Wednesday 18 July 2012

Anchal's pic


1)heat of sun can remove morning mist but not even a heart
   transplant can remove you from my heart 

2)There is a pain in my heart which was never there now 
    that you are gone i find the pain filling your absence 

3)U r everywhere 2 me.When I close my eyes its you I c.
    U r everythinh I know thats make me believe.Im not Alone. 

4)Banda-o-sahib-o-muhtaaj-o-ghani ek huye, Teri sarkar mein pahunche toh sabhi ek huye. Mehfil-e-kaun-o-makaan mein shar-o-shaam phire, Mai-e-tauheed ko lekar sift-e-jam phire. Dasht toh dasht hain, darya bhi na chhode hum ne, Bahr-e-zulmaat mein dauda diye ghore hum ne. 

5)Safah-e-dahar se baatil ko mitaya hum ne, Nau-e-insaan ko ghulami se chhudaya hum ne, Tere kaabe ko jabeenon se basaya hum ne, Tere Qur'an ko seenon se lagaya hum ne. Phir bhi hum se yeh gila hai, ke wafadar nahin, Hum wafadar nahin, tu bhi toh dildar nahin! 

6)Rahmaten hain teri aghiyar ke kashaanon par, Barq girti hai toh bechare Musalmaanon par! Yeh shikayat nahin, hain un ke khazane maamur, Nahin mehfil mein jinhen baat bhi karne ka shaoor, Qahar toh yeh hai ke kafir ko milen hoor-o-qasoor, Aur bechaare Musalmaan ko faqt waada-e-hoor! 

7)Taan-e-aghiyaar hai, ruswai hai, nadaari hai, Kya tere naam pe marne ka iwaz khwari hai? Hum toh jeete hain ke duniya mein tera naam rahe, Kahin mumkin hai saqi na rahe, jaam rahe? 

8)eri mehfil bhi gayi, chahne wale bhi gaye, Shab ki aahen bhi gayi, subah ke nale bhi gaye, Dil tujhe de bhi gaye, apna sila le bhi gaye, Aa ke baithe bhi na the, ke nikaale bhi gaye.



Share And Comment on this

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.