1)Ab bhool Chuky ho tm hum
Ko Be-kaar Samjh kr:
D_G
Hamein Mohabbat Faqat Tm Se
Thi Warna dunya hum pe b marti
Thi 2)Wah Mery Mehbob Bari Jaldi khayal
Aya Mera…!
Bas Kro Chom’na AB UthanE Do JanaZa
MEra..! 3)Ay Zindi ja Dhond koi
Kho gya hai mjy se….
Wo na mila to Sun..!
Tjhe Bhi
“Khuda-hafiz”
4)Aye rag-e-jaan k makeen,
Tu bhi kabhi ghor se Sun…!!
Dil ki dharkan tery qadmo
ki sada lagti hai…!! 5)IS ishq se bach k rehna bohat buri blaa
hai,
“D_G”
Is k Sataye namazi bi Meh Khano main mily
Hain mujy! 6)Talab Mot Ki Karna Gunah-e-kabeera
Hy.
Marny Ka Shoq Hy To aao Tumhy Ishq
ki Taleem Doon…. 7)Sochenge jb kbhi chahne wali ki tarah yad ayenge
hum tute pegamo ki tarh,
jb bhi tanha andheron me dr jaoyoge tum,
meri yad fel jayegi ujalon ki tarha.
8)Kitna Aur Dard Dega Bas Itna Bata De,
Aisa Kar Ya RaBB Meri Hasti Mita De?
Yun Ghut Ghut Ke Jeene Se Maut Behtar Hai, Kabhi Na Khulain Aankhein Tu Aisi Neend Sula De, 9)Ihsaas Muhabat Ki Methas Se Muje Aagah Na Kar
Ye Wo Zahar Hai Jo Main Pehle Bi Pee Chuka Hoon 10)Inhi Raaston Ne Jin Par Kabi Tum Thay Sath Mere
Muje Rok Rok Pocha Tera Hamsafar Kaha Hai 11)Kasm Se Har Aik Larka Bhula Doon Gi
Sab Hi Ki Tasverain Jala Don Gi
Aik Tum Hi Rahe Gay Is Dil Main
Balance Dalwa Do Warna Bhai Bana Loon Gi 12)Muj Ko Ye Soch Hi Kafi Hai Jilane Ke Liye
Main Na Hota Tu Koi Aur Tumhara Hota 13)Mere Chehray Se Mera Dard Na Parh Pao Ge Wasi
Meri Aadat Hai Har Baat Pe Muskra Dena 14)Raat Yun Dil Main Teri Khoi Hui Yaad Ayi
Jese Verane Main Chupke Se Bahar Ayi
Jese Sehraon Main Hole Se Chale Bad e Naseem
Jese Beemar Ko Be waja Qarar A Jaye 15)Love is like the wild rose-briar,
Friendship like the holly-tree—
The holly is dark when the rose-briar blooms
But which will bloom most constantly?
The wild-rose briar is sweet in the spring,
Its summer blossoms scent the air;
Yet wait till winter comes again
And who will call the wild-briar fair?
Then scorn the silly rose-wreath now
And deck thee with the holly’s sheen,
That when December blights thy brow
He may still leave thy garland green.
16)Jal Jayo Kamoshi Se Kari Dhoop Main Lekin
Apnon Se Kabi Saya e DeWar Na Mango 17)Milna He Tu A Jeet Le Medan Main Muj Ko
Ham Apne Kaeele Se Bagawat Nahi Karte 18)Ye Dard e Dil Na Gaya Dard e Janan Ki Tarah
Ghale Main Dal Ke Sare Taweez Dekhe Hain 19)Apni zindgi se muje hatane chale ho,
1 staey hue ko stane chale ho,
Kitne nadan ho tum mere DOST,
jo apne haton ki lakire mitane chale ho.
20)Meri Yaadon Ki Kashti Uss Samundar
Mein Tairti Hai;
Jiss Mein Paani Meri Apni Hi
Palkon Ka Hota Hai!
21)Uske Chale Jaane Ke Baad;
Hum Mohabbat Nahi Karte Kisi Se;
Ek Choti Si Zindagi Hai;
Kis-
Kis Ko Aazmate Rahenge! 22)Vo juda ho ke bhi meetha dard de rahe hai
dur reh reh ker fir se pass aane lage hai
fir se kyo voh kyon yad aa rahe hai
jin ko bhulane me hame jamane lage hai 23)Ye Kon Jane KisKa Kasur Tha
Tuta Wohi Sahara Jispe Gurur Tha
Use Hai Gurur Wo Kisi Aur Ka Hai
Hame Hai Naaz Wo Kabhi Mera junun Tha. 24)Tmhari zarurat ko pyar samaz bethe
Phli mulaqat ko shurwat samaz bethe
KonSi kasar chhoda tha hmne pyar me
Jo hmare dil koKhilona Samaz Baithe 25)Phoolo ke Aanchal mai kuch kami si hai,
Teri Aankho mai kuch Nami si h,
Meri Mohabbat ko thukra kar jane vale
ye to bta de ki meri
“Mohabbat Mai Kya Kami h.
26)Khwaab itne to dagabaaz na the mere kabhi
khwaab itni to meri neend nahi chhalte the
raat ki baat kya ik daur me ye khanabdosh
din nikalte hi mere saath saath chalte the
Share And Comment on this
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.