1)Chale Jaana Magr Thehro Zara,
Is Pair Ki Sargoshiyan Sun Lo
Ye Kehtaa Hai, K Aage Dhoop Hai,
Tum Meri Chhaon Saath Le Jao,
Hare Mausam Jb Aayenge, Me Tumko Khushbuen Bhejunga,
Meri Shaakh Aankhen Barg Aansu Roeynge,
Me Janta Hoon, Jb Hawa Hi Pr Bane
To Phir Parinde Rokne Se Ruk Nahi Paate,
Chale Jaana,
Magr Thehro Zara,
Ye Lawn Tm ko Yaad Krta Hai,
Yahan Shaam Ka Suraj Or Hamare Geet Ki Lai Aaj Tanhai Hai,
Tumhare Qehqahon K Phool Soukhi Tehnion P Jhulte Hain,
Titliyan Basi Dhuno Par Raqs Karti Hain,
Sadaayen Bujh Gayi Hain, Door Tak Ye Dhoop Hi Dast-E-Dua Hai,
Or Hawaeen Narm Lafzon Ki Tarah Koi
Duaa Tashkeel Deti Hai, Chale Jaana,
Magr Thehro Zara,
Ye Dar Ye Deewar Judai Ki Lughat Hai,
In Pe Likhe Lafz Ko Parh Lo, K In Bosedaah Deewaron Ki Aankho Mein
Tmhare Aks Roshan Hain,
Inhe Achhi Tarah Dekho, K Ik Din Tm Inhi Akson Ki Jaanib Lautna Chahoge, Lekin Waapsi K Saare Raaste Band Paoge,
Chale Jana,
Magr Thehro Zara,
Par Kya??????
Thek Hai Chale Jaiye.
Chale jaiye...
2)Socha Tha Ki Hum Tumhe Toot Kar chahenge
Tumko Chaha Bhi Bahut Aur Hum Toote Bhi Bohut
P
Socha Tha Ki Hum Khushbu Bankar Rahenge
Hum Mehke Bhi Bahut Aur Bikhre Bhi Bahut
P
Socha Tha Ki Hamesha Tumhare Dil Me Rahenge
Dil Toota Aur Mere Armaan Nikle Bhi Bahut
P
Socha Tha Ki Tumse Pyar Karna Sikh lenge
Aur Humne Tumhara Naam Kagaz Pe Likha Bhi Bahut.
3)Meri kismat ke har ek panne pe
Mere jeete ji baad marne ke
Mere har ik kal har ik lamhe me
Tu likh de mera usey..P
Har kahaani me saare qisson me
Dil ki duniya ke sacche rishton me
Zindagani ke saare hisso mein
Tu likh de mera usey.P
Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana
Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana..
4)Woh kehti hai
Mere hathon ki mehndi meinP
Meri ankhon ke kaajal mein
Mere honthon ki laali mein
P
Meri zulfon ke aanchal mein
Jane jaan
Har ek cheez adhoori hai
P
Ke jese
Tum mere bina
Aur
Mein tere bina
5)Rukhsat Hua To Meri Baat Maan Kar Gaya
Jo Us K Paas Tha Wo Mujhe Daan Kar GayaP
Bichra Wo Is Ada Se K Rutt Hi Badal Gayi
Ek Shakhs Saary Shehr Ko Weraan Kar GayaP
Dil-Chasp Waqia Hai K Kal Ek Aziz Dost
Apny Mafad Par Mujhe Qurban Kar GayaP
Kitni Sudhar Gayi Hai Judai Mein Zindagi
Wo Bewafai Kar K Mujh Par To Ehsaan Kar GayaP
Main Baat Baat Pe Kehta Tha Jisko JAAN ....
