Hi Dosto Mera Naam Anu Hai. baat undino ki ha ma jab 11th me thi ma bahat achi stdnt thi baba ki sabse ladli beti thi sabse pyari beti phir meri jendegi me koi aaya jo mujhe badal ke rakh diya mujhe pyar byar pasand hi nai tha yeh sab bakwas lagta tha dhoka jhutgta tha jab mera 11th ka starting hua tha usi saal woh apni faimly ke sath hamare colony me naya aaya the unka btech ka last year tha.woh unke gharme ek hi the to hamesa room me padai nai to laptop me. ma tutn jate waqt aur ate waqt chahe barish ho khaderahte the mujhe bahat ajib lagta tha kisi na kisi bahane se baat karne ate the ma unse normaly baat karti thi respect se woh bade the na isliye phir ek din unhone mera no liye clg me ho ya tutn din var msg karte the cls khatam hote hi ma rplz karti thi aur hum normaly baten karte the ek din aise hin bole ki mujse baat karti ho kisiko boli nai ma boli usme batane ki kya baat ha ma to sabse chat karti ho to unhone bola ma tumhe sabse alag socta hun aur tum mujhe sabke jaise sochti ho mujhe bura laga ma boli bura lagne wali kounsi baat ha to woh bole chodo kuch aur baat karte han mane kaha thik ha phir hum normaly bat karne lage phir 1din baton baton me achanak se bole ki tumhara koi b.f ha to mane bol diya ki mujhe yeh sab bilkul pasand nai yeh sab bakwas ha aaj kal koi kisise sacha pyar nai karta doston ki stry sunke to yahi lagta ha ki b.f sare har jhute hote han to unhone bola sare bf aise nai hote han mane bola jo v ho mujhe yeh sare ladke ek jaise lagte han aur aaj kal to ladkiya v kam nai han mujhe kisi pe yakin nai ha phir woh bole mujh pe v nai ma v to ladka hun mujhe ajib laga aur ma boli kya matlab toh thodi dair baad bole ma tumse pyar karta hun.ma boli majak mat karo ok bole nai ma tumse sach me bahat pyar karta hun ma boli mujhe jante ho phir v yeh kaise bol rahe ho bole ma tumhe itna pyar karta hun ki tumhe ek din yakin ho jayega ki duniya me har koi aisa nai hota mere pyar me itni takat v ha ki tum badal jaogi aur mujhe yakin karogi mujse pyar karogi bas ek bar han bol do ma sab kuch karunga jis se tumhe yakin ho jayega.paheli baar kisiki baton me sachai tha ma unki baat samajne lagi unko samajne ki kosis ki dhire dhire unki kahi hui baat sach ho gayi ma badal gayi unse pyar karne lagi aur kuch din baad unka job ho gaya woh mumbai chala gaye wanha jane ke kuch din baad unme changes aane lage jiske liye sirf ma imp thi unke liye unke doston unki faimly imp hone lagi mujhe isse koi pblm nai tha ma to khus thi lekin mujhe chodke aur sab kuch jayda imp ho gaye aur kuch din chala gaya sab thik tha majak masti hamesa ki tarha lekin pata nai achanak se kya ho gaya woh mera cl rcv nai kiye itni bar cl ki rcv nai msg itna di ek v msg ka rplz nai aur online rahte han v chat turn off rahta ha msg karo to no rplz aaj ku 2yr ho gaya ek cl nai ki msg nai.aur ab unki faimly v yanha nai ha.ma unka intejar kar rahi hun aur karti rahungi……..
