Wednesday 19 June 2013

Dil See Jeena


1)Chale Jaana Magr Thehro Zara, Is Pair Ki Sargoshiyan Sun Lo Ye Kehtaa Hai, K Aage Dhoop Hai, Tum Meri Chhaon Saath Le Jao, Hare Mausam Jb Aayenge, Me Tumko Khushbuen Bhejunga, Meri Shaakh Aankhen Barg Aansu Roeynge, Me Janta Hoon, Jb Hawa Hi Pr Bane To Phir Parinde Rokne Se Ruk Nahi Paate, Chale Jaana, Magr Thehro Zara, Ye Lawn Tm ko Yaad Krta Hai, Yahan Shaam Ka Suraj Or Hamare Geet Ki Lai Aaj Tanhai Hai, Tumhare Qehqahon K Phool Soukhi Tehnion P Jhulte Hain, Titliyan Basi Dhuno Par Raqs Karti Hain, Sadaayen Bujh Gayi Hain, Door Tak Ye Dhoop Hi Dast-E-Dua Hai, Or Hawaeen Narm Lafzon Ki Tarah Koi Duaa Tashkeel Deti Hai, Chale Jaana, Magr Thehro Zara, Ye Dar Ye Deewar Judai Ki Lughat Hai, In Pe Likhe Lafz Ko Parh Lo, K In Bosedaah Deewaron Ki Aankho Mein Tmhare Aks Roshan Hain, Inhe Achhi Tarah Dekho, K Ik Din Tm Inhi Akson Ki Jaanib Lautna Chahoge, Lekin Waapsi K Saare Raaste Band Paoge, Chale Jana, Magr Thehro Zara, Par Kya?????? Thek Hai Chale Jaiye. Chale jaiye... 


2)Socha Tha Ki Hum Tumhe Toot Kar chahenge Tumko Chaha Bhi Bahut Aur Hum Toote Bhi Bohut P Socha Tha Ki Hum Khushbu Bankar Rahenge Hum Mehke Bhi Bahut Aur Bikhre Bhi Bahut P Socha Tha Ki Hamesha Tumhare Dil Me Rahenge Dil Toota Aur Mere Armaan Nikle Bhi Bahut P Socha Tha Ki Tumse Pyar Karna Sikh lenge Aur Humne Tumhara Naam Kagaz Pe Likha Bhi Bahut.  


3)Meri kismat ke har ek panne pe Mere jeete ji baad marne ke Mere har ik kal har ik lamhe me Tu likh de mera usey..P Har kahaani me saare qisson me Dil ki duniya ke sacche rishton me Zindagani ke saare hisso mein Tu likh de mera usey.P Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana.. 


4)Woh kehti hai Mere hathon ki mehndi meinP Meri ankhon ke kaajal mein Mere honthon ki laali mein P Meri zulfon ke aanchal mein Jane jaan Har ek cheez adhoori hai P Ke jese Tum mere bina Aur Mein tere bina 


5)Rukhsat Hua To Meri Baat Maan Kar Gaya Jo Us K Paas Tha Wo Mujhe Daan Kar GayaP Bichra Wo Is Ada Se K Rutt Hi Badal Gayi Ek Shakhs Saary Shehr Ko Weraan Kar GayaP Dil-Chasp Waqia Hai K Kal Ek Aziz Dost Apny Mafad Par Mujhe Qurban Kar GayaP Kitni Sudhar Gayi Hai Judai Mein Zindagi Wo Bewafai Kar K Mujh Par To Ehsaan Kar GayaP Main Baat Baat Pe Kehta Tha Jisko JAAN .... Wo Shakhs Aakhir Mujhe Be-Jaan Kar GayaP 


6)Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai… Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai… Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye… Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai… Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo… Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai… Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein… Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai… 


7)Bara dushwaar hota hai Zara sa faisla kerna Ke Jeevan ki kahani ko Bayan-e-be-zubani ko kahan se yaad rakhna hai Kahan se bhool jana hai kise kitna batana hai Kis se kitna chupana hai Kahan ro ro ke hasna hai Kahan hans hans ke rona hai Kahan awaz deni hai Kahan khamosh rehna hai Kahan rasta badlna hai Kahan se lout ana hai Bara dushwaar hota hai Zara sa faisla kerna 


