Sunday 22 July 2012

Preet's pic



1)You showed me how it is to be loved. Now I know what really
    love is. 1 day we will be together forever. I can't wait to hold
    you in my arms again 

2)Love is like a cloud... love is like a dream... love is 1 word and
   everything in between... love is a fairytale come true... Coz I
   found love when I found U. 

3)Liking u is mynature, missing u mydisapointment,fightin wit u
   my fast-time but 4geting u is never on mymind 

4)Ishq ka dil bhi wohi, husn ka jaadoo bhi wohi, Ummat-e-Ahmed-e-Mursil bhi wohi, tu bhi wohi, Phir yeh aazurdagi-e-ghair-sabab kya maani, Apne shaidaaon pe yeh chashm-e-ghazab kya maani? Ishq ki khair, woh pehli si ada bhi na sahi, Jaada paimaai taslim-o-raza bhi na sahi, Kabhi hum se, kabhi ghairon se shanasaai hai, Baat kahne ki nahin, tu bhi toh harjaai hai. Ahd-e-gul khatam hua, toot gaya saaz-e-chaman, Ud gaye dalion se zamzama pardaaz-e-chaman. Ek bulbul hai ke hai mahw-e-tarannum ab tak, Us ke seene mein hai naghmon ka talatam ab tak. Qumrian shaakh-e-sanober se gurezaan bhi hui, Pattian phool ki jhad jhad ke pareshan bhi hui; 

5)Woh purani ravishen bagh ki veeran bhi hui, Daalian parahan-e-barg se uriaan bhi hui. Qaid-e-mausim se tabiyat rahi aazad uski, Kaash gulshan mein samjhta koi faryaad uski Chaak is bulbul-e-tanha ki nawa se dil hon, Jaagne wale isi baang-e-dara se dil hon. 

6)Yaani phir zinda naye ahd-e-wafa se dil hon, Phir isi bada-e-deereena ke pyaase dil hon. Ajmi khum hai toh kya, ma'y toh Hejaazi hai meri, Naghma Hindi hai toh kya, la'y toh Hejaazi hai meri. Hai bajaa shaiwa-e-taslim meiN mashhoor haiN ham Qissa-e-dard sunate haiN ke majboor haiN ham Saaz-e-khamosh haiN, faryad se maamoor haiN ham Naala aata hai agar lab pe, to maazoor haiN ham

Share And Comment on this

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.