Wo Shakhs Aakhir Mujhe Be-Jaan Kar GayaP
6)Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai…
Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai…
Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye…
Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai…
Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo…
Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai…
Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein…
Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai…
7)Bara dushwaar hota hai
Zara sa faisla kerna
Ke
Jeevan ki kahani ko
Bayan-e-be-zubani ko
kahan se yaad rakhna hai
Kahan se bhool jana hai
kise kitna batana hai
Kis se kitna chupana hai
Kahan ro ro ke hasna hai
Kahan hans hans ke rona hai
Kahan awaz deni hai
Kahan khamosh rehna hai
Kahan rasta badlna hai
Kahan se lout ana hai
Bara dushwaar hota hai
Zara sa faisla kerna
8)Mujhse kaha khuda ne:-
Mat kar intazar is janam me.
Uska milna mushkil hai.
.
Mene Bhi kah diya:-
Lene de maza intazar ka.
Agle janam me to mumkin hai.
.
Fir usne kaha:-
Mat kar itna pyaar bahut pachtaayega.
.
Muskura ke mene kaha:-
dekhte han tu kitna meri rooh ko tadpaayega.
.
Fir usne kaha:-
Chal tujhe jannat ki hoor se milaata hu.
.
Mene kaha aa niche, dekh mere pyaar ka muskurata chehra,
jise me jannat ki hoor bhulata hu.
.
Naraaz khuda ne kaha:-
Mat bhool apni oukaat, tu sirf ek insaan hai.
.
Mene bhi keh diya:-
To mila de mujhe mere pyaar se,
or saabit kar de ki tu hi bhagwan hai...!!
9)Sir jhukaany ki aadat nahi hay,
Aansoo bahaany ki aadat nhi h,
Hm kho gaye to pachtao gay bohat,
Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay,
Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty,
Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay,
Teri yaaden aziz hen bohat,
Magar Waqt ganwaany ki aadat nahi hay,
Tum sakht Dil nikle kya gila kren hum,
Shikwa -e-dil lab py laany ki aadat nahi hay,
Bad’dua b kya kren HAQ men tumhaary?
Hamain to Dil b dukhaany ki aadat nahi hay
10)Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do
Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do
Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin
Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do
...
Zuroori nahi ki mil jaaye sukoon har kisi ko
Sare-e-bazm na aao magar benaam hi likh do
Ye jaanta hoon ki umr bhar tanha mujhko rehna hai
Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do
Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke mustahiq thahre hum
Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do..............!!!!!!
11)Juda hone ka andesha’ juda honE se pehle tha,
Wo mujh se intehai khush’ khAfa hone se pehle tha,
Junoon ka doar guzra to mujhe b bhool betha wo,
Namaz-e-ishq tha lekin, qaza hone se pehle tha,
Main kese soch sakta tha mujhy wo chor jayega,
Bohat hi ba’wafa wo bewafa hone se pehle tha…
12)Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai…
Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai…
Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye…
Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai…
Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo…
Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai…
Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein…
Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai…
13)Rukhsat Hua To Meri Baat Maan Kar Gaya
Jo Us K Paas Tha Wo Mujhe Daan Kar GayaP
Bichra Wo Is Ada Se K Rutt Hi Badal Gayi
Ek Shakhs Saary Shehr Ko Weraan Kar GayaP
Dil-Chasp Waqia Hai K Kal Ek Aziz Dost
Apny Mafad Par Mujhe Qurban Kar GayaP
Kitni Sudhar Gayi Hai Judai Mein Zindagi
Wo Bewafai Kar K Mujh Par To Ehsaan Kar GayaP
Main Baat Baat Pe Kehta Tha Jisko JAAN ....
Wo Shakhs Aakhir Mujhe Be-Jaan Kar GayaP
14)Merey Barey Main Hawaoon Se Wo Kab Pochey Ga...
Khak Jab Khak Main Mil Jaye Gi Tab Pochey Ga...
Gher Basaney Main Khatra Hai K Gher Ka Malik ...
raat Main Dair Se Aaney Ka Sabbeb Poche Ga...
Apna Ghum Sab Ko Batana Hai Tamasha Karna...