8)Mujhse kaha khuda ne:- Mat kar intazar is janam me. Uska milna mushkil hai. . Mene Bhi kah diya:- Lene de maza intazar ka. Agle janam me to mumkin hai. . Fir usne kaha:- Mat kar itna pyaar bahut pachtaayega. . Muskura ke mene kaha:- dekhte han tu kitna meri rooh ko tadpaayega. . Fir usne kaha:- Chal tujhe jannat ki hoor se milaata hu. . Mene kaha aa niche, dekh mere pyaar ka muskurata chehra, jise me jannat ki hoor bhulata hu. . Naraaz khuda ne kaha:- Mat bhool apni oukaat, tu sirf ek insaan hai. . Mene bhi keh diya:- To mila de mujhe mere pyaar se, or saabit kar de ki tu hi bhagwan hai...!! 


9)Sir jhukaany ki aadat nahi hay, Aansoo bahaany ki aadat nhi h, Hm kho gaye to pachtao gay bohat, Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay, Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty, Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay, Teri yaaden aziz hen bohat, Magar Waqt ganwaany ki aadat nahi hay, Tum sakht Dil nikle kya gila kren hum, Shikwa -e-dil lab py laany ki aadat nahi hay, Bad’dua b kya kren HAQ men tumhaary? Hamain to Dil b dukhaany ki aadat nahi hay 


10)Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do ... Zuroori nahi ki mil jaaye sukoon har kisi ko Sare-e-bazm na aao magar benaam hi likh do Ye jaanta hoon ki umr bhar tanha mujhko rehna hai Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke mustahiq thahre hum Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do..............!!!!!! 


11)Juda hone ka andesha’ juda honE se pehle tha, Wo mujh se intehai khush’ khAfa hone se pehle tha, Junoon ka doar guzra to mujhe b bhool betha wo, Namaz-e-ishq tha lekin, qaza hone se pehle tha, Main kese soch sakta tha mujhy wo chor jayega, Bohat hi ba’wafa wo bewafa hone se pehle tha… 


12)Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai… Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai… Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye… Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai… Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo… Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai… Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein… Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai… 


13)Rukhsat Hua To Meri Baat Maan Kar Gaya Jo Us K Paas Tha Wo Mujhe Daan Kar GayaP Bichra Wo Is Ada Se K Rutt Hi Badal Gayi Ek Shakhs Saary Shehr Ko Weraan Kar GayaP Dil-Chasp Waqia Hai K Kal Ek Aziz Dost Apny Mafad Par Mujhe Qurban Kar GayaP Kitni Sudhar Gayi Hai Judai Mein Zindagi Wo Bewafai Kar K Mujh Par To Ehsaan Kar GayaP Main Baat Baat Pe Kehta Tha Jisko JAAN .... Wo Shakhs Aakhir Mujhe Be-Jaan Kar GayaP 


14)Merey Barey Main Hawaoon Se Wo Kab Pochey Ga... Khak Jab Khak Main Mil Jaye Gi Tab Pochey Ga... Gher Basaney Main Khatra Hai K Gher Ka Malik ... raat Main Dair Se Aaney Ka Sabbeb Poche Ga... Apna Ghum Sab Ko Batana Hai Tamasha Karna... Hal -e-dil Us Ko Sunain Gey Wo Jab Pochey Ga... Jab Bicherna Bicherna Bhi To Hanstey Howey Jana Warna... Her Koi Rooth K Janey Ka Sabeb Pochey Ga... Hum Ne Lafzoon K Jahan Daam Lagey Baich Dia... Dhair Pochey Ga Hameein Ab Na Adab Pochey Ga 


15)Mujh Se Mat Pooch K kiyon Aankh Jhuka Li Maine Teri Tasveer Thi Tujh Se Hi Chupa Li Maine, Jis Pe Likha Tha K Tu Mere Muqdar Mein Nahi Apne Mathay ki woh Tehreer Hi Mita Li Maine, Ghere Rehti Hai Mujhko Ek Anokhi khushbu Teri Yaadon Se Har Ek Saans Sajaa Li Maine, Jis K Sheron ko wo Sun K Bohot Roya Tha Bas Wohi Ek Gazal Sab Se Chupaa Li Maine... 


