Thursday, 3 October 2013

Mere Pyar


1)E MERE PYAR TU MERA HOJA E MERE DILDAR TU MERA HOJA JAISE MAI HO KHOYA TERE PYAR MEIN TU BHI MERE DIL MEIN ESE KHOJA 

2)RAHE EK HAIN HUM DONO KI MAGAR TUM KYU DUR DUR REHETE HO KHFA TUM BHI HUMSE KUCH KUCH HOTE HO PHIR BHI HME MAJBOOR KEHETE HO 


3)HAI SAMANDAR SA GEHERA PYAR TERE LIYE MERE DIL MEIN HAI AASMA SA FAILA TERE LIYE PYAR MERE DIL MEIN HUM KHUD MIT JAYE PAR MITNE NA DE IS PYAR KO BAS YAHI DUA DENGE KE KHUSH RAHE SDA APNE YAR KO 


4)MASUM SA CHEHERA TERA PEHELI BAAR DEKH KAR MERE DIL MEIN KUCH HO GAYA TA TERA CHEHERA DEKH KAR MERE HATHO SE KUDRAT KO SAJDA HO GAYA THA K KYA KHOOB TUJHE BNAYA HAI US BNANE WALE NE E HASEEN SLAME SAJDA USKI SHAAM MEIN MERE HATHO HO GAYA THA 


5)YE MAT SOCHNA KE TUM DUR CHLE JAOGE TO TUMHE KOSENGE HUM YE MAT SOCHNA TUMSE GILA SHIKVA HUM KOI RAKHENGE PAR EK BAAR TUM BHI SOCH LENA KE MUR KAR DEKH LU US BADNSEEB KO HUM APNI SOI KISMAT KO TERE KADMO KE MURNE SE HI PARKHENGE 


6)Woh Hamare Nehi To Kya Gam Hai...... . Hum To Oonhi KeHain,Yeh Kya Kam Hai...... Na Gam Kam Hai, Na Ansu Kam Hai...... . Dekhte Hain Rulane Walo Mein Kitna Dum Hain...... 


7)Maut ke aagosh mein sone ko jee karta hai, Dil to kho diya ab jindagi khone ko jee karta hai, Uski yaad aati hai jab bhi mujhe Naa jaane kyu, kahi pe tanha baith ke rone ko jee karta hai.. 


8)Dil Ne Jo Chaha Aaj Tak Naa Paaya, Jhooti Muskan Se Humne Hmesha Gum Chupaya...!! . Vaise To Har Insan Takdeer ko Azmata Hai, Ek Hum Hai Jise Har Bar Takdeer Ne Aazmaya...!! 


9)Nahi Hai Honsla Mujh Mai Tumhain Khony Ka Par Sun Lo... Ye Dunia Mujhy Kho Dy Gi Agar Tum Kho Gaie Mujh Se.....!! 


10)Kabhi dil ko kabhi shamma ko jala kar roye, teri yaad ko dil se laga kar roye. Raat ki god mein jab so gayi duniya sari, chand ko teri tasveer banaker roye 


11)Bada Sath Dene Ka Vada Kiya Tha, Sikwa Sehne Ka Vada Kiya Tha, Agar Wo Hume Bhulakar Khush Hai To Koi Gham Nahin Kyunki Humne To Unko Khush Rakhne Ka Wada Kiya Tha. 


12)Hum laga baithe the dil patthar se toot gaye yeh khuda ki Raza hai Unglian dubi Hai apne hi Khoon Mein Yeh kaanch K tukde Uthane Ki Saza Hai. 


13)Wo Samne Aakar Kabhi Mila Bhi Nhi Mai Milne Jaau, Itna Hausla Bhi Nhi Wo Mangta Hai Chamak Sitaaro Ki Aur Mere Paas Mitti Ka Diya Bhi Nhi 


14)Har Zakham ki Aaghosh mein hy Dard Tumhara, Har Dard mein Taskeen ka Ehsas bhi Tum ho,,,,! 


15)Hamne Socha Tha Ke Batayenge use Dukh Dard apne,,, Usne To Itna Bhi Na Puchha Ke Udas Kyun Ho tum,,,! 


16)Tute khawbao ko phir sajana aata hai,Ruthe dil ko manana aata hai,,, Aap hamare gum ko dekhkar pareshaan na ho,Humein to dard mein bhi muskarana aata hai,,, 


17)Premi apne premika ki zulfon me aisa khoya ke . behosh ho gaya............ . . . Jab hosh aya to romantic ho kr pucha. .. .. .. jaan! . . KASAM SE Nahati kyon nhi ho.? 