--------------------------------------------------------------------------
second STORY
love story -
pyaar toh sabhi kartey hai is duniya mein magar kabhi kabhi pyaar milta hai aur nahi bhi milta kuch logo ko bewafai milti hai,aur pyaar se baney huye rishtey kaanch ki tarah tut kar bikhar jatey hai,pyaar toh dosto ehsas ka naam hai,aur jisne is ehsaas ko pa liya smjho usey duniya ki har khushi naseeb ho gayi aur jo is ehsas ko na pa saka voh duniya ka asli ehsas kar he nahi sakta…, dosto aj main apko ik aisey he ladke ki kahaani sunaney ja rha hun, ik lakda tha voh ik ladki ko bahut chahta tha ,usney kabhi kisi ladki se pyar nahi kiya tha ,magar school mein he voh ik ladki ko chaah baitha, magar ik problem thi us ladke mein voh ladka dikhne mein acha nahi tha,sabhi log uska mjaak udaya karte thee,voh ladka bahut bura mehsus karta tha is baat se ki sabhi uska mjaak udaya karte hai,uske kuh teachers bhi us par hastey thee,kabhi kabhi akele mein voh roya bhi karta tha ,lekin pyaar ik aisa ehsas hai jo insaan ko badal deta hai dosto,us ladke ne bhi pyaar kiya apne he school mein padne wali ik ladki se……, lekin voh kabhi usey btaa nahi paya ki voh us ladki se pyaar karta hai,jab bhi voh school atii usi waqt vo bhi pahunch jata tha,subaah jaldi uthna aur sirf us ladki ke liye voh roj jaldi jagta tha ….. voh ladka aur voh ladki ik he waqt school pahunch jatey thee…. ik din school mein kisi ne us ladke se bura bartaav kiya , us ladke ko niche giraa diya zameen par aur voh udaas ho gaya uska school bag gir gaya.. tab koi agey nahi aya lekin us ladki ne uski madat ki jis se voh ladka pyaar karta tha.. aur us ladke ko bhi us ladki ne danta jisne us ladke ko dhaka diya tha… apne liye apnapan dekh voh ladka bahut khush hua aur us ladke ne soch liya ki ab voh apne ap ko badlega kisi aur ke liye nahi sirf apne pyaar ke liye.. akhir usne himmat ki aur apne ap ko badla din raat usne mehnat ki ….. jab bhi voh kamjoor padta voh apne pyaar ko yaad karta akhir usne apne ap ko badla magar dosto pyar uski kismat mein nahi tha … us ladke ko yeh ehsas hua ki voh ladki uske liye bani he nahi thi pyaar uski kismat mein nahi tha exam ho rahe the us waqt aur akhri exam tha us din sabhi chodh gaye ik dusre ko school ki chutiyaan padne wali thi result aney mein time tha abhi… last year tha voh.. ladka bahut dukhi hua.. ghar jakar voh bahut roya aur dheere dheere usne us ladki ko bhulne ki koshish ki magar voh kabhi us ladki ko yeh ehsas karva he nahi ska ki voh ussey pyaar karta hai……… akhir zindagi ko phir se jeney lgaa voh… aur 2 saal tak voh dukhi he rha usney apne ap ko badal toh liya tha magar kiske liye ab kya fayda tha uske badlav ka jiske liye usne apne ap ko badla voh toh chodh gyi thi usey…. 2 saal voh dukhi he rha lekin dukhi rehne se dosto zindagi khatam nahi ho jati jeney ki umed bani rehti hai… us lakde ne bhi yehi kiya…. aur akhir kar voh us ladki ki yadoan ke sahare jiya ik baar phir se …. apne kaam mein man lgaya usne… uski ik achi jagah par job lag gyi thi lekin dosto aj bhi voh ladka us ladki ko yaad karta hai aur rone lagta hai lekin apna dukh usne aj bhi apne dil mein band karke rakha hai… aur us ladki ka voh aj bhi shukriya karta hai aur apne rab ka bhi jisney usey badla aur himmat di aur yeh ehsas bhi karvaya ki pyaar hamesha jruri nahi ki mil jaye ,pyaar toh voh ehsas hai jo mil kar bhi kabhi kabhi nahi milta …………………….. aur aj bhi tanhayi mein voh us ladki ko yaad karta hai …. yeh thi kahani us ladke ki jisne apne pyaar ke liye apne ap ko badla ” Aghosh Mein Lelo Mujhe Tanha Hoon Main Basa Lo Dil Ki Dhadkan Mein Tanha Hoon Main Jo Tum Nahin Zindagi Mein Toh Kuchh Nahin Samaa Jao Mujhi Mein Ke Tanha Hoon Main…
----------------------------------------------------------- LOVE SMS::
1)Tujhey chahtey hain be-inteha par chahna nahi aata
Ye kaisi MOHABBAT hay ki hamain kehna nahi aata
Zindagi mein aa jao hamari zindagi ban kar
ki tere bin hamein zinda rehna nahi aata
Her pal tujhey bas tujhey duaon mein mangty hein
Kya karein ki tumhare siwa kuch mangna nahi aata 2)uhi aankhon se ansu bahte nahi
Kisi aur ko hum apna kahte nahi
Ek tum hi ho jo ruk se gaye ho zindagi mein
Varna rukne ke liye hum kisi ko kahte nahI
3)Yaadon ki baharo me ek pal hamara ho
Fulon ki chaman se ek chaman humara ho
khuda kare aap jab Bhi yaad kare aapno ko
toh uss aapno me ek naam humara Bhi ho 4)Kashish dil ki har cheez bhula deti hai
Band aakhon mein bhi sapne saja deti hai
Sapno ki duniya jarur rakhna dost
Kyun ki hakikat to aksar logo ko rula deti hai 5)Ek sach
Kisi pr us had tak bhrosa karo,
Ki apko dhoka dene me use khud sharm mehsus ho.