16)Mujhe Ab nend ki Talaash Nahii.... Raaton Tak Jaagna Acha Lagta hai.... Mujhe Nahii Malum K Wo Meri Kismat Me hAi Ya Nahii... Magar KHuda Se Usy Mangna Accha Lagta hai... Pata Nahin Mujhe Haq H Yaa Nahii, Pr Uski Parvah Krna Acha Lagta h.. Usy Pyar Karna Sahi Hai Ya nahi, Per Is Ehsas Mein Jeena Acha Lagta Hai..? Kabhi Hum Sath HOge Yaa Nahii, Par Yeh Khwaab Dekhna Acha Lagta hai... Wo Mera Hai Yaa nhii, Per Usy Apna Kahna Achaa Lagta Hai... 


17)Sad English Poems So Long For Now You look so peaceful lying there With your hands folded upon your chest. You look like you are sleeping But you are at eternal rest. So Long For Now. Not a hair out of place, Your make-up nicely done, A beautiful smile upon your lips - For now you are with Absalom. When someone special passes on It does not mean they are gone, Though they are no longer with us Their memory still lives on. It hurts so much to lose a friend - Especially one that is trustworthy and kind. Nan Legge, you were that special friend, A rare and special find. 


18)Silence builds an awful wreckage of a girl It feeds on loneliness and creates a void Gray shadows haunt and torment and torture A teenager is stricken and destroyed There is no sound of laughter or happiness here The little one has thrown in the towel today Somber, melancholy moods decay the soul It is futile to hope and dream and pray Emptiness builds a home in this woman In this girl, this child where hollows have bred A deepening sea of nowhereness consumes And eats away at every connecting thread Confusion feeds like a savage inside her, Leaving nothing considered worthy remains Destined to walk through life less ordinary Alone, exiled, different and disdained. 


19)Wanting, lusting, to be held, to be loved, to feel warmth, to feel your beating heart. Wanting to be sheltered from the cold, heartless winds. Falling into invisible arms; into an abyss of love. Wishing, hoping, that my desires will be filled; my desires of loving warmth. Wanting to be held, comforted, loved. Dreaming of passionate embraces, of tender kisses, loving words, romantic nights. Waiting for undying love. 


20)Your beauty intoxicates all you encounter, Yet you fail to notice, This is your blunder, You've had a rough time, Though now it is over, But yet you continue clinging to what is left over, And in doing this your depression grows deeper, Pulling you apart at the seams, Causing you to unravel and fall to you knees, Pondering desperately: "How much worse can it be? " To ease your mind of your terrible burden, You bargain with Satan (as if he cares), Giving you a release, in turn for your soul: That you believe tarnished and not worth much at all, When all of your friends have been with you till now, But here comes the crossroads up ahead, They give you a choice: "Stand tall or fall down." You have your beauty and charm, Your intelligence and grace, Good friends and your health, What more does it take for you? 


21)Every new beginning, comes from some beginnings end. Every time you kill me, I am born again. Every time you close that door, Another door is opened. And every time you say goodbye, a different word is spoken. Every time you look at me my back is facing you, And every time you ask to see me I'll have something else to do. Every time I join your game, You're not playing fair, And every time I really love you, I pretend that I don't care. 


22)I keep waiting for the phone to ring Yet I know it won't be you; I try to fill my life with busyness Yet all I do is think of you. What became of us And all our dreams and plans; How could you turn and walk away As I watched our castles turn to sand? Do you never even miss me Don't you long to caress my face; How could you forget so easily And You I can't erase? I want to be in your arms again To see the laughter in your eyes; But I guess the joke's on me And Oh! Was I surprised! 


23)She remembers it all, All the people who had said They cared, but did they really? She remembers it all, The sound of laughter and How happy she'd been, but was she really? She remembers it all, His arms around her and He said "I love you," but did he really? She remembers it all, The pain she'd felt when he left, How her heart ached, but was it really? She remembers it all, The feeling of being so alone, The feeling no one cared, but did they really? But now they'll remember her, Staring at the knife in her hand How easy to slit her wrists, but will she really? 


24)At first, remember how you promised? It would be soft and tender, A loving feeling to remember. But, instead . . . You made me feel like a whore, My body laid out in front of your eyes to adore. And I wondered how this could be, We were finally together, you and me. I was only a piece of flesh, No loving thing, And that was the night this angel was stripped of her wings. You hurt me, caused pain And what was I to gain? This tiny life that is inside, When I found out I could have died. Something that once had the chance to be so sweet, Turned out to be nothing to you but a piece of meat. The pain I felt, My heart you made melt. This pain can never be recovered, Because I will always have a reminder of my first lover. Something he will not see for a while. He does not know that we made a child. 


