Saturday, 11 August 2012

Jannat's pic

1) Aapki har khata manjur hai Aapka har shikva kabul hai Nahi jante kya rishta hai aapse Par jo bhi hai mujhe dil se kabul hai Na tu bataye Na main kahoon Joh hai tere mere Dil ki hai tamanna Tere hai tamanna Meri bane tu Mujhko bhi hai Bus tera banana Jaan ke hum anjaan hai Kaisi hai yeh kahani Arey ho na kyun hairaani Joh pyaas hai toh 

2)Muskilon Se Ghirkar Bhi Kabhi Aapka Saath Na Chhodenge, Agar Qayamat Bhi Aayegi Kisi Mod Pe To Uska Rukh Modenge, Yun To Hum Kabhi Kisi Se Kabhi Wada Nahin Kiya Karte, Par Aapse Kiye Huye Har Ek Waade Ko Kabhi Na Todenge 

3)Kab Tak Apna Dard Sine Mein Dabaye Rakhoge, Kab Tak Aansuo Ko Aankho Mein Chupaye Rakhoge, Mera Phir Se Laut Aana Mumkin Nahi, Tum Kab Tak Humari Aas Lagaye Baithog 

4)Falak Se Unchi Hogi Udaan Hmari, Duniya Bhi Dekhegi Ek Din Shaan Hmari, Gar Meri Dhadkan Ruki To Teri Bhi Sanse Ruk Jayegi, Kuchh Aise Basi Hogi Ek Dusare Me Jaan Hmari 

5)Kabhi Tere Deedar Ko Tarsa Kabhi Tere Pyar Ko Tarsa Tu Mil Bhi Gaya Mujhe Phir Bhi Na Jane Kyo Main Karar Ko Tarsa Patjhad Tha Bahar Aayi Sawan Ki Rimjhim Phuhar Aayi Pa Bhi Liya Maine Tujhko Lekin Phir Na Jane Kyo Tere Ikrar Ko Tarsa Kushi Me, Gam Me Tu Sath H Mere Janta Hu Koi Ho Ya Na Ho Tu Aas Pas H Mere Phir Bhi Aisa Kyo Lagta H Ki Main Teri Parchayi Se Bhi Mulakat To Tarsa 

6)Uss Khuda Ke Hatoon Ka Jadu Ho Tum Din Mai Chamakta Sitara Ho Tum Raat Mai Chandni Jaisi Roshni Ho Tum Mere Dil Main Basi Ek Shayri Ho Tum 

7)Naa Chain Hai Naa Karaar Hai Suna Suna Sa Hai Sab, Sab Kuch Viran Hai Ek Ajab Si Kasmakash Mein Hun Sab Kuch Hai Pass Merey Phir Bhi Akela Hun Sari Raat Na Soya Hun Teri Hi Yaadon Mein Khoya Hun
Share And Comment on this

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.