Or
Us had tak kisi ki care karo
Ki vo khud apko khone se darne lage
6)Kis Liye Itni Saza Dete Hai Wo
Kabi Karte Hai Yad To Kabi Bhula Dete Hai Wo
Ajeeb Hai Unke Pyar Ka Silsila Yaron
Kabi Khushi Or Kabhi Apni Yaad Me Rula Dete Hai Wo 7)Wo gujar gaye mere pas se
humne kisi se koi shikwa na kiya
khuda ne hame zindagi to de di
par iss zindagi ko sanse dene wala chhin liya 8)Meri Aankhon Me Tum Ho ,Meri Saanson Me Tum
Mere Dil Me Basi Hai Jo Woh Dhadkan Ho Tum
Jo Bhi Dekhe Tujhe Woh Ho Jaye Fida
Meri Jaana Tu Mujse Na Kabhi Hona Juda 9)Mushkiloon Se Aap Ki Mulaqat Na Ho
Udas Betho Kabhi Aisi Baat Na Ho
Dua Hey Ke Khushiyoon Se Saje Zindagi Aapki
Bas Hame Pukar Lena Agar Koi Saath Na Ho 10)jisse like karte ho usse sirf bat karo…..
jisse like jada samajhte ho usse sirf dekho….
or jisse jaan se bhi jada chahte ho usse sirf mehsus karo….
kyoki ye duniya jo sabse karib hota hai usse apse bhut dur kar deti hai 11)Kaash koi khushiyon ki dukaan hoti
Aur mujhe uski pehchaan hoti
Khareed leta har khushi aapke liye
Chahe uski keemat meri jaan bhi hoti 12)Pakar tumhe sapne sach lagne laga Hai
ajnabi se the jo kabhi aaj apne lagne laga Hai
hota nahin yakin khud ki kismat par
dhadkano me bas kar woh ab hamari jaan lagne laga Hai 13)Zindagi me hamesha sabki jarurat Rakho
par kabhi kisi ki kami Nahi!
Kyuki,jarurat aur bhi koi puRi kar sakta hai,paR "KISI KI KAMI KOI PURI
Nai KAR SAKTA". 14)Ek khamosi bekrari ban jati hai
ikrar ban jati hai,pyar
karo to kabhi khamosh mat rehna
kyuki kabhi kabhi sirf ek khamoshi
zindagi bhar ka intezar ban jati hai 15)Kuch Kehne Ko Dil Karta Hai
Jise Kehte Huye Dar Lagta Hai
Aaj Propose karna Hai Keh Hi Dalte Hai
Hum Tumhein Dil O Jaan Se Zyada
Mohabbat Karte Hai 16)ab Jab Aata Hai Ye Barsaat Ka Mausam
Teri Yaad Sath Hoti Hai Humdum
Socha Is Mausam Me Tujhe Yaad Nahi Karenge
Par Fir Socha Ki Hum Baarish Ko Kaise Rok Payenge 17)Takdeer ne chaha takdeer batya
Takdeer ne humko aur tumko milaya
Kushnasib the hum ya wo pal
Jab aap jaisa pyar meri zindagi me aaya 18)Hum wo nahi jo dil tod denge
Thaam ker haath sath chod denge
Hum dosti karte hai pani or machli ki tarah
Juda karna chahe koi to hum dum tod denge 19)Wafa Ka Dariyaa Kabhie Rukta Nahin
Ishq Mein Premi Kabhi Jhukta Nahin
Khamosh Hain Hum Kisi Ke Khushi Ke Liye
Na Socho Ke Hamara Dil Dukhta Nahin! 20)Jo Wada Kiya Hai Wo Nibhana Hoga
Ek Din Laut Kar Tumhe Aana Hoga
Dil Todkar Muskura Rahe Ho Aaj
Dekhna Ek Din Tumhe Bhi Pachtana Hoga
1)Kamyabi Badi Nahi Paane Wale Bade Hote Hai.
Zakhm Bade Nahi Bharne Wale Bade Hote Hai.
Itihas K Har Panne P Likha Hai.
Dosti Badi Nahi Nibhane Wale Bade Hote Hai…
2)Gulab ki mehak bhi fiki lagti hai,
Kaun si khushbu mujme basa gayi ho tum,
Zindgi hai kya teri chehat ke siva,
Yeh keisa khawb aankho ko dikha gayi ho tum. 3)Na jane wo kaun itna haseen hoga..
Aapke haath me jiska naseeb hoga..
Koi aapko chahe ye koi badi baat nahi..
