Monday, 30 July 2012

Aabha's pic


1)heat of sun can remove morning mist but not even a heart
   transplant can remove you from my heart 

2)There is a pain in my heart which was never there now 
    that you are gone i find the pain filling your absence 

3)U r everywhere 2 me.When I close my eyes its you I c.
    U r everythinh I know thats make me believe.Im not Alone. 

4)Khil Ti Kali Ki Tarah Hai Muskaan Uski Udti Titli Ki Tarah Hai Chaal Uski Main To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski 

5)Khil Uthi Hai Tabassum Ruksaroan Pe Uski Mil Gayi Hai Taqdeer Gulzaroan Se Uski Jal Uthi Hai Shama Roshni Se Uski Khatm Hui Hai Tanhaai Mehfil Me Usk 

6)Khatm Hua Dard-E-Dil Dekh Ke Soorat Uski Sang-E-Marmar Ki Tarah Hai Moorat Uski Main To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski Main To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski 

7)Chaader Pe Padi Ek Salwat He Zindagi Kahin Dile-Dariya Kahin Khatpat Hai Zindagi Kabhi Hasaati Hai Kabhi Rula Deti Hai Sambhal Ke Chalna Badi Natkhat He Zindagi Kabhi Yun Hi, Kabhi Bamushkil Milta Nahin Sakun Jiyo To Hass Ke Jiyo Varna Marghat Hai Zindagi Jise Dekhe Bina Na Kat-Ta Tha Ik Pal Hui Shaadi Usi Se To Badi Jhanjat Hai Zindagi Saawan Ki Bauchhaar Kabhi Jayeshth Ki Tapish Gauri Se Ho Milan To Panghat Hai Zindagi 

8)Haraa Hai Abhi Zakhm-E-Taalluq Dil Ka Gire Jo Sailaab-E-Lahoo-E-Ashq Daman Pe Mera Dekhi Ek Woh Zalak Unki Andaaz-E-Tabassum Liye Uske Altaaf Ka Mafhoom Hum Pyar Ka Andaz Jo Samaje Tamanna-E-Dil Woh Milae Muje Safar Mein Kahin Chahe Milae Muje ‘Sheikh’ Woh Bewafa Bankar Hi Sahi




Share And Comment on this

Saturday, 28 July 2012

Aayushi's pic


1)If loving you is wrong,then I don't wanna be right.My love for
    you is strong and brighter than any light.The way we must go is
    long,but we'll win every fight. 

2)do u know the relation b\w smileur face ur face luk gud with a
    smile but smile luk better when its on ur face 

3)True Love Is A "Gift" That's Given Away Not Just Once But
Day By Day    won't forget U 

4)ai Abhi Baki Uski Ulfat-E-Nigha Ki Talab Mujhe Jhoomti Rahi Dilruba Meri Ajnabi Baahon Ke Halqe Mein Lachakti. Sulagte Aansu Mein Doobi Iss Aankon Mein Taab-E-Nazar Hai Abhi Kaise Doon Use Ye Ilzam-E Bewafai Ke Khayee Thi Kasam Usne Rooh Ki Meri. Shoq-E-Aziyaat Taqdeer Meri Sulagti Dhuein Mein Udi Guzara Mein ‘Sheikh’ Ab Alvida Sarhad-E-Marg-E-Musalsal Sahi… 

5)Tu Sirf Tu Hai Tujh Jaisa Koi Nahin Jo Samajh Sake Tujhe Aisa Koi Nahin Yun To Shehar Me Bheed He Bahut Do Kadam Saath Chale Aisa Koi Nahin Waqt Ka Taqaza He Ya Shehare Tehzeeb Doston Ke Beech Bhi Yha Saafgoi Nahin Har Haal Me Jo Lehlahati Rahe Aisi Fasal To Hamne Baarha Boi Nahin Kise Sunaye Aaj Wo Gayan Geeta Ka Aadmion Ke Jangle Me Arjun Sa Koi Nahin… 

6)Murge Ki Baang Sub-Ha Jagaya Karti Thi Daadi Muh-Andhere Dahi Biloya Karti Thi Bahut Tarraqui Kar Li Hamne Ab Garaaj Ban Gaya Wahan Jahan Gaayein Raha Karti Thi… Wafa Ki Baat Ab Kahani Hoti Hai Dekh Ke Mulq Ke Halaat Pareshani Hoti Hai Kaum Ko Deemak Ki Tarha Jo Chaat Gaye Wo Hain Khush Haal Hairani Hoti Hai…








Share And Comment on this

Friday, 27 July 2012

Madhu's pic



1)You showed me how it is to be loved. Now I know what really
    love is. 1 day we will be together forever. I can't wait to hold
    you in my arms again 

2)Love is like a cloud... love is like a dream... love is 1 word and
   everything in between... love is a fairytale come true... Coz I
   found love when I found U. 