18)tor diye haiN maiN Ne ghar k sabhi aaiNay,,, ishq meiN thukraye howe log mjh se ab dekhay Nahi jate,,,!!! 


19)Tum Se Bichrrey to Maloom Hua k Mout Bhi koi Cheez Hai Ghalib Zindigi to Woh Thi Jo Hum Teri Mehfil mein Guzaar Aaye,,,, 


20)Kuch likhu me aj waqt ka takaja h,Dil ko mila jakhm abhi taja h,Gir padte hai ansu kuch likhne se pehle,Lagta h kalam me syahi kam,Mere dil me dard jyada hai. 


21)Log kahte hain ki ladkiyan zindagi hoti he ..maut nahi.? pr log ye kyu bhool jate hain ki dhoka to zindagi hi deti hai.. maut nahi. 


22)Badi der hui koi shakhs rulane nhi aaya, Jalti hui aankhon ko bujhane nhi aaya, Kehta tha k sath jiyenge marenge, Ab ruth gaye hain to manane nahi aaya... 


23)Saari duniya to thi mere janaaje ke piche, Ek vo hi nahi tha mere janaaje ke piche, Ho bhi to kaise, Uska janaaja bhi tha mere janaaje ke peeche.. 


24)Sapne saare tod kar baithe He Dil ka armaan chhor kar baithe He Na kijiye humse wafa ki baatein Abhi-abhi dil ke tukde jod kar baithe He... 


25)Bare Sukoon Se Wo Rehta Hy Aaj Kal Mere Bina Jese Kisi Uljhan Se Chutkara Mil Gaya Ho Use.... 


26)Hum Dono Mil Bethein Gey To Raat khoob Guzery Gi... Tanhai Ka Yeh Kehna, Bohat Achha Laga Mujhe 


27)Who aate to hain magar tan se nahi, who bhethe to hain magar man se nahi, kaun kehta hai ki who pyaar nahi karte, karte to hain magar humse nahi. 


28)Log poochtey hen kyon surkh hen tumhari Aankhen, Hans k keh deti hon raat so na saki, Lakh chahon bhi magar yeh keh na sakon, Raat ronay ki hasrat thi magar ro na saki. 


29)hume ashko se zakhmo ko dhona nhi aata, milti hai khushi to use khona nhi aata, seh lete hai har gum muskura kar, lekin log kehte hai hume rona nhi aata... 


30)When I look at you, my heart skips 1 beat but later that beat could mean a lifetime of tears wasted on some thing i knew i could never have! 


31)Log puchte hai k kyu hum dono ka sath jyada banta nahi hai hum kehete hai ke hume kasme dene mein mza aata hai unhe torne mein 


32)purkar vo nahi jo bin kahe bhi sun li jaye mohobbat mein pukar to vo hai jo chahne wale ko hmari aankho se bhi bulati hai 


33)Zindagi sirf mohabbat nahi,kuch aur bhi hay zulf-o-rukhsar ki jannat nahi,kuch aur bhi hay bhool-o-aflas ki is maari hui dunya main ishq hi ek haqiqat nahi,kuch aur bhi hay ... 


34)Kaash banaane waale ne dil kaanch ke banaaye hote, Kasam khuda ki todne waale ke haatho me jakhm to aaye hote 


35)Barisho k mosam main tum ko yaad KRNe ki adatein porani hain. Ab k bar socha ta adatein badal dalein. Pher khayal aya keh adatein badalne se barishein nahi thamti. 


36)Hum mai tou khair Himmat hai Dard Sehnay ki , Tum Itnay Dard daitay ho thuk nahi jatay ?? 


37)Mera haq hai ke mujhe toot ke chaha jaye..! Is liye tujh se mohabbat nahin mangi maine....!! 


38)Jab chote the toh Zor Zor se Rote the jo pasand h use Paane ke liye . . Aaj bade ho gaye toh chupke chupke rote hai jo pasand hai use bhulane ke liye 


39)Uth uth ke kisi ka Intezar Kar ke dekhna, Tum kabhi kisi se Pyar Kar ke dekhna, Kaise toot te hai mohbbaton ke Rishte, Galtiyan kabhi 2-4 kar ke dekhna, Zindagi ka falsafa samjhna hai to, Barish mein Kachi deewar khadi karke dekhna, Nafrat ho jaye gi tumhe bhi is duniya se, Mohabbat kisi se beshumar kar ke dekhna.......!!! 