25)My belt loosens slowly. Reminders of you stay fresh in murky ponds of suffocating tadpoles. Wake me in the morning, when the sun shines again. It's frightening when all I know falls apart. And all I know is you. Hunger squeezes me tighter. My soul sags with exhaustion. Ashtrays fill with sleepless nights. Weeping intensifies my anxiety. Can tomorrow come without you... here today? The cheap chandelier falls on my face. The rose filled lamp explodes in my hands. Pain is unrecognizable. All I knew was you. 


26)Tumse dosti karne ka hisab na aaya Mere kisi bhi sawal ka jawab na aaya. Hum to jagte rahe tumhari hi khayalo me Or tumhe so kar bhi hamara khawab na aaya

27)Jindagi K Har Lamho Me Unhi Ko Pate Hain, Bhool Jayein Khud Ko Par Unhe Nahi Bhoolate Hain, Jane Kya Baat Hai Unme Ae Khuda, Jitna Bhoolate Hain Wo Utna Yaad Aate Hain… 


28)Jub Kuch Sapne Adhure Reh Jate Hain, Tab Dil Ke Dard Ansu Ban Ke Beh Jate Hain, Jo Kehte Ki Hum Sirf Aap Ke Hain, Pata nahi Kaise Alvida Keh Jate Hain.. 


29)Itna aitbaar to apni dhadkanon par bhi humne na kiya, Jitna aapki baaton par karte hain, Itna intezar to apni saanson ka bhi na kiya, Jitna aapke milne ka karte hain 


30)Unhe chahana hamari kamzori hai, Unse keh nahi pana hamari majburi hai, Wo kyun nahi samajhte hamari khamoshi ko, Kya pyaar ka izhaar karna zaruri hai… 


31)Wo humara imtihan kya lagi. Milege nazro se nazar to, Apni nazre jhuka legee, Use meri kabra par deeya jalane ko mat kahna, Wo nadan hai dosto apna hath jala legi… 


32)Yuhi aankhon se ansu bahte nahi, Kisi aur ko hum apna kahte nahi, Ek tum hi ho jo ruk se gaye ho zindagi mein, Varna rukne ke liye hum kisi ko kahte nahi 


33)Teri duniya ka yeh dastoor bhi ajeeb hai Khudaya, Muhabbat un ko milti hai jinhen karni nahi aati.. 


34)Shikaayet to nahin hai lekin itna poochta hoon main, Woh aakhir kya kare jo har tarah majboor ho jaye 


35)Karley sitam chahey jitne zamaana, sehna hai, Hum ne har haal mein jeeney ki kasam khayi hai. 


36)Mitt chaley meri umeedon ki tarah harf magar, Aaj tak tere khato’n se teri khushbuu na gayi 


37)Hawaa se lipti hui siskiyon se lagta hai, Meri kahani kissi aur ne bhi dohraayi.. 


38)Woh aik akss ke pal bhar nazar main thehra tha, Tamaam umar ka silsilaa hai ab mere liye. 


39)Nahin mere liye kya aur koi, Usi ka rasta kyon dekhta hoon.. 


40)Mujhe yaqeen hai mohabbat issi ko kehte hain, Ke zakham taaza rahe aur nishaan chala jaye.. 


41)Har Majburi se ladna sikhlo Har gum ke sath jina sikhlo Busy hum bhi kam nahi par Hamari tarah DOSTO Ko yaad krna sikhlo 


42)Na Milne Ki Khushi, Na Judaai Ka Gum, Na Udaas Na Tanha Hai Hum, Kaise Kahe Kaise Hai Hum, Bas Itna Samajh Lijiye Aapke Bina Akele Hai Hum.. 


43)Aapko miss karna.. roz ki baat hai. Yaad karna.. aadat ki baat hai. Aap se duur rehna.. kismat ki baat hai. Magar aap ko jhelna.. himmat ki baat hai. 


44)Zindagi to sabhi ke lia wahi hai Fark hai to bas itna sa hai “Koi dil se jee raha hai” aur koi “koi dil rakhne ke lia jee raha hai”

Share And Comment on this






No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.