Hal -e-dil Us Ko Sunain Gey Wo Jab Pochey Ga...
Jab Bicherna Bicherna Bhi To Hanstey Howey Jana Warna...
Her Koi Rooth K Janey Ka Sabeb Pochey Ga...
Hum Ne Lafzoon K Jahan Daam Lagey Baich Dia...
Dhair Pochey Ga Hameein Ab Na Adab Pochey Ga
15)Mujh Se Mat Pooch K kiyon Aankh Jhuka Li Maine
Teri Tasveer Thi Tujh Se Hi Chupa Li Maine,
Jis Pe Likha Tha K Tu Mere Muqdar Mein Nahi
Apne Mathay ki woh Tehreer Hi Mita Li Maine,
Ghere Rehti Hai Mujhko Ek Anokhi khushbu
Teri Yaadon Se Har Ek Saans Sajaa Li Maine,
Jis K Sheron ko wo Sun K Bohot Roya Tha
Bas Wohi Ek Gazal Sab Se Chupaa Li Maine...
16)Mujhe Ab nend ki
Talaash Nahii....
Raaton Tak Jaagna Acha
Lagta hai....
Mujhe Nahii Malum K
Wo Meri Kismat Me hAi Ya Nahii...
Magar KHuda Se Usy
Mangna Accha Lagta hai...
Pata Nahin Mujhe Haq H
Yaa Nahii,
Pr Uski Parvah Krna Acha Lagta h..
Usy Pyar Karna Sahi Hai
Ya nahi,
Per Is Ehsas Mein Jeena
Acha Lagta Hai..?
Kabhi Hum Sath HOge Yaa Nahii,
Par Yeh Khwaab Dekhna
Acha Lagta hai...
Wo Mera Hai Yaa nhii,
Per Usy Apna Kahna
Achaa Lagta Hai...
17)Sad English Poems
So Long For Now
You look so peaceful lying there
With your hands folded upon your chest.
You look like you are sleeping
But you are at eternal rest.
So Long For Now.
Not a hair out of place,
Your make-up nicely done,
A beautiful smile upon your lips -
For now you are with Absalom.
When someone special passes on
It does not mean they are gone,
Though they are no longer with us
Their memory still lives on.
It hurts so much to lose a friend -
Especially one that is trustworthy and kind.
Nan Legge, you were that special friend,
A rare and special find.
18)Silence builds an awful wreckage of a girl
It feeds on loneliness and creates a void
Gray shadows haunt and torment and torture
A teenager is stricken and destroyed
There is no sound of laughter or happiness here
The little one has thrown in the towel today
Somber, melancholy moods decay the soul
It is futile to hope and dream and pray
Emptiness builds a home in this woman
In this girl, this child where hollows have bred
A deepening sea of nowhereness consumes
And eats away at every connecting thread
Confusion feeds like a savage inside her,
Leaving nothing considered worthy remains
Destined to walk through life less ordinary
Alone, exiled, different and disdained.
19)Wanting,
lusting,
to be held,
to be loved,
to feel warmth,
to feel your beating heart.
Wanting to be sheltered from the cold,
heartless winds.
Falling into invisible arms;
into an abyss of love.
Wishing,
hoping,
that my desires will be filled;
my desires of loving warmth.
Wanting to be held,
comforted,
loved.
Dreaming of passionate embraces,
of tender kisses,
loving words,
romantic nights.
Waiting for undying love.
20)Your beauty intoxicates all you encounter,
Yet you fail to notice,
This is your blunder,
You've had a rough time,
Though now it is over,
But yet you continue clinging to what is left over,
And in doing this your depression grows deeper,
Pulling you apart at the seams,
Causing you to unravel and fall to you knees,
Pondering desperately: "How much worse can it be? "
To ease your mind of your terrible burden,
You bargain with Satan (as if he cares),
Giving you a release, in turn for your soul:
That you believe tarnished and not worth much at all,
When all of your friends have been with you till now,
But here comes the crossroads up ahead,
They give you a choice: "Stand tall or fall down."
