Hello dear frnds i m Monalisa hai sub stories padke mujhe meri b stories likar apne dil ko tasali dene ko moka.mila hai aap sub mujh jawab do mujhe kya krna hai meri.dastan yahan se shuru hoti hai jab main 9th me thi tab mujhe ek ladka dikha shopping k waqt mujhe bahot acha lagne laga na mujhe uska naam pata tha na address oh dekte hi chala gaya bus main dekte hi reh gayi phir mere din aise hi guzarte rae.n saal b guzar.gaya phir.aya 10th aap sub ko maloom hoga 10th me public exams hote maine ek couching ko jane ka faisla kkya meri best frncd k sath jo mujhe jaan se b pyari hai phir hum roz jate rahe phir clls endinb me hamari snd of party ayi toa hjm purd 4frnds milke meri best frnd k ghar gaye use pick up krne ko toa achnak.wahan meri zindagi hi badal gayi matlab wahan oh ladka nazar aya jise maine dekha tha main ek taraf khush b n hairan b hairan isliye k kahin oh ladka best frnd ka bhai.toa.nahi yehi soch me pdgayi main na chup rehsakti thi na keh sakti thi darr tha kahin oh mujhe galat na samjhe meri dosti na tod de jise maim bahot chahati hun isliye apni dil kibaat dil me daba diya life aise hi chalti rahi frnds k sath kabhi kabhi sochti kehdun lekin frnd ka.chehra samne ajata chup rehna padta phir 10th khatam huwa family prblm ki wajah,se hame ghar shift krna pada samjho 25kilo mtr phir main apne adhure pyr se n suchi dosti se dur hogayi main apni best frnd ko ek din bina dekhe reh nahi sakti jo mujhe use dur jana pada phir b mIn use contact me thi nayi jage par bahot bore hota apni ffnd ki.yaad bahot ati kabhi kabhi mileti maine family prblm ki wajah se studies stop krdi meri frnd cllge join krliyamain wahin k wahin rehgayi phir kismat me kya tha ghar pe baitho bore.hojati phir socha kuch basic computef sikhlun kuch kaam ayega main n.meri causin jane lage phir ek din meri causin ne.kaha ruksana armaan(name change) jo mera causin brothr hai toa meri causin ne.kaha ruksana main aj armaan b k dukan pe gayi jo khudki.STD thibhaiya nRmaane tujhe shadi ka proposal bheja hai agar tu haan kahegi toa apne gharwalon ko bhejega tere ghar waise hamari family ko.oh family pasand nahi thi pasand nahiar karte the waise b unki family me sirf armaan,uske dad mum n sis the sis badi jo apni family k sathdubai.me settle the armaan bahot acha ladka tha uski family achi nahi thi so gharwalon ko oh log pasannd nahi the isliye maine meri causin se.kehdiya k tu janti hai na yeh rishta haare ghar par accept nahi krenge phir oh boli tu oh fikr mat kr armaan b sambhalenge n armaan b apna codil me daba diya life aise hi chalti rahi frnds k sath kabhi kabhi sochti kehdun lekin frnd ka.chehra samne ajata chup rehna padta phir 10th khatam huwa family prblm ki wajah,se hame ghar shift krna pada samjho 25kilo mtr phir main apne adhure pyr se n suchi dosti se dur hogayi main apni best frnd ko ek din bina dekhe reh nahi sakti jo mujhe use dur jana pada phir b mIn use contact me thi nayi jage par bahot bore hota apni ffnd ki.yaad bahot ati kabhi kabhi mileti maine family prblm ki wajah se studies stop krdi meri frnd cllge join krliyamain wahin k wahin rehgayi phir kismat me kya tha ghar pe baitho bore.hojati phir socha kuch basic computef sikhlun kuch kaam ayega main n.meri causin jane lage phir ek din meri causin ne.kaha ruksana armaan(name change) jo mera causin brothr hai toa meri causin ne.kaha ruksana main aj armaan b k dukan pe gayi jo khudki.STD thibhaiya nRmaane tujhe shadi ka proposal bheja hai agar tu haan kahegi toa apne gharwalon ko bhejega terentact num b diya hai tujhe dene ko tu use baat krle phir kya tha mujhe meri zindagi kisi par b interest nahi tha maine contact nahi kiya phir achanak ghar par mere cad ki tabiyat kharab hogayi hospital me admit krna pdadoctor ne kaha k dad ko pehli baar heart attck hua hai toa family me paison ki.bahot kami thi do do din ko.arman ki amily ati hamare ghar dad ko dekhne after all dad armaan k mum ko bhai ka rishta tha so ate lekin main kabhi b armaan ko us nazar se nahi dekha mujhe nahi pata tha yehi armaan keliye main ek din tadpongi yeh ohi armaan