Saturday 27 October 2012

Mohobbat sms

1)koi deewana kehta hai, koi pagal samjhta hai, mgar dharti ki bechani ko bus badal samjhta hai, main tujhse door kaisa hoon, tu mujhse door kaisi hai, ye tera dil samjhta hai, ya mera dil samjhta hai

2)mohhabat ek ehsaso ki paavan si kahani hai, kabhi kabira deewana tha kbhi meera deewani hai, yahan sab log kehte hain meri aankhon main aansu hai, jo tu samjhe to moti hai jo na samjhe to pani hai. 

3)Dilne tumko puja ki humne khuda tumhe bana di, tumne meri wafa dekhi kab thi jo itni jaldi gila kardi, pyaar kiya tha jo tumse humne uski saza tune de di, aisi bhi kya galthi ki thi jo sari khushi door kar di 

4)Ek hi tha guzarish khuda se hamara, zindagi me saath rahe har pal tumhara, jiyu zindagi tumhare pyaar k sahara, varna na ho aisi pyaar kabhi dubara.. 

5)Zakhm itne gehre hain, izhaar kya karen . . . . Hum khud nishaana ban gaye,Waar kya karen . . Mar gaye hum, magar khuli rahi aankhen Ab is se zyaada unka, intezaar kya karen 

6)Dil ki duniya tootne ke baad sab rote the Hum the ki pagalon ki tarah hanste the Yeh hale dil hum kaise sunaye ki Takleef na ho unko iss liye akele rote the. 

7)Rehti thi noor-ki-rangat uske chehre par Aaj dekh uski udaasi…….. Timtimatey taaron ne bhi chamakna chod diya… Aisa manzar chaya teri beywafayi se ke Dil toh toota hi… 

8)Uske pyar ki hadh toh dekho.. Woh karti rahi uska intezaar aur… waqt nei aage badna chor diya 

9)Raat ko kitab meri mujhe dekhty rhee… neend mujhe apni orr khenchti rhee… Neend ka jhonka mera mann moh gayaa… Aur aik raat phir yeh genious bina parhe so gaya 

10)Zindagi mein hum ne kabhi kuch chaha hi nahi, Jise chaha usse kabhi paaya hi nahi, Jise paaya usse yuh kho diya, Jaise Zindagi mein kabhi koi aaya hi nahi! 

11)Yaadon Ke Sahare Duniya Nahi Chalti, Bina Kisi Shayar Ke Mehfil Nahi Banti, Ek Baar Pukaaro To Aye Doston, Kyon Ki Doston Ke Bina Ye Dhadkne Nahi Chalti 

12)Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete, Har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete, Apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain, Karte bayan to mehfil ko rula dete….
Share And Comment on this

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.