You have your beauty and charm,
Your intelligence and grace,
Good friends and your health,
What more does it take for you?
21)Every new beginning,
comes from some beginnings end.
Every time you kill me,
I am born again.
Every time you close that door,
Another door is opened.
And every time you say goodbye,
a different word is spoken.
Every time you look at me
my back is facing you,
And every time you ask to see me
I'll have something else to do.
Every time I join your game,
You're not playing fair,
And every time I really love you,
I pretend that I don't care.
22)I keep waiting for the phone to ring
Yet I know it won't be you;
I try to fill my life with busyness
Yet all I do is think of you.
What became of us
And all our dreams and plans;
How could you turn and walk away
As I watched our castles turn to sand?
Do you never even miss me
Don't you long to caress my face;
How could you forget so easily
And You I can't erase?
I want to be in your arms again
To see the laughter in your eyes;
But I guess the joke's on me
And Oh! Was I surprised!
23)She remembers it all,
All the people who had said
They cared, but did they really?
She remembers it all,
The sound of laughter and
How happy she'd been, but was she really?
She remembers it all,
His arms around her and
He said "I love you," but did he really?
She remembers it all,
The pain she'd felt when he left,
How her heart ached, but was it really?
She remembers it all,
The feeling of being so alone,
The feeling no one cared, but did they really?
But now they'll remember her,
Staring at the knife in her hand
How easy to slit her wrists, but will she really?
24)At first, remember how you promised?
It would be soft and tender,
A loving feeling to remember.
But, instead . . .
You made me feel like a whore,
My body laid out in front of your eyes to adore.
And I wondered how this could be,
We were finally together, you and me.
I was only a piece of flesh,
No loving thing,
And that was the night this angel was stripped of her wings.
You hurt me, caused pain
And what was I to gain?
This tiny life that is inside,
When I found out I could have died.
Something that once had the chance to be so sweet,
Turned out to be nothing to you but a piece of meat.
The pain I felt,
My heart you made melt.
This pain can never be recovered,
Because I will always have a reminder of my first lover.
Something he will not see for a while.
He does not know that we made a child.
25)My belt loosens slowly.
Reminders of you stay fresh
in murky ponds of suffocating tadpoles.
Wake me in the morning,
when the sun shines again.
It's frightening when all I know
falls apart.
And all I know is you.
Hunger squeezes me tighter.
My soul sags with exhaustion.
Ashtrays fill with sleepless nights.
Weeping intensifies my anxiety.
Can tomorrow come without you...
here today?
The cheap chandelier falls on my face.
The rose filled lamp explodes in my hands.
Pain is unrecognizable.
All I knew was you.
======================== 1)Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye, Zindagi ki akhari sham aa jaye, Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab, Hamari zindagi apke kam aa jaye… 2)Chand Ki Chandni Ne Ek Paalki Banayi Hai,
Aur Ye Paalki Humne Bade Pyaar Se Sajayi Hai,
Dua Hai Ye Hawa Tujhse Zara Dheere Chalna,
Mere Pyaar Ko Badi Pyaari Neend Aayi Hai…
3)Aakash ke taro me khoya hai jaha sara,
Lagta he pyara ek ek tara,
Un taro me sabse pyara hai ek sitara,
Jo is wakt pad raha hai sms hamara…
4)Zamane bhar ki bato me hame bhula mat dena,
jab kabhi yaad aye to zara muskura dena,
agar zinda rhe to milenge dost
warna is bande ko bhool mat jana…
5)Dosti ka rishta purana nahi hota,
isse bada khajana nahi hota,
dosti to pyar se bhi pavitra hai,
kyuki isme koi pagal ya dewana nahi hota…
6)Jannat main rehne waali pari ho tum
meri jaan,meri zindigani ho tum
yaro main beth ker jo suna tay hain
meri jaan woh kahani ho tum…
7)Ishq Mohbat to hazaro karte he
Gum aur judai se sabhi darte he
hum to na Ishq karte he na mohbat bus
DOST ki ek SMILE k liye SMS karte hai…
8)Wafa Ka Dariyaa Kabhie Rukta Nahin
Ishq Mein Premi Kabhi Jhukta Nahin
Khamosh Hain Hum Kisi Ke Khushi Ke Liye
Na Socho Ke Hamara Dil Dukhta Nahin!
