti!
32)Ek Aur Din Guzar Gaya
Uske Intezar Me..
Bahut Mashroof Tha Aaj
Bhi Wo Hamesha Ki Tarah..!
33)Chup Rahne Ki Aadat Hai
Ab Teri, Bardast Ki B Had
Hai Meri. Rahm Kr Mujh Par
Ya Mehrbaani Kar, Maan Ja
Ab Varna Royengi Ek Din
Mujhe Yadkar Ke Aankhe Teri.
34)Apnana Bhi Nahin Sakte Hai
Humein, Phir Bhi Pyar Karte
Hai Humein, Door Bhi Nahi
Reh Sakte Hai Humse, Paas Bhi
Nahi Lana Chahte Hai Humein..
35)Gam E Zndgi Ke Mare Hain,
Har Baazi Jeet Ke Haare
Hain, Ye Jo Meri Jholi Me
Patthar Hain, Sab Mere
Chaahne Waalo Ne Maare Hain..!
36)Jab Zindagi Samajh Ayi
To Zindagi Se Dur He Hum
Marna Chaha Par Jeene
Ko Majbur He Hum Har
Saja Kabul Ki Humne Sar
Jhuka Kar Kasur Itna
Hai Ki Bekasur Hai Hum..!
37)Tujhe Bhula Diya Dard Me
Koi Mousam Pyara Nahi Hota,
Dil Ho Pyasa To Pani Se
Gujara Nahi Hota. Koi
Dekhe To Humari Bebasi,
Hum Sabhi K Ho Jate Hain
Par Koi Humara Nahi Hota.
38)Jo Dhal Jaye Wo Sham Hoti
Hai Jo Khtam Ho Jaye Wo
Zindagi Hoti Hai Jo Mil Jaye
Wo Maut Hoti Hai Or Jo
Na Mile Wo Mohabbat Hoti Hai.
39)Bohat Udaas Hai Koi Tere
Jaane Se, Ho Sake Toh Laut
Aa Kisi Bahane Se, Tu Lakh
Khafa Sahi Par Ek Baar
Toh Dekh, Koi Toot Sa
Gaiya Tere Rooth Jaane Se.!!
40)Kaash Woh Samajthe Is Dilki
Tadap Ko, To Yun Humein
Ruswa Na Kiya Hota Unki Ye
Berukhi Zulm Bhi Manzoor
Thi Humein Bas Ek Baar
Humein Samaj liya Hota..
41)Hosh Me Aaye Zamana Hua,
Lekin Behosh Khud Ko Pate Hain,
Arsa Beeta Is Dunia Me Aaye,
Lekin Tanha Khud Ko Pate Hain,
Darr Lagta Hai Lambi Umar Se,
Itna Dunia Ne Sataaya Hai,
Log Maut Se Dara Karte Hain,
Hum Zndgi Se Ghabraate Hain..!
42)Reet Hai Jaane Ye Kaise Zamane
Ki, Saza Milte Hai Dil Lagane
Ki, Na Basana Dil Main Kise
Ko Itna, Ki Phir Duaa
Mangne Pade Use Bhulane Ki..!
43)Hum Dekhte He Usay Jo Na
Dakhe Hame, Hum Chahte He
Use Jo Na Chahe Hame, Ajeeb
Aadat Hai Hamari Zindagi Me,
Hum Yaad Rakhte He Use Jo
Bhul Jate He Hame...
44)Tanha Chod Kar Humko Hosla
Bhi Dete Ho, Sans Cheen Kar
Jeene Ke Dua Bhi Dete Ho
Ek Taraf Judaai Ka Silsila
Bhi Jari Hai Or Muskurane
Ka Mashwara Bhi Dete Ho..!
45)Maine Us Se Bas Itna Hi
Pucha Tha, Ki Ek Pal Me
Kisi Ki Jaan Kaise Nikal
Jati Hai, Usne Chalte
Chalte Apna Haath Mere
Haath Se Chuda Liya..!
46)Hamne Aasuo Se Pucha Q Mera
Mazak Banaya? Sab Ke Samne
Hi Chala Aaya? Aur Aasu Bola
Mehfil Me Bhi Aapko Tanha Paya,
Isliye Sath Dene Chala Aaya..
47)Apne Saaye Se Bhi Ashkon
Ko Chupa Kar Rona, Jab Bhi
Rona To Chiragon Ko Bujha
Kar Rona, Jahan Chot Khana
Wahan Muskurana, Magar Is
Ada Se Ke Roye Sara Zamana.
48)Zameen Chupane K Liye Gagan
Hota Hai, Dil Chupane K
Liye Badan Hota Hai, Shayad
Marne K Baad Bi Chupaye
Jaate H Gum, Isliye Hr
Laash K Upar Kafan Hota Hai.
49)Utra Tha Chand Hamare Aangan
Me, Sitaron Ko Ye Gawara Na
Tha, Hum To Sitaro Se Bhi
Bagawat Kar Lete, Par Kya
Kare Wo Chand Humara Na Tha.
50)Waqt Ke Mod Pe Aisa Waqt Aaya
Hai, Zakhm Dil Ka Zubaan
Par Aaya Hai, Na Roote Thay
Hum Kabi Kaanto Ki Chubhan Se
Bhi Par, Aaj Na Jane Kyu Phoolo
Ki Khusboo Se Roona Aaya Hai..!
51)Jindagi me kabhi aisa bhi waqt ayega,
Apko chahane wala he apko rulayga,
Phir bhi usi se pyar karna,
Kiu ke akele me wo ap se bhi
jyada ansu bahayga. . . . .
52)Zindagi Ne Diya Sab Kuch Par Wafa Na Di,
Zakhm Diye Sabne Par Kisine Dawa Na Di,
Hamne To Sabko Apna Mana,
Par Kisi ne Mujhe Apno Me Jagah Na Di...
53)Baha k Aansoon mere woh
kehte hain
Tumhari aankhoon mein paani
kitna haseen lagta hai.
54)Ab Keya Likhein Kagaz
Par Ab Likhne Ko Keya
Baqi Hy?
Ek Dil Tha Vo Tot Gaya
Ab Totne Ko Keya Baqi
Hy
Ek Shakhs Ko Humne Chaha
Tha ,Rait Pe Naqsh Banaya
Tha,
Vo Rait To Kb Ki Bikhr Gae
Vo Naqsh Kaha Ab Baqi Hain,
Hum Jin Ko Apni Nazmo Ka
Unwan Banaya Karty Thy
Lafzo Ka Bana K Taj Mehal
Kagaz Per Sajaya Karty Thy
Vo Hum Ko Akela Chor Gya
Sub Rishto Sy Moun Mor Gaya
Ab Rishty Sare Sonein Hain
Vo Pyar Kahan Ab Baqi Hy
Ab Keya Likhein Hum Kagaz
Par Ab Likhny Ko Keya Baki
55)Yahan pal pal jalna parta hai
Har rang mein dhalna parta hai
Har mor pe thokar lagti hai
Har haal mein chalna parta hai
Har dil ko samjhne ki khatir
Bas khud say larna parta hai
Kabhi khud ko khona parta hai
Kabhi chup k rona parta hai
Kabhi neend na aye phoolon pay
Kanton pay b sona parta hai
Kabhi mar k jeena parta hai
Kabhi jee k marna parta hai
Kabhi to khushiyan loat k ayen gi
Es aas pay jeena parta hai.
.
..:
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.