3)Liking u is mynature, missing u mydisapointment,fightin wit u
   my fast-time but 4geting u is never on mymind< 

4)Haalat E Ghamo Ka Afsana Kaha Hai Mere Dil Ke Dard Ki Davaa Kaha Hai Bahut Zakhm Khaaye Hai Maine Zindagi Se Ab Kya Jeeye Masroor Mere Maut Ka Samaan Kaha Hai Roz Woh Hi Mulaqaate Bhi Achhi Nahin Lagti Koi Nayi Tasveer Ka Aaina Kaha Hai Sooraj Roz Dhalta Hai Apne Waqt Par Mere Chand Ka Ghar Kaha Hai Nikal Padta Hoon Bheed Mein Sabhi Ke Saath Aakhir Main Mera Raasta Kaha Hai 

5)Mera Dil Hai Jab Tak, Teri Justaju Hai Meri Zubaan Jab Tak, Teri Guftagu Hai Khuda Jaane Kya Hoga Anjaam Mera Jahan Dekhta Hoon Tu Hi Tu Rubaru Hai… 

6)Dashtey tanhai maen aye janey jahan larzaan haen teri awaaz k saye terey honton k sarab Dasht e tanhai maen doori k khaso khak taley Khil rahey haen terey pehloo k samaan aur gulab Dshsht tanhai... 

7)Uth rahi hae kaheen qurbat sey teri saans ki aanch Apni khushboo maen sulagti hui madham madham Door ufaq par chamakti hui qatra qatra Gir rahi hae teri dildar nazar ki shabnam Dasht e tanhai....



Share And Comment on this

Thursday, 26 July 2012

Meenal's pic



1)it 4 u, dont drop it on d ground, cos u may not find it again,dont
   kip it on d air, cos it may fly away. give it a place in ur heart. i
   mean ma luv. 

2)if each leaf of a tree is ur smile. then i promise u i will water
   it through out my life so i can seeur ever green smile forever 

3)its not the presence of someone that brings meaning to life but its
   the way someone touches your heart that gives life a beautiful
   meaning 4)Is qadar piyar sey aye jan e jahan rakha hae Dil k rukhsar pe is waqt teri yaad ney haath yeun guman hota hae gar che abhi hae subh faragh Dhal gaya hijr ka din aa bhi gai wasal ki raat Dasht tanhai.... 

5)Ye daagh daagh ujala, ye shab-ghazeeda sahar wo intezaar tha jis kaa, ye wo sahar to nahi Ye wo sahar to nahi jis ki aarzu lekar chale the yaar ki mil jaayegi kahi na kahi falak ke dasht mein taaron ki aakhari manzil kahin to hogaa shab-e-sust mauj ka saahil kahin to jaa ke rukegaa safinaa-e-Gam-e-dil jawaa lahu kiipur-asaraar shaaharaahon se chale jo yaar to daaman pe kitane haath pade dayaar-e-husn kiibe-sabr Khwaab-gaahon se pukarati rahi baahein, badan bulaate rahe bahut aziz thi lekin ruKh-e-sahar ki lagan bahut qariin thaa hasiinaan-e-nuur ka daaman subuk subuk thii tamannaa, dabi dabi thi thakan 

6)Khoob pahachaan lo asrar hun main jins-e-ulfat ka talabgaar hun main ishq hi ishq hai duniya meii fitanaa-e-aql se bezaar hoon main chhedati hai jise mizaraab-e-alam saaz-e-fitarat kaa vahi taar hoon main aib jo haafiz-o-khayyaam main thaa haan kuchh is ka bhi gunah-gaar hoon main 

7)zindagi kyaa hai gunaah-e-aadam zindagi hai to gunah-gaar hoon main merii baaton main masiihaai hai log kahate hain ki bimaar hoon main ek lapakataa hua sholaa hoon main ek chalati hui talvaar hoon main
Share And Comment on this

Wednesday, 25 July 2012

Paratima's pic


1)If loving you is wrong,then I don't wanna be right.My love for
    you is strong and brighter than any light.The way we must go is
    long,but we'll win every fight. 

2)do u know the relation b\w smileur face ur face luk gud with a
    smile but smile luk better when its on ur face 

3)True Love Is A "Gift" That's Given Away Not Just Once But
    Day By Day    won't forget U 

4)barbaad tamannaa pe ataab aur zyaadaa haanmeri mohabbat kaa javaab aur zyaadaa roye na abhi ahal-e-nazar haal pe mere honaa hai abhi mujh ko Kharaab aur zyada aavaara-va-majanun hi pe maukoof nahin kuchh milane hain abhi mujh ko khitaab aur zyaada uthenge abhi aur bhi tufaan mere dil se dekhunga abhi ishq ke khvaab aur zyaada tapake ga lahu aur mere dida-e-tar se dhadakegaa dil-e-khanaa-kharab aur zyaada ai mutrib-e-bebaak koi aur bhi naghma ai saaqi-e-fayyaz sharaab aur zyaada 

5)Kyon Ziaan kaar banun, sood faramosh rahoon? Fikr-e-farda na karun, mahw-e-ghum-e-dosh rahoon, Naale bulbul ke sunoon, aur hama tan gosh rahoon, Hamnawa main bhi koi gul hoon ke khamosh rahoon? Jurrat aamoz meri taab-e-sakhun hai mujhko, Shikwa Allah se khakam badahan hai mujhko. 

6) Khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun le, Khu gar-e-hamd se thoda sa gila bhi sun le. Thi toh maujood azal se hi teri zaat-e-qadim, Phool tha zeb-e-chaman, par na pareshan thi shamim; Shart insaaf hai, aye, sahib-e-altaf-e-amim, Boo-e-gul phailti kis tarah jo hoti na nasim? 

7)Hum se pahle tha ajab tere jahan ka manzir, Kahin masjood the patthar, kahin maabood shajar, Khugar-e-paikar-e-mahsoos thi insaan ki nazar, Maanta phir koi un-dekhe Khuda ko kyonkar? Tujhko maaloom hai leta tha koi naam tera? Quwwat-e-baazoo-e-Muslim ne kiya kaam tera!







Share And Comment on this

Tuesday, 24 July 2012

Nilima's pic


1) Knowing a Friend like you has made me Happy in a million
    ways, and if ever i have To let you go, I would find a million
    Reasons , To make you STAY !!

 2)My dear let us re-concile,all our errors and total the trial balance
    of our affairs arithmetically without maintaining any suspense
    account :)

3)i was on a ship n thinking of u. i lucked down ndropped one of
   my tear in2 the ocean. thn i prommised myself"until i find it i
   won't forget U 

4)Bas rahe the yahin salijuq bhi, toorani bhi, Ahl-e-chin cheen mein, Iran mein sasaani bhi, Isi maamoore mein aabad the Yunaani bhi, Isi duniya mein Yahudi bhi the, Nusraani bhi, Par tere naam pe talwar uthai kis ne, Baat joh bigdi huyi thi woh banaayi kis ne? The hameen ek tere maarka aaraaon mein! Khushkion mein kabhi ladte, kabhi dariyaon mein 

5)Di azaanen kabhi Europe ke kaleesaaon mein, Kabhi Africa ke tapte huye sahraaon mein. Thi na kuchh teg zani apni hakumat ke liye, Sar ba-kaf phirte the kya dahar mein daulat ke liye? Qaum apni jo zar-o-maal-e-jahan par marti, But faroshi ke iwaz but shikni kyon karti? 

6)aqsh tauheed ka har dil pe bithaya hum ne, Zer-e-khanjar bhi yeh paigham sunaya hum ne. Tu hi kah de ke ukhada dar-e-Khyber kis ne, Shaher qaiser ka jo tha us ko kiya sar kis ne? Tore makhluq khudawandon ke paikar kis ne? Kaat kar rakh diye kaffaar ke lashkar kis ne? 

7)Aa gaya ain ladaai mein agar waqt-e-namaz, Qibla roo ho ke zamin bos hui qaum-e-Hejaz, Ek hi saf mein khade ho gaye mahmud-o-Ayaz, No koi banda raha aur no koi banda nawaz. Banda-o-sahib-o-muhtaaj-o-ghani ek huye, Teri sarkar mein pahunche toh sabhi ek huye.


Share And Comment on this

Sunday, 22 July 2012

Suhani's pic



1)You showed me how it is to be loved. Now I know what really
    love is. 1 day we will be together forever. I can't wait to hold
    you in my arms again 

2)Love is like a cloud... love is like a dream... love is 1 word and
   everything in between... love is a fairytale come true... Coz I
   found love when I found U. 

3)Liking u is mynature, missing u mydisapointment,fightin wit u
   my fast-time but 4geting u is never on mymind 

4)Mehfil-e-kaun-o-makaan mein shar-o-shaam phire, Mai-e-tauheed ko lekar sift-e-jam phire. Dasht toh dasht hain, darya bhi na chhode hum ne, Bahr-e-zulmaat mein dauda diye ghore hum ne. Safah-e-dahar se baatil ko mitaya hum ne, Nau-e-insaan ko ghulami se chhudaya hum n 

5)Tere kaabe ko jabeenon se basaya hum ne, Tere Qur'an ko seenon se lagaya hum ne. Phir bhi hum se yeh gila hai, ke wafadar nahin, Hum wafadar nahin, tu bhi toh dildar nahin! Rahmaten hain teri aghiyar ke kashaanon par, Barq girti hai toh bechare Musalmaanon par! 

6)Yeh shikayat nahin, hain un ke khazane maamur, Nahin mehfil mein jinhen baat bhi karne ka shaoor, Qahar toh yeh hai ke kafir ko milen hoor-o-qasoor, Aur bechaare Musalmaan ko faqt waada-e-hoor! Taan-e-aghiyaar hai, ruswai hai, nadaari hai, Kya tere naam pe marne ka iwaz khwari hai 

7)Hum toh jeete hain ke duniya mein tera naam rahe, Kahin mumkin hai saqi na rahe, jaam rahe? Teri mehfil bhi gayi, chahne wale bhi gaye, Shab ki aahen bhi gayi, subah ke nale bhi gaye, Dil tujhe de bhi gaye, apna sila le bhi gaye, Aa ke baithe bhi na the, ke nikaale bhi gaye. 