Jisko aap chaho wo khushnaseeb hoga.. 4)Bandh Lain Hath Seeney Pey Saja Lain Tum Ko
Jee Main Ata Hey Keh Taweez Bana Lain Tum Ko
Phir Tumhain Roz Sanwarain Tumhain Barhta Daikhain
Apney Angan Main Chanmbeli Sa Laga Lain Tum Ko
Is Qadar Toot Key Humain Tum Per Pyar Ata Hey
Bhar Lain Bahon Main Or Maar Hi Dalain Tum Ko
Kya Ajab C Khawahish Uthi Hey Hamarey Dil Main
Ker Key Faza Sa Hawaon Main Uchalain Tum Ko
Hey Tumharey Liyey Kuch Kuch Aisi Haqeeqat Dil Main
Apney Hathon Main Duwaon Sa Utha Lain Tum Ko
Yeh Khawahish Hey Merey Dil Ki Key Tumhain Khud Sey Zyada Chahain
Khushboo Ki Tarha Apney Man Main Basa Lain Tum Ko
Na Lagey Kisi Ki Nazr-E-Bad Tumhain Aye Merey Hamdam
Apney Dil Main Is Tarha Chupa Lain Tum Ko
5)Chiragh-e-Shab Ko Jaise, Aandhiyan Achhi nahi Lagti.
Kuchh ayse hi Humain Khush Fehmiyan Achhi nahi Lagti.
Jinhen Sone K Pinjre Me Ghiza Mil Jaya Karti hay,
Unhain Phir Umar Bhar Aazadiyan Achhi nahi Lagti.
Wo Jin K Dil Me Fasl-e-Gham Ne Dere daal Rakhe Hon,
Unhain Pholon Pe Bethi Titliyan Achhi nahi Lagti.
Mera Dil Chahta Hai K Unhain Aaina Dikhaon M0HSIN,
Wo Jin Ko Dosron Ki Khobiyan Achhi nahi Lagtien 6)Boht ajeeb hain ye bandishain muhabbat ki faraz,
Na uss nay qaid main rakha na hum faraar hoe……….
Wo Tu Milta Hay Mujhse Mehdood Se Lamhon Me Faraz
Yeh DIL Hay Kitni Fursat Se Sochta Hay Usay
Saleeqa Ho Agar Bheegi ANKHON Ko Parrehnay Ka FARAZ
To Behtay Howe AANSU Bhi Aksar Baat Kerte Hain
Tum Takalluf Ko Bhi Ikhlaas Samjthe Ho Faraz
Dost Hota Nahi Har Haath Milanay Waala
Jab Mere Dil Mein Tere Yaado Ki Azan Hoti Hai Faraz
To Apne He Aanso Se Wazo Kar Kay Teri Muhabbat Ki Ebadat Karta Hun.
Meri Chahat Ko Mere Halaat K Tarazu Main Kabhi Mat Tolna “Faraz”
Maine Wo Zakham Bhi Khaye Hain Jo Meri Qismat Main Nahi The..
Tanhai Tho Hai Saathi Apni Zindagi K Har Ek Pal Ki ” Faraz “
Chalo Yeh Shikwa Bhi Door Huwa K Kisi Nei Saath Na Diya…
Na Murawat Na Mohabbat Na Khuloos Hain Faraz
Main Tho Sharminda Hun Is Daur Ka Insaan Hokar..
Kuch Zakhm Sadiyoun Baad Bhi Taaza Rehte Hai
“Faraz”
Waqt Ke Paas Bhi Har Marz Ki Dawa Nahi Hoti..
Bin mangay hi mil jati hain tabeerain kisi ko “Faraz”
Koi khali hath rah jata hain hazaroon duaoon ka baad
Mere lafzon ki pehchan agar kar laita wo Faraz
Usy mujse nahi khud say muhabbat ho jati..!!!
Shayed khushi ka daur bhi aa jaye ek din Faraz,
Gham bhi to mill gaye thay tamanna kiyay baghair..!
Mere jazbat se waqif hai mera qalm FARAZ
Main pyar likhon to tera naam likha jata hai..
ghar ki talaash me ess sheher aaya tha,
chaar deeware to mili par qaid ho gaya..!!
minnate karte hai neend se aa jao, nahi aati hai,
phir unka aise he na aana yaad aata hai..!!
na jaane kab ess sheher ki taseer badal gayi,
ghar par nahi aati hai ab vo boodhi bhikaran...!!
Rozbaroz akhbaro me khud ko dhundhta hu,
gumshuda ki talaash me lage chehro ko tareeke se dekh kar...!!
Ab chandni utarti hai mere sehan main aksar, Tere anay se yeh khali makan ghar hone laga hai...!!
Mujhe maloom hai meri ankhon ko talash kis ki hai,
Tujhe dekhoon to bass manzil ka gumaan hota hai..!!
