Wednesday 25 July 2012

Paratima's pic


1)If loving you is wrong,then I don't wanna be right.My love for
    you is strong and brighter than any light.The way we must go is
    long,but we'll win every fight. 

2)do u know the relation b\w smileur face ur face luk gud with a
    smile but smile luk better when its on ur face 

3)True Love Is A "Gift" That's Given Away Not Just Once But
    Day By Day    won't forget U 

4)barbaad tamannaa pe ataab aur zyaadaa haanmeri mohabbat kaa javaab aur zyaadaa roye na abhi ahal-e-nazar haal pe mere honaa hai abhi mujh ko Kharaab aur zyada aavaara-va-majanun hi pe maukoof nahin kuchh milane hain abhi mujh ko khitaab aur zyaada uthenge abhi aur bhi tufaan mere dil se dekhunga abhi ishq ke khvaab aur zyaada tapake ga lahu aur mere dida-e-tar se dhadakegaa dil-e-khanaa-kharab aur zyaada ai mutrib-e-bebaak koi aur bhi naghma ai saaqi-e-fayyaz sharaab aur zyaada 

5)Kyon Ziaan kaar banun, sood faramosh rahoon? Fikr-e-farda na karun, mahw-e-ghum-e-dosh rahoon, Naale bulbul ke sunoon, aur hama tan gosh rahoon, Hamnawa main bhi koi gul hoon ke khamosh rahoon? Jurrat aamoz meri taab-e-sakhun hai mujhko, Shikwa Allah se khakam badahan hai mujhko. 

6) Khuda shikwa-e-arbab-e-wafa bhi sun le, Khu gar-e-hamd se thoda sa gila bhi sun le. Thi toh maujood azal se hi teri zaat-e-qadim, Phool tha zeb-e-chaman, par na pareshan thi shamim; Shart insaaf hai, aye, sahib-e-altaf-e-amim, Boo-e-gul phailti kis tarah jo hoti na nasim? 

7)Hum se pahle tha ajab tere jahan ka manzir, Kahin masjood the patthar, kahin maabood shajar, Khugar-e-paikar-e-mahsoos thi insaan ki nazar, Maanta phir koi un-dekhe Khuda ko kyonkar? Tujhko maaloom hai leta tha koi naam tera? Quwwat-e-baazoo-e-Muslim ne kiya kaam tera!







Share And Comment on this

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.