40)Hum to isliye kabhi padh nhi paye doston . . . . . . . . . . Humari janu 1st aati thi aur wo second aa jaye ye, hume gawara nhi tha Warna bande hum bhi 440 volt wale the 




============================================== 



1)Chale Jaana Magr Thehro Zara, Is Pair Ki Sargoshiyan Sun Lo Ye Kehtaa Hai, K Aage Dhoop Hai, Tum Meri Chhaon Saath Le Jao, Hare Mausam Jb Aayenge, Me Tumko Khushbuen Bhejunga, Meri Shaakh Aankhen Barg Aansu Roeynge, Me Janta Hoon, Jb Hawa Hi Pr Bane To Phir Parinde Rokne Se Ruk Nahi Paate, Chale 

Jaana, Magr Thehro Zara, Ye Lawn Tm ko Yaad Krta Hai, Yahan Shaam Ka Suraj Or Hamare Geet Ki Lai Aaj Tanhai Hai, Tumhare Qehqahon K Phool Soukhi Tehnion P Jhulte Hain, Titliyan Basi Dhuno Par Raqs Karti Hain, Sadaayen Bujh Gayi Hain, Door Tak 

Ye Dhoop Hi Dast-E-Dua Hai, Or Hawaeen Narm Lafzon Ki Tarah Koi Duaa Tashkeel Deti Hai, Chale Jaana, Magr Thehro Zara, Ye Dar Ye Deewar Judai Ki Lughat Hai, In Pe Likhe Lafz Ko Parh Lo, K In Bosedaah Deewaron Ki Aankho Mein Tmhare Aks Roshan Hain, Inhe Achhi Tarah Dekho, K Ik Din Tm Inhi Akson Ki Jaanib Lautna Chahoge, Lekin Waapsi K Saare Raaste Band Paoge, Chale Jana, Magr Thehro Zara, Par Kya?????? Thek Hai Chale Jaiye. Chale jaiye... 


2)Socha Tha Ki Hum Tumhe Toot Kar chahenge Tumko Chaha Bhi Bahut Aur Hum Toote Bhi Bohut P Socha Tha Ki Hum Khushbu Bankar Rahenge Hum Mehke Bhi Bahut Aur Bikhre Bhi Bahut P Socha Tha Ki Hamesha Tumhare Dil Me Rahenge Dil Toota Aur Mere Armaan Nikle Bhi Bahut P Socha Tha Ki Tumse Pyar Karna Sikh lenge Aur Humne Tumhara Naam Kagaz Pe Likha Bhi Bahut.  


3)Meri kismat ke har ek panne pe Mere jeete ji baad marne ke Mere har ik kal har ik lamhe me Tu likh de mera usey..P Har kahaani me saare qisson me Dil ki duniya ke sacche rishton me Zindagani ke saare hisso mein Tu likh de mera usey.P Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana Aye Khuda aye Khuda jab bana uska hi bana.. 


4)Woh kehti hai Mere hathon ki mehndi meinP Meri ankhon ke kaajal mein Mere honthon ki laali mein P Meri zulfon ke aanchal mein Jane jaan Har ek cheez adhoori hai P Ke jese Tum mere bina Aur Mein tere bina 


5)Rukhsat Hua To Meri Baat Maan Kar Gaya Jo Us K Paas Tha Wo Mujhe Daan Kar GayaP Bichra Wo Is Ada Se K Rutt Hi Badal Gayi Ek Shakhs Saary Shehr Ko Weraan Kar GayaP Dil-Chasp Waqia Hai K Kal Ek Aziz Dost Apny Mafad Par Mujhe Qurban Kar GayaP Kitni Sudhar Gayi Hai Judai Mein Zindagi Wo Bewafai Kar K Mujh Par To Ehsaan Kar GayaP Main Baat Baat Pe Kehta Tha Jisko JAAN .... Wo Shakhs Aakhir Mujhe Be-Jaan Kar GayaP 


6)Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai… Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai… Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye… Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai… Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo… Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai… Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein… Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai… 


7)Bara dushwaar hota hai Zara sa faisla kerna Ke Jeevan ki kahani ko Bayan-e-be-zubani ko kahan se yaad rakhna hai Kahan se bhool jana hai kise kitna batana hai Kis se kitna chupana hai Kahan ro ro ke hasna hai Kahan hans hans ke rona hai Kahan awaz deni hai Kahan khamosh rehna hai Kahan rasta badlna hai Kahan se lout ana hai Bara dushwaar hota hai Zara sa faisla kerna 


8)Mujhse kaha khuda ne:- Mat kar intazar is janam me. Uska milna mushkil hai. . Mene Bhi kah diya:- Lene de maza intazar ka. Agle janam me to mumkin hai. . Fir usne kaha:- Mat kar itna pyaar bahut pachtaayega. . Muskura ke mene kaha:- dekhte han tu kitna meri rooh ko tadpaayega. . Fir usne kaha:- Chal tujhe jannat ki hoor se milaata hu. . Mene kaha aa niche, dekh mere pyaar ka muskurata chehra, jise me jannat ki hoor bhulata hu. . Naraaz khuda ne kaha:- Mat bhool apni oukaat, tu sirf ek insaan hai. . Mene bhi keh diya:- To mila de mujhe mere pyaar se, or saabit kar de ki tu hi bhagwan hai...!! 