Kuch andhera b zaruri hai gham-e-yaar k sath,,,
ab diya koi na rakhe meri dewaar k sath,,,
mein jo ik umer masafat mein raha, tab jana,,,
rah b chalti rahi hai, meri raftaar k sath,,,
ham to yusaf nahi,bazaar-e-sukhan mein “FARAZ”
yun hi chal parte hein,har ik kharidaar k sath.
Na chupaye ga Naqaab uske Shabaab ko Faraz….
Nigaah-e-Ishq se Paththar bhi toot jatay hain..
Suna Hai Un Ka Ashkon Se Bujhti Hai Pyas Sehra Ki ‘Faraz’
Jo Kehtay Thay K Pathar Hain Humain Rona Nahi Aata
Teri Dosti ne diya “SAKOON” itna,
Ke tere baad koi “ACHA” na lagey,
Tujhe karni hai “BEWAFAI” ‘FARAZ’to is ada se kar,
Ke tere baad koi “BEWAFA” na lagey.
tum mujhe kabhi aankhon se pukaro faraz
yeh honton ka takal’luf to zamanay k liye hai.
mujhe bhi shooq huwa mohabbat ka faraz.
aghaz-e-muhabat main hi jaan garvi rakhni pari
waapasi ka safar ub mumkin na hogaa “faraz”
hum to nikal chuky hain aankh sy aansu ki tarha!
u apni mohabbat ka dawa na kia kar “faraz”
zinda tu wo bhi rahta hai jo muhabat nahi kerta
Pyaar Ka Daava Karne Wale Hum Ne Dekhe Hain faraz…..!
Jinhen Hum Aziz To Hain Magar Apni Masrofiyat K Baad.
Us Se Milte He Yeh Ehsas Hua Tha Mujhko
FARAZ
Ye Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Ga
Haath zakhmi hoa kuch apni he khata the faraz
maine kismat ke lakeroun ko mitana chaha
Chand Ka Mizaaj Bhi Tere Jaisa hai Faraz!
Jab
Dekhne Ki Tammana Hoti Hai Nazar Nahi Aata..
Tanhai jab muqaddar mein likhi hai,
To kya shikayat apne aur begaane se…
Hum mitt gaye Jinki chaahat mein Faraz,
Woh baaz nahi aate humein aazmaane se.
Qasoor nahi is me kuch bi unka ” FARAZ “
hamari chahat hi itni thi k unhe ghuroor aa gya
Hum ne suna tha ka dost wafa kertay hain
Faraz…
Jab hum ne kiya bharosa to riwayat hi badal gayi…
Iqrar Karte Hain Ab Mohabbat Ka Woh Bhi
FARAZ
Jab Duniya Chor Ke Hum Janay Lagay Hain
Tu hosh mein tha phir Bhi hamhein pehchaan na paya
“Faraz” . . . .
Ik HUM hein K pee kar Bhi tera naam letay rahey.
Qadam ruk se gaye hein phool bikty dekh kar Faraz….!
Main aksar us sey kehta tha MUHABAT phool hoti hai……!!!
Qadam ruk se gaye hein phool bikty dekh kar Faraz….!
Main aksar us sey kehta tha MUHABAT phool hoti hai……!!!
Main us k Haathon main tha!
Tuttey hue Sheeshe ki tarhan”Faraz”!
Bari Umeed thi k Bikhrny nhi dega!
Bus giraya kuch is Ada sy k!
Simatne ki Aaas Hi na Rahi.
Uski Qurbat to Muqaddar hai milay ya na milay Faraz…
Uski yaadon se bhi ho jati hai Tasalli dil ko.
Kyun na gharoor karta mein apney aap pey “FARAZ”
Mujhe us ney chaha jis ka chahnay waly hazaron the.
Faryaad kr rahi hein tarasti hui nigahein.
FARAZ. . . .
Dekhe huwe kisi ko bohat din guzar gaye.
Apne Hi Hote Hain
Jo Dil Pe Waar Karte Hain, Faräz…!
Wärnä Ghairon Ko Kaya Khäbär Dil Ki Jaga Kon Si Häi..
Meri nighahon ki Talash bas itni hai Faraz.
K aakhri saans se pehly us ka deedar ho jaey.
Manzil qareeb dekh kar mutmain na hoo Faraz….
Aksar Kashtiyan doobti han, Manzil ka aas paas.
Hamari Pyaas ka Andaaz bhi alag hai Faraz…
Kabhi Daryaaon ko thukratay hain to kabhi Aansu tak pee jaty hain.
pehli mulaqaat thi aur hum dono hi be bass thy FARAZ.
wo zulfain na sambhal paaye aur hum khud ko…
Ye bhi acha hoa ka usay paa na sakay “Faraz”
Humara ho k agr bicharta to shayad qayamat hoti.
