2)Jann liya hai hmne ke ....agar aatma apni hum ....dekh sakte to vo sirf ....tere jesi hi hoti 3)Har shaam bas tera naam se guzarti .... hai.har ....saans teri ahat se hi chalti hai. 4)Chingari ka khauf na dena hume apne dil me aag ka dariya basaye baithe hain jal jate kab ke i aag mein par tere didar ki khatir is dil ko sambhale baithe hain 5)Na gujarna eid ke din kisi masjid ke samne se kahin log chand samajh kar roja na tod de hokar khafa kudha tumse kahin chand jaisa chehra banana na chhod de 6)Khusi se dil ko abaad karna aur gham se dil ko azad karna hume bus itni gujarish hai apse ki hume bhi din me ek bar yaad karna 7)Nanhe se dil me armaan koi rakhna, duniya ki bhid main pehchan koi rakhna, ache nahi lagte jab rahte ho udas, in hoto pe sada muskaan vahi rakhna 8)Taare raat mein jagmagate hain subha ko jane kaha woh gum ho jate hain andhere mein asman ka rang woh dekhte hain neeli chadar par woh sare timtimate hain 9)Manjil kitni bhi mushkil ho use choda nahi jata, Dil ke dhagekitne bhi kacche ho use toda nahi jata, humsafer kitne bhi dur ho unko bhulaya nahi jata , chahe aaneme unko barso lage lekin ummid ka daman choda nahi jata. PYAR KA KOI ANDAZ NAHI. YE DOSTI HAI,YE KISIKI JAAN HAI. |
Share And Comment on this
|
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.