jo mere liye sirf armaan banke reh jayega phir meri kismat dekho.doston dad ki tabiyat ddin ba din bigadti gayi phir ek din meri aunty ne i mean armaan ki.mum ne mere liye riaha pucha phir kya tha ohi har hamesha jawab naa phir 4 5mnths baad dad ki death hogayi dad k thik 20days ko.armaan mujhe phir se apna contact num bheja phir maine use jake cl.kiya mere pass.mbl.na hone ki wajah se pco se kiya armaan ne baat ki k kya tu mujhse shaadi krne keliye khush hai waise toa armaan bahot handsme gud looking n height me adat me sub me ek dum acha tha toa.maine use us baat keliye kaha dekho armaan tum toa jante ho hamari family tumhari se rishta rakna pasand nahi phir b tum jante huwe b tum kyon aise.kr rahe.toa usne mujhe ek nayi roushni dikhyi yeh kehke k dekho ruksana hamari family ek dusre against hain hum dono mikar yeh rishta jodege jodne ki koshish krengephir maim ek nayi umeed leke jeene ki koshish kiya thode hi din baad armaan ne mujhe birthday gift me naya mbl gift kiya jab maine mbl on kiya toa.subse pehla sms tha i luv mukhe aj b oh din yaad hai srry frnds main yr likna bhul gayi.thi eh story2003 se chali aa rahi hai phir kya tha oh i luv wla sms dekhr main khush toa hogayi thi.lekin us rishte ka jo judnewala nahi hai yeh sochkr apne kadam phiche rakleti maine armaan ko us sms ka koi reply nahi diya phir armaan mujhe ghar hi pass bahar 5min keliye mukhse milne ko kaha phir main apni causin k sath wahan gayi armaan apni bike pe apne ek dost k sath aya tha uske hath me ek red rose b tha i cnt imagine tat day oh mere samneakar mujhse oh rose dete huwe kaha ruksana i luv u main ek dum.shock reh gayi maine jald bazi me kuch nahi kaha main wahan se agayi phir armaan ne mukhe cl kiya k tumne jawb kyon nahi diya phir maine use positive answer diya us bich mujhe meri best frnds contact nahi tha kyon k uska num change hogaya tha us waqt maine use bahot miss kiya lekin oh mere sath nahi thi.phir hamari chattinbg shuru hogayi mblse armaank sath gudmrning se lekargudnite tak raat k do baje tak mujhe b usepyr hone kaga tha hum sirf chatting krte cal pe.bath nahi.kyon k hamare ghar pe maloom nahi tha hmare afair kbare me.lekin armaan ki family ko sub pata tha unkoyeh rishta pasand tha hum dono yehi umeed lagaye baitheghe k ekna ek din hamare gharwale b manjaenge lekin kismat ka khel ko koi nahi badal sakta hai hamara afair chalta raha uski family hamare ghar ati raat k do baje tak hame acha lagta mere gharwale unhe isliye baat krte khatirdari krte kyon k oh log dad k mum.hain.iske alawa kuch nahi.mante the meri n armaan ki koshish toa lagi rahi na umeed thi phir b humne har nahi mani ham bahar milte rahe kabhi internet kabhi park ya kabhi uske ghar pyr itna gehra hota gaya k ek din b reh nahi pate the itna pyr hogaa.tha armaan meri ek jhalak dekhne ko oh 25kilomtr se ataek din achanak mujhe mere unknown num se cl aya jab recieve kiya toa main uchalsi gayi oh awaaz meri best frnd ki thi main sunkr bahot khush huwi phirse hamare cls chalo hogaye n main frnd ko bataya k mujhe pyr hogaya hai armaan se jo mera causin hai phir ek din armaan ko dubai jana oada sisk pass kisi kaamse 3mnts keliye main sunkrbahotdukh huwa kaise reh paon uske bina uskitoa mukhe ek adath si padgayi hai jate waqt usne mukhe apni siska contact num de gaya aur chala gaya mera ek ek din mere upar pahad sa guzarne laga uske bina jane k dusri mrning hi mujhe uska cl agaya abhi main neend me hi thi neend me mbl uthake hello kaha toa yakeen nahihuwa oh mera armaan tha pahunch gaya bolne ko cl.kiya tha ek ek din mere upar pahad jaisa guzarta gaya mere upar raat terrace pe jati n raat k chand ko dekhkr yeh kehti kyeh chand mere armaan ko dekh raha hoga oh kr raha hai kaisa hai krke lekin main nahi dekh sakti ok frnds meri kahani aur b lambi hai dukh bhari filhal aj itna kafi hai iskeliye comments dena yeh meri real story hai jo mujhpe guzari hai ap log dilse iska jawab dena age ki story bhot jald post krungi god bless u frnds khuda hafiz
Share And Comment on this
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.