8)Aaye ushaaq, gaye waada-e-farda lekar, Ab unhen dhoond chirag-e-rukh-e-zeba lekar! Dard-e-Laila bhi wohi, Qais ka pahlu bhi wohi, Nejd ke dasht-o-jabal me


Share And Comment on this

Preet's pic



1)You showed me how it is to be loved. Now I know what really
    love is. 1 day we will be together forever. I can't wait to hold
    you in my arms again 

2)Love is like a cloud... love is like a dream... love is 1 word and
   everything in between... love is a fairytale come true... Coz I
   found love when I found U. 

3)Liking u is mynature, missing u mydisapointment,fightin wit u
   my fast-time but 4geting u is never on mymind 

4)Ishq ka dil bhi wohi, husn ka jaadoo bhi wohi, Ummat-e-Ahmed-e-Mursil bhi wohi, tu bhi wohi, Phir yeh aazurdagi-e-ghair-sabab kya maani, Apne shaidaaon pe yeh chashm-e-ghazab kya maani? Ishq ki khair, woh pehli si ada bhi na sahi, Jaada paimaai taslim-o-raza bhi na sahi, Kabhi hum se, kabhi ghairon se shanasaai hai, Baat kahne ki nahin, tu bhi toh harjaai hai. Ahd-e-gul khatam hua, toot gaya saaz-e-chaman, Ud gaye dalion se zamzama pardaaz-e-chaman. Ek bulbul hai ke hai mahw-e-tarannum ab tak, Us ke seene mein hai naghmon ka talatam ab tak. Qumrian shaakh-e-sanober se gurezaan bhi hui, Pattian phool ki jhad jhad ke pareshan bhi hui; 

5)Woh purani ravishen bagh ki veeran bhi hui, Daalian parahan-e-barg se uriaan bhi hui. Qaid-e-mausim se tabiyat rahi aazad uski, Kaash gulshan mein samjhta koi faryaad uski Chaak is bulbul-e-tanha ki nawa se dil hon, Jaagne wale isi baang-e-dara se dil hon. 

6)Yaani phir zinda naye ahd-e-wafa se dil hon, Phir isi bada-e-deereena ke pyaase dil hon. Ajmi khum hai toh kya, ma'y toh Hejaazi hai meri, Naghma Hindi hai toh kya, la'y toh Hejaazi hai meri. Hai bajaa shaiwa-e-taslim meiN mashhoor haiN ham Qissa-e-dard sunate haiN ke majboor haiN ham Saaz-e-khamosh haiN, faryad se maamoor haiN ham Naala aata hai agar lab pe, to maazoor haiN ham

Share And Comment on this

Saturday, 21 July 2012

Kasam's pic



1)it 4 u, dont drop it on d ground, cos u may not find it again,dont
   kip it on d air, cos it may fly away. give it a place in ur heart. i
   mean ma luv. 

2)if each leaf of a tree is ur smile. then i promise u i will water
   it through out my life so i can seeur ever green smile forever 

3)its not the presence of someone that brings meaning to life but its
   the way someone touches your heart that gives life a beautiful 

4)Kyon Ziaan kaar banun, sood faramosh rahoon? Fikr-e-farda na karun, mahw-e-ghum-e-dosh rahoon, Naale bulbul ke sunoon, aur hama tan gosh rahoon, Hamnawa main bhi koi gul hoon ke khamosh rahoon? Jurrat aamoz meri taab-e-sakhun hai mujhko, Shikwa Allah se khakam badahan hai mujhko. 

5)Aye Khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun le, Khu gar-e-hamd se thoda sa gila bhi sun le. Thi toh maujood azal se hi teri zaat-e-qadim, Phool tha zeb-e-chaman, par na pareshan thi shamim; Shart insaaf hai, aye, sahib-e-altaf-e-amim, Boo-e-gul phailti kis tarah jo hoti na nasim? 

6)Hum se pahle tha ajab tere jahan ka manzir, Kahin masjood the patthar, kahin maabood shajar, Khugar-e-paikar-e-mahsoos thi insaan ki nazar, Maanta phir koi un-dekhe Khuda ko kyonkar? 

7) Bas rahe the yahin salijuq bhi, toorani bhi, Ahl-e-chin cheen mein, Iran mein sasaani bhi, Isi maamoore mein aabad the Yunaani bhi, Isi duniya mein Yahudi bhi the, Nusraani bhi
   meaning
Share And Comment on this

Thursday, 19 July 2012

Himanshi's pic


1) Knowing a Friend like you has made me Happy in a million
    ways, and if ever i have To let you go, I would find a million
    Reasons , To make you STAY !!

 2)My dear let us re-concile,all our errors and total the trial balance
    of our affairs arithmetically without maintaining any suspense
    account :)

3)i was on a ship n thinking of u. i lucked down ndropped one of
   my tear in2 the ocean. thn i prommised myself"until i find it i
   won't forget U 

4)Bas rahe the yahin salijuq bhi, toorani bhi, Ahl-e-chin cheen mein, Iran mein sasaani bhi, Isi maamoore mein aabad the Yunaani bhi, Isi duniya mein Yahudi bhi the, Nusraani bhi 

5)Par tere naam pe talwar uthai kis ne, Baat joh bigdi huyi thi woh banaayi kis ne? The hameen ek tere maarka aaraaon mein! Khushkion mein kabhi ladte, kabhi dariyaon mein, Di azaanen kabhi Europe ke kaleesaaon mein, Kabhi Africa ke tapte huye sahraaon mein. 

