2)Ek Ittfaq Sa Mere Dil Mein Yu Ghar Kar Gya, Jb Dekha Maine Tumhe Wahi Dobara Se, Itne Khubsurat Ho Tum, Aur Kitne Ho Pyari Tum, Sach Mein Ho Ya Phir Hum Miley Hai Ittifaq Se, Ab Toh Dar Lagne Lga Hai Mohabbat Se, Jbse Piya Hai Judai Ka Gham Ittifaq Se, Pucho Zara Galib Se Ki, Kya Wo Sach Main Mohabbat Karta Tha Ya Yuhi Likhta Gya Ittifaq Se, Per Kya Karu Ab, Dil Ko Najane Kyu Masoom Lagti Ho Tum,' 3)Bus Kahi Phir Mohabbat Na Ho Jaye Yuhi Ittifaq Se, Man Yu Dhundtha Hai Tumhe, Chupke Chupke Yaha Waha Idhar Udhar, Aur Tum Mil B Jati Ho Ise Kya Kahu Chalo Keh Deta Hu Ittifaq Se, Ab Toh Yakeen Nazane Kyu Hone Lga Hai Phir Se Mohabbat Pe, Chodo Ab Dil Ko Hi Samjha Lenge Hogayi Mohabbat Ittifaq S 4)Bewajah Hum Wajah Dhundte Hai Tere Paas Aane Ko, Ye Dil Bekarar Hai Tujhe Dhadkan Mein Basaane Ko, Bujhi Nahi Hai Pyaas In Hotho Ki Abhi, Na Jaane Kab Milega Sukoon Mere Paymane Ko 5)Sukoon Mere Dil Ab Kahin Kho Gaya Hai, Veerangi Ki Galiyon Mei Madhosh Ho Gaya Hai, Har Pal Bas Uska Deedar Karte Hain Hum Khyalon Mein, Ek Ajnabi Mujhko Pyaar Ki Baarish Mei Bhigo Gaya Hai…. Izhaar Karna Chahte Hain Hum Par Alfaaz Nahin Milte, Alfaaz Milte Hain To Kuch Sawalon Ke Jawaab Nahin Milte, Yeh Dil Kyun Ajnabiyon Pe Mar Mit-Ta Hai, Dhudte To Unko Par Koi Nisaan Nahin Milte…. 6)Meri Zindagi Tere Hone Se Chalti Hai, Din Ki Dhup Teri Muskurahat Se Khilti Hai, Hansta Chehra Tera Mere Jeene Ka Sahara Hai, Tum Bin Es Duniya Me Aur Kaun Hamara Hai, Chand Sitaro Ke Khwahish Nahi Hamari, Bus Yuhi Basti Rahna Sanso Mein Hamari, Dariya Se Bada Dil Tumhara Jo Manti Duniya Sari, Lafzo Mein Na Baya Ho Woh Sakshiyat Hai Tumhari, Naaz Khuda Kerta Hai Kismat Pe Humari, Jo Basti Ho Tum Meri Zindagi Me Banker Duniya Hamari |
Share And Comment on this
|
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.