Friday, 11 January 2013

Koi chehra hai

1)koi rota hua chehra hansa dena ibadat hai dil-e-ghamgeen ki dhaarass bandhaa dena ibadat hai kisi be_aasra insan ke tuute ghronde mein khuloos-e-dil se ik pathar laga dena ibadat hai saa'dat hajj-0-umra ki bja apni jagah lekin koi ujra hua aangan basa dena 


2)Jab Apni Haddon Se Paar Gaye.Hum Haar Gaye, Sab Lafz Yunhi Be-Kaar Gaye ...Hum Haar Gaye, Ik Umar Lagi Thi Jin Ko Chunn Kar Laane Me, Ik Pal Main Saare Yaar Gaye ...Hum Haar Gaye, Wo Beechh Main Aa Kr Doob Gaye Aur Jeet Gaye, Hum Aag Ka Dariya Paar Gaye ...Hum Haar Gaye, Ruswai Ki Ye Rasam Hami Se Nikli Hai Us Nagri Me Har Baar Gaye ...Hum Haar Gaye, Kuch Khuwaab Basaarat Loat K Hum Se Rooth Gaye, Kuch Log Hamain Dhutkaar Gaye



3)Kabhi to paas mere aao, Kabhi to nazre mujhse milao, Kabhi to dil se dil ko milao... o jana. Meri jaan, palke yu naa jhukana. Meri jaan, mujhse duur naa jana. Meri jaan, mujhko bhul naa jana... o jana. Mujhe lauta de wo mera pyar. Mujhe lauta de wo mera pyar. Main tera hi deewana hu. Teri baatein kabhi main bhuul naa paau. Main tera hi deewana hu. Teri baatein kabhi main bhuul naa paau. Tuhi mera dil hai, tu hi meri jaan. Tuhi mera dil hai, tu hi meri jaan. O yara, kyu khafa ho mujhse? O yara, kyu juda ho mujhse? O yara, mera pyar hai tujhse... o jana. Tere bin dil lagi hai adhuri. Tere bina aashiqi hai adhuri. O jana, milna hai tujhse jaruri... o jana. Mujhe lauta de wo mera pyar. Mujhe lauta de wo mera pyar 

4)Teri yaadein, mulaqatein. Main kaise bhulu chaahat ki wo barsaatein. Teri yaadein, mulaqatein. Main kaise bhulu chaahat ki wo barsaatein. Tuhi mera dil hai, tu hi meri jaan. Tuhi mera dil hai, tu hi meri jaan. Kabhi to paas mere aao, Kabhi to nazre mujhse milao, Kabhi to dil se dil ko milao... o jana. Meri jaan, palke yu naa jhukana. Meri jaan, mujhse duur naa jana. Meri jaan, mujhko bhul naa jana... o jana. Mujhe lauta de wo mera pyar. Mujhe lauta de wo mera pyar. Main tera hi deewana hu. Teri baatein kabhi main bhuul naa paau. Main tera hi deewana hu. Teri baatein kabhi main bhuul naa paau. Tuhi mera dil hai, tu hi meri jaan. Tuhi mera dil hai, tu hi meri jaan. O yara, kyu khafa ho mujhse? O yara, kyu juda ho mujhse? O yara, mera pyar hai tujhse... o jana. Tere bin dil lagi hai adhuri. Tere bina aashiqi hai adhuri. O jana, milna hai tujhse jaruri... o jana. Mujhe lauta de wo mera pyar. Mujhe lauta de wo mera pyar. Kabhi to paas mere aao, Kabhi to nazre mujhse milao, Kabhi to dil se dil ko milao... o jana. Meri jaan palke yu naa jhukana. Meri jaan mujhse duur naa jana Meri jaan mujhko bhul naa jana... o jana. Tuhi mera dil hai, tu hi meri jaan. Tuhi mera dil hai, tu hi meri jaan. 