6)Thi na kuchh teg zani apni hakumat ke liye, Sar ba-kaf phirte the kya dahar mein daulat ke liye? Qaum apni jo zar-o-maal-e-jahan par marti, But faroshi ke iwaz but shikni kyon karti? Naqsh tauheed ka har dil pe bithaya hum ne, Zer-e-khanjar bhi yeh paigham sunaya hum ne 

7)Tu hi kah de ke ukhada dar-e-Khyber kis ne, Shaher qaiser ka jo tha us ko kiya sar kis ne? Tore makhluq khudawandon ke paikar kis ne? Kaat kar rakh diye kaffaar ke lashkar kis ne? 

8)Aa gaya ain ladaai mein agar waqt-e-namaz, Qibla roo ho ke zamin bos hui qaum-e-Hejaz, Ek hi saf mein khade ho gaye mahmud-o-Ayaz, No koi banda raha aur no koi banda nawaz.
Share And Comment on this

Wednesday, 18 July 2012

Anchal's pic


1)heat of sun can remove morning mist but not even a heart
   transplant can remove you from my heart 

2)There is a pain in my heart which was never there now 
    that you are gone i find the pain filling your absence 

3)U r everywhere 2 me.When I close my eyes its you I c.
    U r everythinh I know thats make me believe.Im not Alone. 

4)Banda-o-sahib-o-muhtaaj-o-ghani ek huye, Teri sarkar mein pahunche toh sabhi ek huye. Mehfil-e-kaun-o-makaan mein shar-o-shaam phire, Mai-e-tauheed ko lekar sift-e-jam phire. Dasht toh dasht hain, darya bhi na chhode hum ne, Bahr-e-zulmaat mein dauda diye ghore hum ne. 

5)Safah-e-dahar se baatil ko mitaya hum ne, Nau-e-insaan ko ghulami se chhudaya hum ne, Tere kaabe ko jabeenon se basaya hum ne, Tere Qur'an ko seenon se lagaya hum ne. Phir bhi hum se yeh gila hai, ke wafadar nahin, Hum wafadar nahin, tu bhi toh dildar nahin! 

6)Rahmaten hain teri aghiyar ke kashaanon par, Barq girti hai toh bechare Musalmaanon par! Yeh shikayat nahin, hain un ke khazane maamur, Nahin mehfil mein jinhen baat bhi karne ka shaoor, Qahar toh yeh hai ke kafir ko milen hoor-o-qasoor, Aur bechaare Musalmaan ko faqt waada-e-hoor! 

7)Taan-e-aghiyaar hai, ruswai hai, nadaari hai, Kya tere naam pe marne ka iwaz khwari hai? Hum toh jeete hain ke duniya mein tera naam rahe, Kahin mumkin hai saqi na rahe, jaam rahe? 

8)eri mehfil bhi gayi, chahne wale bhi gaye, Shab ki aahen bhi gayi, subah ke nale bhi gaye, Dil tujhe de bhi gaye, apna sila le bhi gaye, Aa ke baithe bhi na the, ke nikaale bhi gaye.



Share And Comment on this

Monday, 16 July 2012

Sunaina's pic


1) Knowing a Friend like you has made me Happy in a million
    ways, and if ever i have To let you go, I would find a million
    Reasons , To make you STAY !!

 2)My dear let us re-concile,all our errors and total the trial balance
    of our affairs arithmetically without maintaining any suspense
    account :)

3)i was on a ship n thinking of u. i lucked down ndropped one of
   my tear in2 the ocean. thn i prommised myself"until i find it i
   won't forget U 

4)eri mehfil bhi gayi, chahne wale bhi gaye, Shab ki aahen bhi gayi, subah ke nale bhi gaye, Dil tujhe de bhi gaye, apna sila le bhi gaye, Aa ke baithe bhi na the, ke nikaale bhi gaye. 

5)Aaye ushaaq, gaye waada-e-farda lekar, Ab unhen dhoond chirag-e-rukh-e-zeba lekar! Dard-e-Laila bhi wohi, Qais ka pahlu bhi wohi, Nejd ke dasht-o-jabal mein ram-e-aahoo bhi wohi, Ishq ka dil bhi wohi, husn ka jaadoo bhi wohi, Ummat-e-Ahmed-e-Mursil bhi wohi, tu bhi wohi, 

6)Phir yeh aazurdagi-e-ghair-sabab kya maani, Apne shaidaaon pe yeh chashm-e-ghazab kya maani? Ishq ki khair, woh pehli si ada bhi na sahi, Jaada paimaai taslim-o-raza bhi na sahi, Kabhi hum se, kabhi ghairon se shanasaai hai, Baat kahne ki nahin, tu bhi toh harjaai hai. 