“”Wafa ki aaj bhi qadar wohi hy
Faraz.
“”Faqat mit chukey hen toot k chahne waley..!!
her juram meri zaat se mansoob huwa hai faraz,
kya mare sawa shahr main masoom hai sare.
Kitnay gharor main hain wo mujhy tanha chor k “faraz”
unhen malom nhe mery aansu mujhy tanha honay nhe dety
parda tu hosh walaalon say kaiya jaata hai”faraz”.
be naqaab chaley aao hum tu nashey main hain.
Hussan walon ko kiya zarorat hai sanwarney ki “Faraz”
Wo to sadgi main bhi Qiyamat ki adda rakhtey hain.
Aasman bhi ro para us waqat mere haal par “faraz”
jis waqt mery naseeb me usey likh mita diya.
dil tootne ka ghum na kar.
faraz
pathar k dost tum ne khud banye thy.
suna tha dil samndar se bhi gehra hota hy faraz…
hairan hon samaya nahi is me tairay siwa koi.
Us ka honto ko chuwa to ehsas howa faraz.
k pyas faqat paani sy hi nahi bujhti…
hum ne muhabtain chord deen “faraz”.
tanha raat din ka tarpna hamaray bas ki baat nahi.
raabtay iss liye main torr raha hoon sab se faraz.
mar bhi jaon tu kisi aankh main ansoo na milain..
Ajab hai
“RASAM-E-ULFAT” ay
“FARAZ”
dil hamara hai magar
“IKHTIAR”
kisi aur ka hai…
zindagi mein is se badh kar ranj kya hoga faraz
uska ye kehna,ke tu shayar hai, deewaana nahi.
Tum Taluq torney Ka Kahin Zikar Na Karna Faraz ….!
Main Logon Se Kehdonga K usey Fursat Nahi Milti….!
hazaroo tukray kiye us ne mere dil ka “Faraz”
kudhi ro para har tukray pe apna naam dekh kar
zalzalay youn hi Besabab nahi atay Faraz,
Koi dewana tah-e-khak tarapta hoga…
Ek khalish ab bhi mujhe bechain karti hai FARAZ
sun ke mere marne ki khabar wo roya kyo tha
Kal raat aapnay sary dhuk kamray ki dewaron se keh daly “Faraz”
Ab main soota hun to dewarain roote rahti hain
main KHUDA ki nazron may kesay na gunahgar hota Faraz
k ab to sajdon main bhi wo yaad aany laga…
yehi darr tha k humse daman-e-muhabat na chhoot jaey
faraz
maloom na tha kal ye muhabat hi hamein chhor degi…
“BIK”raha tha waqat k bazar main meri gherat ka lahu
“faraz”
“MURR”k jo dekha to apna he pyar kharidar nikla.
Teray baad na aaye ga meri zindagi ma koi aur “Faraz”
Ek mot hai k jis ki hum Qasam nahi detay…
Mere Shikwon Par Us Nei Has K Kaha FARAZ….
Kisne Ki Thi Wafa Jo Hum Karty….!!!!!
Mere Sajdo Mei Kami To Nahi The FARAZ
Mujse Bhar Kar Kis Ne Manga Tha Khuda Se..
Jitni shiddat se mujhe zakham diye hain us ne FARAZ.
Itni shiddat se to main ne usay chaha bhi na tha.
Mujhe khairaat main mili khusian ache nahi lagti Faraz
main apne dukhoon main rehta hoon nawabon ki tarah
Kal raat apny sary dhuk kamray ki dewaron se keh daly Faraz
Ab main soota hun to dewarain roote rahti hain
jiss ka tum puchte ho wo mar gaya FARAZ,
us ko kisi ki yaad ne zinda jala diya…..
Aaj Uss k taswer ka aalam kuch is tharha tha “Faraz”
Ka neend aayi to aankhon nei bura maan liya…
Us shaks se faqat itna sa taaluq hai Faraz.,,
Wo pareshan ho to hamain neend nahin aati……
hum se to ek rootha hua shaks na maana FARAZ
log to roothi hui kismat mana lete hain…
Suna hai tumhari ik nigah say qatal hotay hain log FARAZ
ik nazar hum ko bhi daikh lo k zindagee achi nahin lagti
Roue ga is kadar wo meri laash say lipat kar Faraz
Agar is bat ka pata hota to kab k maar gaey hotay
Kitni Nafrat thE ussE Teri TasveeR sE FaraZ..
