Friday 17 May 2013

Toote Hue Dil Ko


1)MERE TOOTE HUE DIL KO, SAHARA KON DEGA MERI TOOFAAN ME KASHTI, KINARA KON DEGA YEH KESE MOR PE LAAI HA MUJKO ZINDIGANI ADHOORI SEE LIKHI GYEE HA KYUN MERI KAHANI HA AB KIS RAAH PE CHALNA ISHARA KON DEGA MERE TOOTE HUE DIL KO SAHARA KAUN DEGA MAIN HOON OUR SATH MERE AB MERI 

2)Kahin chand rahon mein khö gaya Kahin chandni bhatk gai Mein charag wo b buja huwa Meri rat kaise chamk gai Meri dastan ka arooj tha Teri naram palkon ki chaon mein Mere sath tha tuje jagna Teri ankh kaise jhpak gai Bhala hm mile b to kya mile Wohi doorian wohi faslay Na kbi 

3)Mera Rishta tujh se bahoot purana hai jab na tha tera sath, wo bhi ek jamana tha Mile ho jab se Bhool gai main is dunia ko Tujhko bhi to sirf mere he sung anna tha thi hairaan main, kaise aor kyun tum mere ho gaye socha bas phir yahi, jo mera tha, usne he 

4)Kya ho tum, aur kya hai wajood tumhara dikhao, Gamo se ro-b-ro na sahi khud se to kabhi milwao, Bhoode ho, jawan ho ya ho phir namurad aashik, Mehfil-e-yaar me aake u dastaan-e-ishq na chupao, Bahut bikhre pade hai phool ishq-e-raah me yaar, Utha kar pyaar se kisi ek ko apni zindagi me sajao, 

5)Mila woh bhi nahi kertey, Mila ham bhi nahi kertey. Wafa woh bhi nahi kertey, Jafa ham bhi nahi kertey. Unhain ruswai ka dukh hai, Hamain tanhai ka gham hai. 

6)Guftugo Ke Lamhon Main Dekh He Nahi Paatay Ham Tumharay Chehray Ko Tum Hamari Aankhon Ko Aaj Aisa Kartay Hain Chasm-o-lab Ko Parhtay Hain Baat Chor Datay Hain Jaane Kiya Lamha Hoga Jab Ye Hath Hathon Say Gar Kabhi Juda Hoga Aaj Aisa Kartay Hain Zabt-e-Jaan Parakhtay Hain Hath Chor Datay Hain 

7)Teri Ek Ada Mein Ghayal Ho Gaye Tujhe Dekha Jabh Dobara Tere Pyar Mein Paagal Ho Gaye Hum Tu Chhod Kar Jo Chali Gayi Humey Gham Ki Duniya Mein Kahin Kho Gaye Teri Bewafai Ke Zakhm Abhi Bhi Dard Dard Karte Hain Ey Bewafa Sanam Hum Tumhe Abhi Bhi Yaad aTe Hain paagal Ho Chuke 

8)Jab kabhi milte hai unse.. To lagta hai , Hum apni kahi khoi huyi khushi se milte hai.. Sar ko rakh lete hai unke dar par khwaish.. Hum unse itni deewangi se milte hai.. Jab kabhi judaa hote hai hum unse.. Koi hosh na koi sukoon milta hai.. Samajhlo jaise hum apni tanhai se milte 

9)Zindagi ke woh khubsoorat lamhe kahin khote jaa rahe hai, Jo kal apne the woh aaj paraye hote jaa rahe hai, Kabhi maa ke haath ki roti sabse swadisht lagti thi, Aaj toh bas Mcdonalds ko hi chunte jaa rahe hai, Shayad log badalte jaa rahe hai… 

10)darad kis ko dhekaye koi darad dhekta bhi nehi payar kis se kare koi payar karta bhi to nehi? ab to haste howe bhi dar lagta hain kahe yah khushi chale na jaye har khushi ka saath 1000 ghum hote hain jaha hasi hain wahe matham hain jaha payar hain wahe nafarat hain hum jase 

11)Sabaah-E-Noor Hota Hai, Aur Gham-E-Shaam Bhi Hoti Hai Phir Aisa Wakt Ek Aata Hai, Jab Aankhein Namm Hoti Hai Jahan Tum Aa Nahi Sakte, Wahan Basera Karte Hain Jahan Shaam Tanha Hoti Hai, Jahan Rooh Hamari Rotee Hai Ki Abb Yaado’n Se Waabasta Hai, Laraztee Ye Meri Saansein Kyun Halki Si Aahat Par, 