9)Sir jhukaany ki aadat nahi hay, Aansoo bahaany ki aadat nhi h, Hm kho gaye to pachtao gay bohat, Hamaari Lout k Aany ki aadat nahi hay, Terey dar pay Muhabbat k sawali ban jaaty, Lekin Haath phelaany ki aadat nahi hay, Teri yaaden aziz hen bohat, Magar Waqt ganwaany ki aadat nahi hay, Tum sakht Dil nikle kya gila kren hum, Shikwa -e-dil lab py laany ki aadat nahi hay, Bad’dua b kya kren HAQ men tumhaary? Hamain to Dil b dukhaany ki aadat nahi hay 


10)Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do ... Zuroori nahi ki mil jaaye sukoon har kisi ko Sare-e-bazm na aao magar benaam hi likh do Ye jaanta hoon ki umr bhar tanha mujhko rehna hai Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke mustahiq thahre hum Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do..............!!!!!! 


11)Juda hone ka andesha’ juda honE se pehle tha, Wo mujh se intehai khush’ khAfa hone se pehle tha, Junoon ka doar guzra to mujhe b bhool betha wo, Namaz-e-ishq tha lekin, qaza hone se pehle tha, Main kese soch sakta tha mujhy wo chor jayega, Bohat hi ba’wafa wo bewafa hone se pehle tha… 


12)Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai… Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai… Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye… Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai… Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo… Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai… Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein… Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai… 


13)Rukhsat Hua To Meri Baat Maan Kar Gaya Jo Us K Paas Tha Wo Mujhe Daan Kar GayaP Bichra Wo Is Ada Se K Rutt Hi Badal Gayi Ek Shakhs Saary Shehr Ko Weraan Kar GayaP Dil-Chasp Waqia Hai K Kal Ek Aziz Dost Apny Mafad Par Mujhe Qurban Kar GayaP Kitni Sudhar Gayi Hai Judai Mein Zindagi Wo Bewafai Kar K Mujh Par To Ehsaan Kar GayaP Main Baat Baat Pe Kehta Tha Jisko JAAN .... Wo Shakhs Aakhir Mujhe Be-Jaan Kar GayaP 


14)Merey Barey Main Hawaoon Se Wo Kab Pochey Ga... Khak Jab Khak Main Mil Jaye Gi Tab Pochey Ga... Gher Basaney Main Khatra Hai K Gher Ka Malik ... raat Main Dair Se Aaney Ka Sabbeb Poche Ga... Apna Ghum Sab Ko Batana Hai Tamasha Karna... Hal -e-dil Us Ko Sunain Gey Wo Jab Pochey Ga... Jab Bicherna Bicherna Bhi To Hanstey Howey Jana Warna... Her Koi Rooth K Janey Ka Sabeb Pochey Ga... Hum Ne Lafzoon K Jahan Daam Lagey Baich Dia... Dhair Pochey Ga Hameein Ab Na Adab Pochey Ga 


15)Mujh Se Mat Pooch K kiyon Aankh Jhuka Li Maine Teri Tasveer Thi Tujh Se Hi Chupa Li Maine, Jis Pe Likha Tha K Tu Mere Muqdar Mein Nahi Apne Mathay ki woh Tehreer Hi Mita Li Maine, Ghere Rehti Hai Mujhko Ek Anokhi khushbu Teri Yaadon Se Har Ek Saans Sajaa Li Maine, Jis K Sheron ko wo Sun K Bohot Roya Tha Bas Wohi Ek Gazal Sab Se Chupaa Li Maine... 


16)Mujhe Ab nend ki Talaash Nahii.... Raaton Tak Jaagna Acha Lagta hai.... Mujhe Nahii Malum K Wo Meri Kismat Me hAi Ya Nahii... Magar KHuda Se Usy Mangna Accha Lagta hai... Pata Nahin Mujhe Haq H Yaa Nahii, Pr Uski Parvah Krna Acha Lagta h.. Usy Pyar Karna Sahi Hai Ya nahi, Per Is Ehsas Mein Jeena Acha Lagta Hai..? Kabhi Hum Sath HOge Yaa Nahii, Par Yeh Khwaab Dekhna Acha Lagta hai... Wo Mera Hai Yaa nhii, Per Usy Apna Kahna Achaa Lagta Hai... 