5)Yaad aaon to bs itni si inayat krna, Apny badly huay lehjay ki wzahat krna, Tum to chahat ka shah'kaar hua krty thy, Kis se seekha hai ye ulfat mein milawat krna,?? Hm sazaon k haq'daar bany hain kb se..? Tm he keh do k jurm hai keya mohabat krna.?? Teri furqat main ye aankhain abhi tk nam hain, Kabhi aana, mere ashkon ki ziyarat krna, Dil main ab bhi mohabat k diay hain roshan, Dekh, bhooly nahi teri hasti se muhabat krna... 

6)ye zamane ki wafayein mere kaam ki nahi mujhe usski waffa chahiye kisi aam ki nahi usski toh ek muskurahat bhi anmol thi, ye tamam muskurahat kisi daam ki nahi mera haath dekh kar najumi ye bola, bohat si chahtein tere liye hain lekin..?? tere haath mein koi bi lakeer usske naam ki nahi ..!! 

7)Bana Gulab To Kante Chuba Gaya Aik Shakhs Hua Chirag To Ghar Hi Jala Gaya Aik Shakhs Tamam Rang Mere Aur Sare Khoawab Mere Fasane Thay Ke Fasana Bana Gaya Aik Shakhs Mein Kis Hawa Mein Uron Kis Fiza Mein Lehraon Dukhon Ke Jaal Har Su Bhicha Gaya Ail Shakhs Mohabbaton Ne Kissi Ki Bhula Rakha Tha Isse Mille Who Zakham Ke Phir Yaad Agaya Aik Shakhs Khula Yah Raaz Ke Aaina Khaana Hai Duniyaa Is Mein Mujhay Tamasha Bana Gaya Aik Shakhs 

8)Teri Wafa Wafa Jana Meri Mohabbat Kuch Bhi Nahi? Tera Dard Dard Thehra Merz Zakham Kuch Bhi Nahi? Tumhari Baat Pathar Ki Lakeer Meri Iltija Kuch Bhi Nahi? Tujh Mein Ana Samandar jesi To Mere Maan Kuch Bhi Nahi? Tera Gham Gham Hua Kya Mere Aansu Kuch bhi Nahi? Tera Wajood Sab Kuch Jana Kya Meri Hasti Kuch Bhi Nahi. 

9)Betaabii e Dil Ka Usay Andaaza Nahin Hai,, Samjhe Mere Jazbaat, Usay Waqt Kahan Hai..... Woh Ponchhay Meri Aankh Se Behte Huwe Aansoo,, Ae Rang e Barsaat, Usay Waqt Kahan Hai..... Bhoolay Se Hi Poochhnay Aajaye Mera Haal,, Ae Gardish e Haalaat, Usay Waqt Kahan Hai.... . Mojon Mein Tarapta Huwa Main Doob Raha Hoon,, Thaamay Woh Mera Haath, Usay Waqt Kahan Hai..... 

10)Agar mein bata don mein kia chahti hon nazron say apni gira tou na doo gay Jo mein chahti hon, woh tub bhi na chaho Mujhey koi karri si saza tou na do gay Mein mohabbat mein jabar ki qayal nahin hon Dil laga ker mujh ko bhula to na doo gay Jo mein bata don meray dil main kia hay Tum jahan mein tamasha bana to na do gay Darti hon tum say mein raaz-e-dil sunatay Tum hansi main baat ura to na do gay Agar mein bata don mein kia chahti hon Wafaon k badlay jafa to na do gay... 

11)Mere jaise ban jaaoge tab ishq tumhe ho jaayega Deewaron se takaraaoge Jab ishq tumhe ho jaayegaa Har baat gawaaraa kar loge mannat bhee utaaraa kar loge taabeezen bhee bhandhwaaoge Jab ishq tumhe ho jaayegaa Tanhaayee ke jhoole khelenge har baat puraanee bhoologe aaine se tum ghabaraaoge, jab ishq tumhe ho jaayegaa Jab suraj bhee kho jaayegaa aur chand kahin so jaayegaa tum bhi ghar der se aaooge jab ishq tumhe ho jaayegaa Bechainee badh jaayegee, aur yaad kisi kee aayegee meree ghazalen gaaoge tab ishq tumhe ho jayegaa Mere jaise ban jaaoge tab ishq tumhe ho jaayegaa Deewaron se takarooge Jab ishq tumhe ho jaayegaa



Share And Comment on this

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.