KE apnA haTh hi Jala DalA Teri TasveeR jalanE k bAAd
Apni nakami ka ik yah bhi sabab hy Faraz
cheez jo mangty hain sab say juda mangty hain
Humne Sookhi hui ShakoN pe Lahu Chhirka tha FaraZ..
phool Agar Ab b Na khilTe To KayamaT Hoti
ab melengay to khubb rulayain ge us sangdil ko faraz,
suna hy rote mai usko lipat jane ki aadat haay
Teri bewafion par mar jany ko ji chahy Faraz
Tuj main wafa hoti too kiaa hoota'
Ab neend say kahoo hm say sulah kar lay Faraz
Wo rooth gaey jin k liay hm jaga karty thay
fakat is dur sa sona bhi chore dia ha faraz…
kahin wo khuwab main bhi bichra to mer jain gay
Janay kis bat pay us nay mujy chora hy faraz
Main to mukhlis tha kisi maa ki duwaon ki tarah
Us ki “NIGAH” main itna assar tha, “FaRAz”
Khared li us ne aik nazar main zindagi humari.
Kisi” ki yaad ne Zakhamon se bhar dia seena
faraz’
Hr aik saans pr shak hai k Aakhari hogi !!!
Mujhko tum rooh main basa lo, to acha hai Faraz.
Dil-o-Jaan k Rishty aksar toot jaaty hain.
her roz dil udaas hota hai or shaam guzar jaati hai “faraz”..
ek roz sham udas hoga or huma guzar jaayenge..!
Ab osay roz na sochoon to badan toot-ta hai FARAZ…!!
ik umer ho gayi us ki yaad ka nasha kartay kartay…
Ankhain khuli to jag uthi hasratain FARAZ…
usko bhi kho diya jisey paya tha khwab main…..
shiddathe dard se sharminda nahi meri wafa FARAZ
dost gahre han to phir zakhm bhi gahre honge…….
shiddathe dard se sharminda nahi meri wafa FARAZ
dost gahre han to phir zakhm bhi gahre honge…….
Woh Mujhe Apni Zindagi Samjti Hain FARAZ
Kya Osay Mujhpar Aithbar Nahi..!!
Uskay Shehar Main Ki Guftogo Hawaon Se FARAZ
Yeh SoCh Kar Kay Hawaon Main Sansain Thi Uski
tum tu kaha karte thay k waqat sahra hai
faraz’
to phir shub tanhai main roya kauon karte ho
Zindagi se koi cheez udhar nahin mangi main ne
FaRaZ,
Kafan bhi lain gey to zindagi apni de kar..!!
Be wajah nahi rulata ishq mein
“faraz”
jisay khud se barh k chaho wo milta zaror hai
Rotay Hain Tanha Dekh Kar Mujhe Wo Rastay **
!! FARAZZ !!
** Jin Pe Tere Bagair Main Guzra Kabhi Na Tha **
Zindagi se koi cheez udhar nahin mangi main ne
FaRaZ,
Kafan bhi lain gey to zindagi apni de kar..!!
Ajeeb Andhera Hai “FARAZ” Teri “MEHFIL” Mein…!!!
Kisi Nay “DIL” Bhi Jalaya Tu “ROSHNI” Na Hui..!!!
Peeenay Ku Tu Pee Jaoo Zeher Bhee
Faraz
Per Shert Yeh Hy Kay Woh Bahoon Main Sambhalay Mujh Ku…..
Phir itne mayoos kyun ho us ki Bewafaai Per “Faraz”
Tum khud hi to kehty thay k wo sab se Juda hay
Gham-e-Hayat ka Jhagra mita raha hai koi,
Chale aao k duniya se Ja raha hai koi,
Azal se keh do k ruk jaaye do ghari k lye,
Suna hai aane ka waada nibha raha hai koi,
Woh is naaz se bethe hein Laash k paas,
Jese roothe howe ko mana raha hai koi,
Palat ker na aa jaaye phir saans nabbzon mein,
Itne haseen haathoon se mayyat saja raha hai koi 7)Mat puch mere sabar ki inteha kahan tak hai?
tu kar le sitam,teri taqat jahan tak hai,
wafa ki umeed jinhe hogi,unhe hogi,
humein to dekhna hai,tu bewafa kahan tak hai??
--------------------------------------------
Dafnane Se pehlay Mere Dil Ko, Nikaal Lena "FARAZ"
Kahin Khaak Main Na Mill Jaye, Mere Dil Main Rehnay Wala!!
Apne Siwa batao tumhein, Kuch MiLa Hai FARAZ?
Hazar bar leen hain tumne, mere dil ki talashiyaan!!