9)Dil Ki Dhadkan Ko Dhadka Gaya Koi
Mere Khawabon Ko Mehka Gaya Koi ,
Hum To Anjanay Raston Pe Chal Rahay The
Achanak Hi Pyar Ka Matlab Sikha Gaya Koi..!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
10)Humne Socha Shayad Hum hi chahte hain unko,
Par unhe chahne walon ka to kafila nikla,
Dil ne kaha shikayat kar KHUDA se,
Par Khuda bhi unka chahnewala nikla…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
11)Ek tumko hame yaad karneki fursat nahin,
Ek hamko tumhe bhulane ki aadat nahin,
Tumhe bhulake jiye bhi to kaise,
Sanso ke bina jeene ki aadat bhi to nahin.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
12)Yun to zindagi me ajeeb se mod aynege,
Kabhi khushi to kabhi gam layenge,
Rakhna hamesha khud ka khayaal,
Kyoki aap hasenge to hum bhi muskurayenge
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
13)Chandini rato me sara jahan sota hai,
Lekin kisi ki mohabbat me koi bad naseeb rota hai,
Khuda, kisi ko mohobbat me fida na kare,
Agar kare to qyamat tak juda na kare.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
14)Behte ashkon ki zuban nahi hoti,
Lafzon mein mohabbat bayaan nahi hoti,
Mile jo pyar to kadar karna,
Kismat har kisi par maherban nahi hoti.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
15)Dil ko dhadakne se pahale,
Dost ko dosti se pahale,
Pyar ko muhabt se pahale,
Khusi ko gam se pahale aur ap ko
5 din pahale HAPPY Pongal 2010
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
16)Aapki Muskurahat ne hame behos.
Aapki Muskurahat ne hame behosh kar diya,
Hum Hosh me aane hi waale the,
Ki Aapne fir se muskura diya.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
17)Log apno se rista bhi toud dete hai,
Gairo ka daman tham lete hai,
Hum to ek phool bhi na toud paye,
Log to dil bhi kaise toud dete hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
18)Pyar ka deepak jala kar to dekho,
Mohabbat ki duniya sasa kar to dekho;
Tumhe ho na jaye mohbbat humse to kahna,
Ek baar najare mila kar to dekho
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
19)Humne bhi pyar kiya tha
Thoda nahin bemeesaal kiya tha,
Meri to duniya hi badal gai,
Jab wo hash kar bole,
Are paagal maine to majak kiya tha;
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
20)Wo mujhse najare milati rahi,
Meri zindgi se khelti rahi,
Nahi aai wo meri zindgi ki jheel me,
Bas kinaare pe baith kar patthar fenkti rahi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
21)Hum yaad hai to thik hai,
Varna bhula dena,
Hui ho koi khata to saja dena,
Vaise to hum kore kagaz ki tarah hai,
Mann ho to kuchh likhana varna jala dena
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
22)Tum agar gulab hote to toud leta,
Tum agar sawal hote to jawab deta,
Log jaante hai ki main peeta nahin hoon,
Phir bhi pi leta agar tum sharab hote !
