Thursday 25 October 2012

my dreams

1) Remember then, Dreaming of when Our childhood fears Would be gone with the years. Now we look at the past Wondering why it didn't last. Days in the hot sun Always having fun. Going for a ride Letting the bike glide. Biking, sledding, Swimming, swinging, Days of old Never to be sold. Signs of change Widely range. Moving away No more play. Friends forever Talk almost never. Through the years, Our lives shift gears. Laughter, smiles, Fears, miles, Distant souls Drifting goals. Friendship the art Connects our hearts. Now that it is when We dream of Then.







2)tu nhi he to tera gham meri tanhai he teri ek yaad he jo mere dil ko bhai he ankhein nam he or dil me dard ka alam honth si kar bhi ruswai yan uthai hei kya gamon ko hi piyar kehte hei ya taqdeere moohabbat hi judai he haal dil ka kuch aaj aesa 

3)Oh ! Muskan Har Chehre ka asli gehna ho tum Nari ki anmol bholi pehchan ho tum Mahakta hua sugandhit pushp ho tum Vishva Sundari ka komal tan ho tum Chapal yuvti ka chanchal man ho tum Ho sake agar,tou aakar Mere Chehre ko bhi sajaa jaana Apni rahashyamayi chhavi de jaana Apni jaadooyee klaa 

4)NA CHAHTE HUE BHI HUMKO YAAD KARENGE AAP DIL KEHATA HAI. HICHKIYON SE PARESHAN BAHUT HO JAAYENGE AAP DIL KEHTA HAI KISI AUR KO UUN NAZRON SE NA DEKH PAYENGE AAP DIL KEHTA HAI. MERE GEETON KO YAAD KARKE GUNGUNAYENGE AAP DIL KEHTA HAI. APNI TAAREEF AUR SE ZARAA NAHIN SUN PAYENGE AAP. DIL KEHTA 

5)Zindagi Main Hai Dhoka is ke Siwa Kuch Nahi Tamashai Hai Yeh Dunya is ke Siwa Kuch Nahi Meri Zindagi Se Pochiye Zindagi Kia Hai Zindagi Hai Aik Khuwab is ke Siwa Kuch Nahi Khushiyan Hain Lakhon is Dunya Main Magar Udasi Hai Mere Dil Main is ke Siwa Kuch Nahi Mujh Se Jo Log 

6)Aaj ham ayesa kuch kar jaye Rasme dunia se chal kahi jaye Tere kandhe pe rakh ke sar apna Sari duni ko ham bhula jaye Chal kahi aeyse des ham jaye Jis jagha piyar ho mohabbat ho Koi nafrat na shikayat ho jhan Har taraf phool ho bharei hon Door tak ham jhan nazar dale 

7)Kach_che makano ki tooti khid_kiyaa.N Kach_che raasto ki veeraniyaa.N Poochti hai humse lautoge kab Gaav se purkho ki nishaniyaa.N Yeh zamee.N kya zamee.N ab tumhari nahi Zindagi gaav ki kya tumko pyaari nahi Mere damen q bhar gaye mehroomiyaa.N Poochti hai humse lautoge kab Gaav se purkho ki nishaniyaa.N Maa bankar nadiyo me nehlaya tujhe 

8)Teri budhi maa darwaze pe nigah basaye baithi hai, Ke uska beta laut ayega uske paas, Tera baap tooti parri kursi pe lachar lash ban parra hai, Ke uske beta uska sahara ban’ne ke liye laut ayega, Dono ke dil ki dhadkane bas yehi guzarish karti hai tujse, Ae musafir laut aa… Tu ghar se.



Share And Comment on this

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.