Monday 27 August 2012

Meet's pic

1) MY LUV 4 U IS 4EVER LASTING AND 4EVER INCREASING BCOZ U 4EVER SHOW ME UR TRUE LUV 
.
.

2)LOVE IS A TEST WHICH STUPID PEOPLE FAIL AND THEN RE-TAKE THE TEST 

3)hohrat Na Ata Karna Maula Daulat Na Ata Karna Maula Bas Itna Ata Karna Chahe Jannat Na Ata Karna Maula Shamma e watan Ki Lau Par Jab Qurbaan Patanga Ho Hothon Par Ganga Ho, Hathon Mein Tiranga Ho 


4)Bas Ek Saza Hi Sune Sada Barfeeli Mast Hawaon Mein Bas Ek Dua Hi Uthe Sada Jalte Tapte Sehraon Mein Jeete Jee Iska Maan Rakhen Mar kar Maryaada Yaad Rahe Hum Rahen Kabhi Na Rahen Magar Iski Saj Dhaj Aabaad Rahe Godhra Na Ho Gujrat Na Ho Insaan Na Nanga Ho Hothon Par Ganga Ho, Hathon Mein Tiranga Ho Shohrat Na Ata Karna Maula Daulat Na Ata Karna Maula Bas Itna Ata Karna Chahe Jannat Na Ata Karna Maula Shamma e watan Ki Lau Par Jab Qurbaan Patanga Ho Hothon Par Ganga Ho, Hathon Mein Tiranga Ho 

5)Hamare nata qurbaniyon ki keemat jante nahin Agar wo jante bhi hain to pahchnta nahin Desh ke sipahi larhte laarhte mar jate hain Par hamre neta unka dil se samaan karte nahin 

6)ajadi ki kabhi shaam nahi hone denge, Sahidon ki kurbani badnaam nahi hone denge, Bachi ho jo ek bund bhi garam lahu ki… Tab tak bharat mata ka aanchal nilaam nahi hane denge. 

7)Sundar hai jag me sabse, naam bhi nayara hai Woh desh hamara hai, woh desh hamara hai Jaha jati-bhasha se badh kar Desh-Prem ki dhara hai Woh desh hamara hai, woh desh hamara hai Jita tha prem se sabko, hai "Baapu" us ka naam Desh ke khatir jisne kiya apna jeewan balidan Jaha pe vir Bhagat, Azad aur "Bose" ka nara hai Woh desh hamara hai, woh desh hamara hai Jaha pe "Suraj" puja aur nadion me mata Ganga Chandrama pe lahraya jisne apna dhwaj "TIRANGA", Vishv ko jisne ZERO dekar kiya navyug ka ujiyara hai, Woh desh hamara hai, woh desh hamara hai Jo sadion se aaj bhi har rishte se pyara hai Sincha jisko khun se humne aur mamta se sawara hai Jaha Ajuba hai vishv ka, kehlata "TAJ" humara hai Woh desh hamara hai, woh desh hamara hai Jis desh ko "Mata" keh ke hum sab ne diya samman Wo hai Bharat desh mahan, wo hai Bharat desh mahan
Share And Comment on this

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.