1)Waqt Aur Khushi Tere Gulam Honge,
Har Pal Aur Pehlu Tere Hi Naam Honge,
Jara Mud Kar Dekhna Mere Dost,
Tere Har Kadam Ke Neeche Mere Haatho Ke Nishan Hong 2)Thodi-Thodi Sanso K Liye, Humne Zindagi Bechi, Parchhaiyon Se Tang Aa K, Humne Roshni Bechi, Aankho Mein Bas Aansu Hi Reh Gaye, Varna Duniawalon Ne To Dosti Bhi Bechi 3)Main Bahar Khada Barish Me Un Haseen Lamho Ko Yaad Karta Hu, Pani Ki Tapakti Bundo K Beech Unhi Yaado Me Phir Kho Jana Chahta Hu, Kbhi Haste The Sath Kbhi Lada Krte The, Aaj Unhi Dosto K Sath Ek Pal Bitane Ko Tarasta Hu, 4)Ek Pyari Si Muskurahat Hontho Par Aati Hai Or Ye Aankhe Nam Ho Jati Hai Jab Un Yaado Ko Sametane Ki Koshish Karta Hu To Tham Sa Jata Hu Shayad Hm Apne Lakshya Ko Pane Me Itna Kho Gye Hai Khud Ko Bada Samajh Dost Ka Haal Tak Puchna Bhul Gye Hai Or Aaj Is Baat Ka Afsos Mana Raha Hu Barish Me Khade Hokr Khud Ko Kam Or Aankho Ko Zyada 5)Karke Dosti Tujhse, Hum Nahi Bhulenge Kabhi, Nibhake Dosti Tujhse, Hum Nahi Bichhadenge Kabhi, Tujhe Pasand Nahi To Yahi Sahi, Ab Duja Koi Dost Na Banayenge Hum Kabh 6)Chaahe Jise Tu Zindagi Mei Wo Tujhko Mil Jaaye Koi Gam Koi Museebat Tujhe Na Kabhi Sataaye Khushiyan Bahaar Bankar Tere Gulsan Ko Mehkaaye Har Taraf Yaara Teri Shoharat Yuhi Badti Chali Jaaye… 9)Dosti To Jeene Ka Sahara Hoti Hai Us Khuda Ke Hone Ka Ishara Hoti Hai Yeh Wo Ehsaas Hai Jisko Lafzon Mei Byaan Nahin Kar Sakte Sailaab-E-Gham-E-Ulfat Mei Yahi To Kinara Hoti Ha |
Share And Comment on this
|
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.