7)Ahd-e-gul khatam hua, toot gaya saaz-e-chaman, Ud gaye dalion se zamzama pardaaz-e-chaman. Ek bulbul hai ke hai mahw-e-tarannum ab tak, Us ke seene mein hai naghmon ka talatam ab tak. Qumrian shaakh-e-sanober se gurezaan bhi hui, Pattian phool ki jhad jhad ke pareshan bhi hui; 

8)Qaid-e-mausim se tabiyat rahi aazad uski, Kaash gulshan mein samjhta koi faryaad uski Chaak is bulbul-e-tanha ki nawa se dil hon, Jaagne wale isi baang-e-dara se dil hon. Yaani phir zinda naye ahd-e-wafa se dil hon, Phir isi bada-e-deereena ke pyaase dil hon. Ajmi khum hai toh kya, ma'y toh Hejaazi hai meri, Naghma Hindi hai toh kya, la'y toh Hejaazi hai meri. Hai bajaa shaiwa-e-taslim meiN mashhoor haiN ham Qissa-e-dard sunate haiN ke majboor haiN ham Saaz-e-khamosh haiN, faryad se maamoor haiN ham Naala aata hai agar lab pe, to maazoor haiN ham

Share And Comment on this

Sunday, 15 July 2012

Kriti's pic


1)Moon said to me, if ur friend is not messaging u why dont you
    leave ur friend.I looked at moon and said does ur sky ever leave
    u when u dont shine. 

2)ge appears to be best in some things. Old books best to read. 
   Old rice best to eat and old friends best to keep 

3)God picked up a flower and dipped it in a DEW, lovingly
   touched it which turned in to u, and the he gifted to me and said,
   THIS FRIEND IS 4U. 

4)ab mere paas tum aayee ho to kya aayee ho maine maana ke tum ik paikar-e-raanaee ho chaman-e-daher mein rooh-e-chamanarayee ho tallat-e-meher ho firdaus ki barnai ho kya sunogi meri majrooh jawaani ki pukaar meri fariyaad-e-jigar doz mera lala-e-zaar shiddhat-e-kard mein doobi huyee meri guftaar main ke khud apne mazak-e-tarabgee ka shikaar wo gudaaz-e-dil-e-marhoom kahan se laaoon ab mein wo zazba-e-masoom kahan se laaoon bint-e-mehtaab ho gardoo se utar aayee ho mujhse milne mein abandesha-e-ruswaayee hai maine khud apne kiye ki ye saza paayee hai 

5) dino mujpe qayamat ka junoon taari thaa sar pe sarshaari-o-ishrat ka junoon taari thaa maahpaaron se mohabbat ka junoon taari thaa shehri yaaron se raqabat ka junoon taari thaa bistar-e-makhmal-o-sanjaab thee duniya meri ek rangeen-o-haseeN khwaab thee duniya meri 

6)kya sunogi meri majrooh jawaani ki pukaar meri fariyaad-e-jigar doz mera lala-e-zaar shiddhat-e-kard mein doobi huyee meri guftaar main ke khud apne mazak-e-tarabgee ka shikaar wo gudaaz-e-dil-e-marhoom kahan se laaoon ab mein wo zazba-e-masoom kahan se laaoon
Share And Comment on this

Saturday, 14 July 2012

Ambika's pic


1) Knowing a Friend like you has made me Happy in a million
    ways, and if ever i have To let you go, I would find a million
    Reasons , To make you STAY !!

 2)My dear let us re-concile,all our errors and total the trial balance
    of our affairs arithmetically without maintaining any suspense
    account :)

3)i was on a ship n thinking of u. i lucked down ndropped one of
   my tear in2 the ocean. thn i prommised myself"until i find it i 

4)agar na zohro-jabeenoN ke darmayaN guZre to fir ye kaise kaTe zindagi kahaN guzre muJhe ye waheM raha muddataoN ke zurrate saur kahiN na khaatir-e-maasooM par gaRaaN guzre khata muaaf zamaane se badguma hokar teri wafa pe bhi kya kya hame' guma guzre muJhe tha shiKwa-e-hiJraaN ke ye hua mehSooS mere kareeb se hokar wo naagahaaN guzre 

5)Chhap tilak sab cheeni ray mosay naina milaikay Chhap tilak sab cheeni ray mosay naina milaikay Prem bhatee ka madhva pilaikay Matvali kar leeni ray mosay naina milaikay Gori gori bayyan, hari hari churiyan Bayyan pakar dhar leeni ray mosay naina milaikay Bal bal jaaon mein toray rang rajwa Apni see kar leeni ray mosay naina milaikay 

6)barbaad tamannaa pe ataab aur zyaadaa haanmeri mohabbat kaa javaab aur zyaadaa roye na abhi ahal-e-nazar haal pe mere honaa hai abhi mujh ko Kharaab aur zyada aavaara-va-majanun hi pe maukoof nahin kuchh milane hain abhi mujh ko khitaab aur zyaada uthenge abhi aur bhi tufaan mere dil se dekhunga abhi ishq ke khvaab aur zyaada 

7)tapake ga lahu aur mere dida-e-tar se dhadakegaa dil-e-khanaa-kharab aur zyaada ai mutrib-e-bebaak koi aur bhi naghma ai saaqi-e-fayyaz sharaab aur zyaada 