12)WO MUJE ILZAM DETA HAI K MAIN HON BE WAFA.. JAB K MERA TU HAR PAL US KI YAD SE KHALI NAI JATA SHAID WO NAI JANTA.. K KUCH LOG UUN BHI WAFA NIBHATE HAIN K CHAHY HON HALAT JAISE BHI NAHI BHOOL PATE WO APNE MAHBOB KO 

13)Kehte ho dokha mila tumhe gairo.n se, Hamse pocho dard, hame to apno ne loot liya!! Lete rahe jo ta-umar mujhse mohabbat, Manga jo hamne kuch, gusse se mooh pher liya!! Log jeete hai sirf khud ke liye aaj-kal, Aur mein nadan, jab bhi jiya dusro ke liye jiya!! 

14)KAISE KAHUN, MAIN TUMSE PYAAR KARTA HUN, KAHIN TU INKAR NA KAR DE,YEH SOCH KE DAR TA HUN. PEHLA-PEHLA PYAAR HAI,TUJH KO KHONE SE GABAR TA HUN, TUJH KO HI CHAHATA HUN,SIRF TUJH PAR HI MARTA HUN. SANJH-SAVERE TERI TASVEER HI DEKHA KARTA HUN, DER-DER TAK TERI TASVEER SE BAATEN KARTA RAHETA HUN. DIN BAR 

15)Reza-Reza bikhre pade hain dil ke armaan, Muskano se wasta nahi, gammo se hai khoob pehchaan, Wo khush hai bahut door ja kar mujhse, Mein bhool pao.n, avval-avval ki mohabbat nahi imkaa.n, Mausam-e-hijraa.n aaya to yaad aaye tum, Aayegi jab ihq-e-bahar, to aayenge yaad shahjahaa.n, 

16)Ek Hunar Hai Jo Kar Gaya Hoon Main, Sab Ke Dilse Utar Gaya Hoon Main, Kaise Apni Hansi Ko Zabt Karun, Sun Raha Hoon Ke Ghar Gaya Hoon Main, Kya Bataun Ke Mar Nahi Paata, Jeete Jee Jab Se Mar Gaya Hoon Main, Ab Hai Bas Apna Saamna Darpesh, Har Kisi Se Guzar Gaya Hoon [...] 

17)Bolo to dar lagta hai kahin dil ka dard zubaan par na aa jaaye, Socho to dar lagta hai kahin khayalon mein mehboob dil par dastak na de jaaye, Humne laakh koshish ki ke daaman bacha le apna, Dekho to dar lagta hai kahin 

18)Vo kehta hai ki main ek sangdil insan hu, jabki vo janta nhi ki maine sirrf dil lagana sikha hai, vo kehta hai ki use merri zarurat hai, jabki vo janta nhi ki maine sirrf sath nibhana sikha hai, vo kehta hai ki use mhbt mein dard hone laga hai, jabki vo janta nhi ki [...] 

19)Aaj Ek Ardh-nagn ladki ko Ek sabya aurat per haste dekha Wajah bas itni thi ki, aurat ghoongat le gaadi mein Apni izzat ko khud mein samete chup-chap baiti thi Aur woh aadhunik ladki, Kamuk vesh mein chauraah per kadi paros rahi thi apni jism Dunia ko sare-aam, aur hass rahi thi us aurat per 

20)Jab kabhi main yaad aaoo tum apni Ankhe jhuka lena, jab kabhi dil mujhe milne ko chahe apni Ankhe jhuka lena. hum to hamesha tumhare hi khayaalo me rahete hai, aur jab tumhe mera khayaal aaye to apni Ankhe jhuka lena, yeh sach hai jisse bhi hum cahte hai bhula nahi sakte, per jab bhi 

21)Phulo se chehre par veeran si ankhe veeran si ankho main shant sa samandar shant se samandar main soch ki gahrai soch ki gahrai main faili ye tanhai tanhai main karwate badalta ye waqt waqt ki chal sa dhere chalta ye jeevan jeevan main lipte ye zindgi ke faisle faislo se judi ye zindgi ki [...] 