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
23)Mat pucho mere dil se tanhai me
Kitne pegam likhata hu,din ko likhta hu,
Raat ko likhta hu, subhah ko likhta hu,
Shaam ko likhta hu, wo kalam bhi pagal ho gai
Jisse tuhara naam likhta hu |
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
24)Aakhe kabhi nam na ho,
Zindagi me koi gum na ho,
Daman khushiyo bhar jaye,
Chahe un khushiyo hum shamil na ho.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
25)Tamnna se nahi tanhai se darte hai,
Pyar se nahi rusbai se darte hai,
Milne ki to bahut chahat hai,
Par milan ke baad ki judai se darte hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
26)Hoth Hai Chalakta Zaam,
Nigahen Hai Jaise Nasha Ki Pyali,
Zulfen Hai Jaise Ghata Nirali,
Ay Hasina,Teri Surat Hai Bholi Bhali,
Sambhaal Ke Rakhna Isey,
Warna Chura na Le Jaye Kahi,
Teri He Gali Ka Mawaali..
27)Ruthane Ka Hak Aap Rakhte Hain
Manane Ki Chahat Ham Rakhte Hain,
Aapke Hoton Pe Muskurahat Yoon Hi Bani Rahe
Yahi Dua Rab Se Hum Roz Karte Hai…
28)Waqt guzrega hum bikhar jayenge,
kaun jane k hum kidhar jayenge….
Hum apki parchayi hain yaad rakhna,
jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge…
29)Dil Se Dur Jinhe Hum Kar Na Sake
Paas Bhi Unhe Hum Kabhi Pa Na Sake
Mita Diya Pyar Jisne Hamara Dil Se
Hum Unka Naam Likh Kar Bhi Mita Na Sake…
30)Har baat samjhane ke liye nahi hoti,
Zindagi aksar kuch paane ke liye nahi hoti,
Yaad aksar aati hai aapki,
Par har yaad jatane ke liye nahi hoti.
31)Koi chand se mahobbat karta hai
Koi suraj se mahobbat karta hai,
Hum unse mahobbat karte hai
Jo hum se mahobbat karte hai…
32)Ye shayari likhna unka kaam nahi,
Jinke dil aankhon mein basa karte hai.
Shayari toh voh sakhas likhte hai,
Jo sharab se nahi, kalam se nasha karte hai…
33)Kehete hai pyar karne wale pagal hote hai
Aur jinka dil gehere pyar mein dooba hota hai
Aur jo bhi kuch bol dete hai
Wo khud ba khud shayari ban jati hai…
34)Ishq me maut se darta kaun hai,
pyar to ho jata hai karta kaun hai.
Aapke liye to puri duniya hai kurbaan,
aur aap kehte ho ki aapki fikr karta kaun hai…
35)Aapki muskan hamari kamzori hai
Keh na pana hamari majboori hai
Aap kyon nahi samajhti is jazbaat ko
Kya khamoshiyon ko zuban dena zaroori hai…
36)Kuch sochun to tera khayal aa jaata hai,
Kuch bolun to tera naam aa jaata hai,
Kab tak chupaon dil ki baat,
Uski har ada par mujhe pyaar aa jaata hai…
37)Fiza me mehakti shaam ho tum,
Pyaar me jhalakta jaam ho tum,
Seene me chupaye feerte hain hum yaadein tumhari,
Isliye meri zindagi ka dusra naam jo tum….
38)Bichadte hue yaad de jayenge,
Khud sone se pehle aapko khawab de jayenge,
Apko gila hai ki hum baat nahi karte,
Sanso ke rukne se pehle har jawab de jayenge…
39)Apna Humsafar Bana Le Mujhe,
Tera Hi Saya Hu Apna Le Mujhe,
Ye Raat Ka Safar Or Bhi Hasin Ho Jayega,
Tu Aa Ja Mere Sapno Me Ya Bula Le Mujhe…
40)Sapno Me Ek Pyara Dost Roz Aata Hai,
Sath Guzre Har Pal Ki Yaad Dilata Hai…
Dil Karta Hai Ye Lamha Yun Hi Ruka Rahe,
Par Subah Hote Hi Khwab Toot Jata Hai..
Share And Comment on this
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.