Wednesday 5 September 2012

Rabeena's pic

1)Uske pyar ki hadh toh dekho.. Woh karti rahi uska intezaar aur… waqt nei aage badna chod diya… 

2)Rehti thi noor-ki-rangat uske chehre par Aaj dekh uski udaasi…….. Timtimatey taaron ne bhi chamakna chod diya… Aisa manzar chaya teri beywafayi se ke Dil toh toota hi… 

3)Dil todna asan hai zaroor, Par yaar ko manana asan nahi Zindagi me pyaar hota hai zaroor, per pana zaroori to nahi, Agar zindagi mai koi mil jaya jisse pyaar karo tum To izhaar karna zarori to nahi, Agar ho jaya to itna yaad rekhna Pyaar se badkaar koi dusra nahi 




4)Zakhm itne gehre hain, izhaar kya karen . . . . Hum khud nishaana ban gaye,Waar kya karen . . Mar gaye hum, magar khuli rahi aankhen Ab is se zyaada unka, intezaar kya karen 

5)Ek hi tha guzarish khuda se hamara, zindagi me saath rahe har pal tumhara, jiyu zindagi tumhare pyaar k sahara, varna na ho aisi pyaar kabhi dubara 

6)Dil dekar thokar khaya hai humne, yaadon k sahare jeena seekha humne, toote dilko jodna seeka hai humne, kisiko bhulna tho nahi par doston ko pehchan na seekha humne. 

7)Dilne tumko puja ki humne khuda tumhe bana di, tumne meri wafa dekhi kab thi jo itni jaldi gila kardi, pyaar kiya tha jo tumse humne uski saza tune de di, aisi bhi kya galthi ki thi jo sari khushi door kar di. 

8)mohhabat ek ehsaso ki paavan si kahani hai, kabhi kabira deewana tha kbhi meera deewani hai, yahan sab log kehte hain meri aankhon main aansu hai, jo tu samjhe to moti hai jo na samjhe to pani hai. 

9)Dilne chaha tumse bahot kuch kehna, khuda se har bar manga tumse milna, yadone kiya koshish tumhe bhulna, 

10)Bhulana aasan hota to kab ka tumhe bhula dete is pathar dil ko bhi teri doori se rula dete
Share And Comment on this

1 comment:

  1. aapki ghajlo dewana kar diya
    mere dard-e-dil ko kahi door kar diya
    aapki baaton me jo hasrat mujhe mili
    aapke lafzo ne pura kar diya
    kiya didarmere dil ko
    aur kya kahoo accha laga

    ReplyDelete

Note: only a member of this blog may post a comment.