22)Baaton baton mein bichadnay ka ishara kar ke Khud bhi roya woh bohut hum say kinara kar ke Sochta rehta hun tanhai mein Anjam-e-Khuloos Phir usi jurm-e-mohabbat ko dobara kar ke Jagmaga di hain teray shehar ki galiyan mainay Apnay har ashk ko palkon pay sitara kar kay Dekh laitay hain chalo hausla apnay dil 

23)Kehne ko to bahut hai mere apno me, par koi ho jise apna kehte hi guroor aa jaye to….kya baat ho..! Suna hai ishq me tez ho jati hai dil ki dhadkane, par koi jo khud aisi dhadkan ban jaye to….kya baat ho..! Chahten hain sab saat janmo ka pyar, par ye ehsaas koi ek [...] 

24)Tumhari AAnkhei?n kehti hai?n hisaar-e-Zaat se niklo Tamanna meri bann jao Shab-e-Barbaad se niklo Kinara tham lo dil ka bhula do her gila shikwa Kabhi sachi hansi hans do?purani yaad se niklo Khayal-e-Yaar acha hai mager jis ne wafa na ki Palat ker phir Sada na do, dar-e-feryad se niklo Nahi koi Muhabbat bhi 

25)maiN “Cigarette” jalti hu’ii , bujhti hu’ii dhooeN ko ugalti hu’ii hai ziNdagee meri chaNd pal ki aur kar jati huuN auroN ki ziNdagee bhee chaNd pal ki.. kyuuN peeta hai mujhe ko’ii shauKh meiN koi roz meN koi apni ziNdagee ke har soz meiN na samjh aaya mujhe aaj tak kabhee bhii ziNdagee ko [...] 

26)ISHO KAR KE KHUD KO TABAH KIYA MAINE TAUBA DIL LEKE USKA GUNAH KIYA MAINE USKE INTEJAAR MEIN EK OR DIN BEETA DIYA USKO BHI NA PAA SAKA KHUD KO BHI GAVAN DIYA MAINE ISHQ KAR KE KHUD KO TABAH KIYA MAINE TAUBA DIL LEKE USKA GUNAH KIYA MAINE FAKAT ITNI HAI DIL KI KI [...] 

27)Tere paas aaun ki tumse door rahun.. Tujhe haalat bataun yaa kuchh na kahun.. Taklif le aaun baazar me ya sahta rahun.. Mod lun rukh ya prawaah me bahta rahun.. Koi bhi nahi ab,ye dil kyun nahi maanta.. Jab yahi sach hai to mai kyun nahi jaanta.. Use bhulna hai kyun ye dil bhul jata [...] 

28)ZAMAANE KO BETE KI CHAH NE DEEWANA BANAYA ISS KADAR. NAM RAKHTE HAIN JAHAN ME LOG PEHLE SE SOCHKAR. KHANDAAN KA PEHLA CHIRAG AAYEGA EK MUNNA BANKAR USKO PUKARENGI DADI MAA PYAR SE SURESH BOLKAR AFSOS KI JANAM KANYA NE LEKAR SABKE ARMANO PE PAANI FERKAR Incoming search terms:beti poemhindi poem ek phool ki chahpoem [...] 

29)Pagli Ladki Mawas ki kaali raaton mein dil ka darwaja khulta hai, Jab dard ki pyaali raaton mein gam ansoon ke sang hote hain, Jab pichwade ke kamre mein hum nipat akele hote hain, Jab ghadiyan tik-tik chalti hain, sab sote hain, hum rote hain, Jab baar baar dohrane se saari yaadein chuk jaati hain, [...] 

30)maiN “Cigarette” jalti hu’ii , bujhti hu’ii dhooeN ko ugalti hu’ii hai ziNdagee meri chaNd pal ki aur kar jati huuN auroN ki ziNdagee bhee chaNd pal ki.. kyuuN peeta hai mujhe ko’ii shauKh meiN koi roz meN koi apni ziNdagee ke har soz meiN na samjh aaya mujhe aaj tak kabhee bhii ziNdagee ko [...] ISHO KAR KE KHUD KO TABAH KIYA MAINE TAUBA DIL LEKE USKA GUNAH KIYA MAINE USKE INTEJAAR MEIN EK OR DIN BEETA DIYA USKO BHI NA PAA SAKA KHUD KO BHI GAVAN DIYA MAINE ISHQ KAR KE
Share And Comment on this



No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.