8)Patta patta, boota boota, haal hamaaraa jaane hai, Jaane na jaane gul hi na jaane, baagh to saaraa jaane hai. Aage us mutkabbar ke ham Khuda Khuda kiya karte hain, Kab maujud Khuda ko woh maghrur khud-aara jaane hai. Aashiq saa to saada koi aur na hoga dunya mein, Ji ke zian ko ishq mein uske apna waara jaane hai. Chaaraa gari beemari-e-dil ki rasm-e-shahr-e-husn nahin, Warna dilbar-e-naadaan bhi is dard kaa chaara jaane hai.
   won't forget U
Share And Comment on this

Friday, 13 July 2012

Neeru' pic


1)Love is Not How Long U've Been 2gEthEr; not  How MucH U've ...  given ..oR RecEivE;  Not how Many Times U've Helped Each Other ---Its How U value Each Other. 

2)if i could die early i would ask God  if i could be your guardian angel, so i could wrap my wings around you and embraces you whenever you feel alone. 

3)when a greeting is sent from 
  distance u can hear the wishes 
  nor see the smile but u can sense 
  the care that truly come from the heart 

4)Mehr-o-wafa-o-lutaf-o-inait, ek se waqif in mein nahin, Aur to sab kuchh tanz-o-kanaya, ramz-o-ishara jaane hai. Aashiq to murdah hai hamesha ji uthta hai dekhe use, Yaar ke aa jaane ko yakaayak umr do baara jaane hai 

5)Chhap tilak sab cheeni ray mosay naina milaikay Chhap tilak sab cheeni ray mosay naina milaikay Prem bhatee ka madhva pilaikay Matvali kar leeni ray mosay naina milaikay Gori gori bayyan, hari hari churiyan Bayyan pakar dhar leeni ray mosay naina milaikay Bal bal jaaon mein toray rang rajwa Apni see kar leeni ray mosay naina milaikay Khusrau Nijaam kay bal bal jayyiye Mohay Suhaagan keeni ray mosay naina milaikay Chhap tilak sab cheeni ray mosay naina milaikay 

6)Dashtey tanhai maen aye janey jahan larzaan haen teri awaaz k saye terey honton k sarab Dasht e tanhai maen doori k khaso khak taley Khil rahey haen terey pehloo k samaan aur gulab Dshsht tanhai. 

7)Uth rahi hae kaheen qurbat sey teri saans ki aanch Apni khushboo maen sulagti hui madham madham Door ufaq par chamakti hui qatra qatra Gir rahi hae teri dildar nazar ki shabnam Dasht e tanhai. 

8)Is qadar piyar sey aye jan e jahan rakha hae Dil k rukhsar pe is waqt teri yaad ney haath yeun guman hota hae gar che abhi hae subh faragh Dhal gaya hijr ka din aa bhi gai wasal ki raat Dasht tanhai
Share And Comment on this

Thursday, 12 July 2012

teena New Pictures - Facebook Love Status


  • Love doesn't make the world go around; Love is what makes the ride worthwhile.--Franklin P. Jones
  • Once in a while, right in the middle of an ordinary life, love gives us a fairytale......................
  • Virgil Love Quote: "Love Conquers All" ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
    ~~~~~
  • Ever has it been that love knows not it's own depth until the hour of separation--Kahlil Gabrin. 2)Is qadar piyar sey aye jan e jahan rakha hae Dil k rukhsar pe is waqt teri yaad ney haath yeun guman hota hae gar che abhi hae subh faragh Dhal gaya hijr ka din aa bhi gai wasal ki raat Dasht tanhai 3)Faqiraana aae sadaa kar chale, Miyaan khush raho ham dua kar chale. Jo tujh bin na jeene ko kahte the ham, So is ahd ko ab wafa kar chale. Koi naumidana karte nigah, So tum ham se munh bhi chhipa kar chale. Bahut aarzoo thi gali ki teri, So yaan se lahu mein naha kar chale. Dikhai diye yun ke bekhud kiya, Hamen aap se bhi juda kar chale. Jabin sijda karte hi karte gayi, Haq-e-bandgi ham ada kar chale. 

  •  4)Prastash ki yaan taeen ke ai but tujhe, Nazr mein sabhon ki Khuda kar chale. Gayi umr dar band-e-fikr-e-ghazal, So is fan ko aisa bara kar chale. Kahen kya jo puchhe koi ham se Mir, Jahaan mein tum ae the kya kar chale.  

  • 5)e daagh daagh ujala, ye shab-ghazeeda sahar wo intezaar tha jis kaa, ye wo sahar to nahi Ye wo sahar to nahi jis ki aarzu lekar chale the yaar ki mil jaayegi kahi na kahi falak ke dasht mein taaron ki aakhari manzil kahin to hogaa shab-e-sust mauj ka saahil 6)kahin to jaa ke rukegaa safinaa-e-Gam-e-dil jawaa lahu kiipur-asaraar shaaharaahon se chale jo yaar to daaman pe kitane haath pade dayaar-e-husn kiibe-sabr Khwaab-gaahon se pukarati rahi baahein, badan bulaate rahe bahut aziz thi lekin ruKh-e-sahar ki lagan bahut qariin thaa hasiinaan-e-nuur ka daaman subuk subuk thii tamannaa, dabi dabi thi thakan 7)Faqiraana aae sadaa kar chale, Miyaan khush raho ham dua kar chale. Jo tujh bin na jeene ko kahte the ham, So is ahd ko ab wafa kar chale. Koi naumidana karte nigah, So tum ham se munh bhi chhipa kar chale. Bahut aarzoo thi gali ki teri, So yaan se lahu mein naha kar chale.
Share And Comment on this

Pritika's pic

1)if i could die early i would ask God if i could be your guardian
   angel, so i could wrap my wings around you and embraces you
   whenever you feel alone 

2)when a greeting is sent from distance u can hear the wishes nor
    see the smile but u can sense the care that truly come from the
    heart. 

