Monday 30 July 2012

Aabha's pic


1)heat of sun can remove morning mist but not even a heart
   transplant can remove you from my heart 

2)There is a pain in my heart which was never there now 
    that you are gone i find the pain filling your absence 

3)U r everywhere 2 me.When I close my eyes its you I c.
    U r everythinh I know thats make me believe.Im not Alone. 

4)Khil Ti Kali Ki Tarah Hai Muskaan Uski Udti Titli Ki Tarah Hai Chaal Uski Main To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski 

5)Khil Uthi Hai Tabassum Ruksaroan Pe Uski Mil Gayi Hai Taqdeer Gulzaroan Se Uski Jal Uthi Hai Shama Roshni Se Uski Khatm Hui Hai Tanhaai Mehfil Me Usk 

6)Khatm Hua Dard-E-Dil Dekh Ke Soorat Uski Sang-E-Marmar Ki Tarah Hai Moorat Uski Main To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski Main To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski 

7)Chaader Pe Padi Ek Salwat He Zindagi Kahin Dile-Dariya Kahin Khatpat Hai Zindagi Kabhi Hasaati Hai Kabhi Rula Deti Hai Sambhal Ke Chalna Badi Natkhat He Zindagi Kabhi Yun Hi, Kabhi Bamushkil Milta Nahin Sakun Jiyo To Hass Ke Jiyo Varna Marghat Hai Zindagi Jise Dekhe Bina Na Kat-Ta Tha Ik Pal Hui Shaadi Usi Se To Badi Jhanjat Hai Zindagi Saawan Ki Bauchhaar Kabhi Jayeshth Ki Tapish Gauri Se Ho Milan To Panghat Hai Zindagi 

8)Haraa Hai Abhi Zakhm-E-Taalluq Dil Ka Gire Jo Sailaab-E-Lahoo-E-Ashq Daman Pe Mera Dekhi Ek Woh Zalak Unki Andaaz-E-Tabassum Liye Uske Altaaf Ka Mafhoom Hum Pyar Ka Andaz Jo Samaje Tamanna-E-Dil Woh Milae Muje Safar Mein Kahin Chahe Milae Muje ‘Sheikh’ Woh Bewafa Bankar Hi Sahi




Share And Comment on this

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.