17)Sad English Poems So Long For Now You look so peaceful lying there With your hands folded upon your chest. You look like you are sleeping But you are at eternal rest. So Long For Now. Not a hair out of place, Your make-up nicely done, A beautiful smile upon your lips - For now you are with Absalom. When someone special passes on It does not mean they are gone, Though they are no longer with us Their memory still lives on. It hurts so much to lose a friend - Especially one that is trustworthy and kind. Nan Legge, you were that special friend, A rare and special find. 


18)Silence builds an awful wreckage of a girl It feeds on loneliness and creates a void Gray shadows haunt and torment and torture A teenager is stricken and destroyed There is no sound of laughter or happiness here The little one has thrown in the towel today Somber, melancholy moods decay the soul It is futile to hope and dream and 


pray Emptiness builds a home in this woman In this girl, this child where hollows have bred A deepening sea of nowhereness consumes And eats away at every connecting thread Confusion feeds like a savage inside her, Leaving nothing considered worthy remains Destined to walk through life less ordinary Alone, exiled, different and disdained. 

19)Wanting, lusting, to be held, to be loved, to feel warmth, to feel your beating heart. Wanting to be sheltered from the cold, heartless winds. Falling into invisible arms; into an abyss of love. Wishing, hoping, that my desires will be filled; my desires of loving warmth. Wanting to be held, comforted, loved. Dreaming of passionate embraces, of tender kisses, loving words, romantic nights. Waiting for undying love. 


20)Your beauty intoxicates all you encounter, Yet you fail to notice, This is your blunder, You've had a rough time, Though now it is over, But yet you continue clinging to what is left over, And in doing this your depression grows deeper, Pulling you apart at the seams, Causing you to unravel and fall to you knees, Pondering desperately: "How much worse can it be? " To ease your mind of 


your terrible burden, You bargain with Satan (as if he cares), Giving you a release, in turn for your soul: That you believe tarnished and not worth much at all, When all of your friends have been with you till now, But here comes the crossroads up ahead, They give you a choice: "Stand tall or fall down." You have your beauty and charm, Your intelligence and grace, Good friends and your health, What more does it take for you? 

21)Every new beginning, comes from some beginnings end. Every time you kill me, I am born again. Every time you close that door, Another door is opened. And every time you say goodbye, a different word is spoken. Every time you look at me my back is facing you, And every time you ask to see me I'll have something else to do. Every time I join your game, You're not playing fair, And every time I really love you, I pretend that I don't care. 


22)I keep waiting for the phone to ring Yet I know it won't be you; I try to fill my life with busyness Yet all I do is think of you. What became of us And all our dreams and plans; How could you turn and walk away As I watched our castles turn to sand? Do you never even miss me Don't you long to caress my face; How could you forget so easily And You I can't erase? I want to be in your arms again To see the laughter in your eyes; But I guess the joke's on me And Oh! Was I surprised! 


23)She remembers it all, All the people who had said They cared, but did they really? She remembers it all, The sound of laughter and How happy she'd been, but was she really? She remembers it all, His arms around her and He said "I love you," but did he really? She remembers it all, The pain she'd felt when he left, How her heart ached, but was it really? She remembers it all, The feeling of being so alone, The feeling no one cared, but did they really? But now they'll remember her, Staring at the knife in her hand How easy to slit her wrists, but will she really? 


24)At first, remember how you promised? It would be soft and tender, A loving feeling to remember. But, instead . . . You made me feel like a whore, My body laid out in front of your eyes to adore. And I wondered how this could be, We were finally together, you and me. I was only a piece of flesh, No loving thing, And that was the night this angel was stripped of her wings. You hurt me, caused pain And what was I to gain? This tiny life that is 


inside, When I found out I could have died. Something that once had the chance to be so sweet, Turned out to be nothing to you but a piece of meat. The pain I felt, My heart you made melt. This pain can never be recovered, Because I will always have a reminder of my first lover. Something he will not see for a while. He does not know that we made a child. 

25)My belt loosens slowly. Reminders of you stay fresh in murky ponds of suffocating tadpoles. Wake me in the morning, when the sun shines again. It's frightening when all I know falls apart. And all I know is you. Hunger squeezes me tighter. My soul sags with exhaustion. Ashtrays fill with sleepless nights. Weeping intensifies my anxiety. Can tomorrow come without you... here today? The cheap chandelier falls on my face. The rose filled lamp explodes in my hands. Pain is unrecognizable. All I knew was you.

Share And Comment on this



No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.