3)flowers die,stories end,songs fade & memories are forgotten but
    special people like u will never be forgotten 

4)Dikhai diye yun ke bekhud kiya, Hamen aap se bhi juda kar chale. Jabin sijda karte hi karte gayi, Haq-e-bandgi ham ada kar chale. Prastash ki yaan taeen ke ai but tujhe, Nazr mein sabhon ki Khuda kar chale. Gayi umr dar band-e-fikr-e-ghazal, So is fan ko aisa bara kar chale. Kahen kya jo puchhe koi ham se Mir, Jahaan mein tum ae the kya kar chale. 

5)raat bhii niind bhii kahaanii bhii haaye kyaa chiiz hai javaanii bhii ek paiGaam-e-zi.ndaganii bhii aashiqii marg-e-naagahaanii bhii is adaa kaa terii javaab nahii.n meharabanii bhii saragaraanii bhii dil ko apane bhii Gam the duniyaa me.n kuchh balaaye.N thii aasmaanii bhii 

6)ma.nsab-e-dil Khushii luTaataa hai Gam-e-pi.nhaa.N bhii paasabaanii bhii dil ko sholo.n se karatii hai sairaab zi.ndagii aag bhii hai paanii bhii shaad-kaamo.n ko ye nahii.n taufiiq dil-e-Gamagii.n kii shaadamaanii bhii laakh husn-e-yaqii.n se ba.Dakar hai in nigaaho.n kii badagumaanii bhii ta.nganaa-e-dil-e-malaal me.n hai behr-e-hastii kii bekaraanii bhii 

7)ishq-e-naakaam kii hai parachhaa_ii shaadamaanii bhii kaamaraanii bhii dekh dil ke nigaar-Khaane me.n zaKhm-e-pi.nhaa.N kii hai nishaanii bhii Khalq kyaa-kyaa mujhe nahii.n kahatii kuchh sunuu.N mai.n terii zabaanii bhii aaye taariiKh-e-ishq me.n sau baar maut ke daur-daramiyaanii bhii
Share And Comment on this

Wednesday, 11 July 2012

Anuradha's pic

1)When u feel alone, just look at the spaces between your fingers.
    Remember that, in these spaces you can see my finger locked
    with yours, 

2)We are close enough to tell each other what we feel about our
    relationship. I can sum up our relationship in those three words

3)I've seen angels in the sky, I've seen snow fall in July, I've seen
   things you could only imagine to see or do, But I still haven't
   seen anything sweeter than you 

4)apanii maasuumiyo.n ke parde me.n ho ga_ii vo nazar sayaanii bhii din ko suuraj-mukhii hai vo naugul raat ko vo hai raat-raanii bhii dil-e-badanaam tere baare me.n log kahate hai.n ik kahaanii bhii nazm karate ko_ii na_ii duniyaa ki ye duniyaa hu_ii puraanii bhii 

5)il ko aadaab-e-ba.ndagii bhii na aaye kar gaye log hukmaraanii bhii jaur-e-kam-kam kaa shukriyaa bas hai aap kii itanii meharabaanii bhii dil me.n ik huuk bhii uThe ai dost yaad aa_ii terii javaanii bhii sar se paa tak sapurdagii kii adaa ek andaaz-e-turkamaanii bhii paas rahanaa kisii kaa raat kii raat mehamaanii bhii mezabaanii bhii jo na aks-e-jabiin-e-naaz ki hai dil me.n ik nuur-e-kahakashaanii bhii zindagii ain diid-e-yaar "Firaq" zindagii hijr kii kahaanii bhii 

6)raat bhii niind bhii kahaanii bhii haaye kyaa chiiz hai javaanii bhii ek paiGaam-e-zi.ndaganii bhii aashiqii marg-e-naagahaanii bhii is adaa kaa terii javaab nahii.n meharabanii bhii saragaraanii bhii dil ko apane bhii Gam the duniyaa me.n kuchh balaaye.N thii aasmaanii bhii 

7)ma.nsab-e-dil Khushii luTaataa hai Gam-e-pi.nhaa.N bhii paasabaanii bhii dil ko sholo.n se karatii hai sairaab zi.ndagii aag bhii hai paanii bhii shaad-kaamo.n ko ye nahii.n taufiiq dil-e-Gamagii.n kii shaadamaanii bhii laakh husn-e-yaqii.n se ba.Dakar hai in nigaaho.n kii badagumaanii bhii
Share And Comment on this