Pyaar Karna Tumne Sikhaya,
Pyaar Pe Yakeen Karna Tumne Sikhaya,
Sapne Sajana Tumne Sikhaya,
Bas Tumhare Bina Jeena Nahi Sikhaya…
Udasi Bi Muskan Ban Jayegi,
Rukti Hui Saanse Bi Jaan Ban Jayegi,
Bhej Dijiye Hawao Mai Apni Khusbu,
Wo Hi Meri Khusi Ka Farman Ban Jayegi..
Aap Udas Udas Se Lagte Hain,
Koi Tarkeeb Batao Manane Ki.
Hum To Zindgi Girvi Rakh Sakte Hain,
Aap Keemat To Batayen Muskurane Ki..
Mere dard ki intiha na pucho, meri zindagi mei gum bahut hai!
jab bhi chaha unhe haal-e-dil sunana, to wo haskar bole ki aaj hum busy bahut hain!!
Aarzu Yeh Nahi K Gum Ka Tufan Tal Jye,
Fikr To Yeh Hai K Tumhara Dil Na Badal Jye,
Kabhi Bi Mujh Ko Agr Bhulna Chaho Tum,
To Dard Itna Dena K Mera Dum Nikal Jye.
Karoge Yaad Hame, K Zamane Ko!
Jab Hum Jayenge, Kabhi Na AaneKo!!
Chedega ZIQR koi, Jab Hamara Mehfil Me!
To Chale Jaoge Tanhayi Me Aansu Bahane ko!!
Jina chahte hain magar, zindagi raas nahi aati!
marna chate hai magar, maut pass nahi aati,
bahut udas si hai, yeh zindagi hamari!
unki yaadein bhi tadpaane se. baz nahi aati!! 8)Good time Bad time,
Day time Nite time,
Off time Work time,
Happy time,
Sad time,
Naye sal ma ksi b time,
Aphun ka sms aa skta hai,
Happy new yaer biroo,
bindaas rahny ka maamu..
Tom Cruise..
Angelina Jolie..
katreena kaif…
Salman Khan..
Jennifer Lopez..
aamir khan..
& Also Me..
All The Stars Wish
U A Very Happy New Year.
The way Thou leadest me,
But this I ask:
Teach me to do
The thing that pleaseth Thee.
I want to know Thy guiding voice,
To walk with Thee each day.
Dear Master make me swift to hear
And ready to obey.
And thus the year I know begin
A happy year will be,
If I am seeking just to do
The thing that pleaseth Thee.
When the mid-nite bell rings tonight..
Let it signify new and better things for you,
Let it signify a realisation of all things you wish for,
Wishing you a sooper & prosperous new year.
Friends Bring Happiness throughout the Year!
Especially a Friend Like You! Happy New Year!!
Ring out the old, ring out the new, Ring, Happy Bells, across the Snow: The Year is going, let him go; Ring out the false, ring in the true. Happy New Year 2013
May This New Year Brings All The Crazy Colors And Fun In You Life.. Happy New Year
I Whispered a Prayer, for Someone so Dear, Wishing Peace & Hope, and a Happy New Year Share
Memorable moments are celebrated together you are my best friend for now and forever Hope this 2013 year bring happiness for you Make me miss you Even more this new year!
Oh my Dear, Forget ur Fear,
Let all ur Dreams be Clear,
Never put Tear, Please Hear,
I want to tell one thing in ur Ear
Wishing u a very Happy
It’s a new year
Let’s give a cheer
Pour us some wine
And maybe some beer
Get all your friends
Party till the day ends
Then the ball will drop
And the balloons will pop
It will be 2013
Give me a high five
Another year passes
Through life’s glasses
Happy New Year
Oh my Dear, 4get ur Fear,
Let all ur Dreams be Clear,
Never put Tear, Please Hear,
I want 2 tell one thing in ur Ear
Wishing u a very Happy NEW YEAR
Fill ur life with Happiness & Bright Cheer,
Bring to u Joy and
Prosperity for the whole Year,
And it’s my New Year wish 4u
Dear 9)Aap Jahan jaye wahan se kare Fly all Tear
Sab Log Aap ko hi mane apna Dear
Aap ki har Raah ho Always Clear…
Aur Khuda dey Aap ko Ek Jakkas New Year…
Beet gaya so beet gaya,
Kahe yaad naa tuh bhulaye re,
Kat jaat jivan uski khoj mein
Jis safalta ke hit tuh nain bhichaye re…
Bhool ja kal ko …
Naye saal mein ab naye geet banaye re..
Naya Savera Nayi Kiran Ke Sath
Naya Din Ek Pyari Si Muskaan Ke Sath
Aapko Naya Saal Mubarak Ho Dher Sari Duaon Ke Sath
Happy New Year 2013 …
Aaj bhul jao duniya ke saare gam,
Chalo jma ek sang tum aur hum..
Aao baante chaaron taraf khushiyan aur Pyaar,
Chalo dil khol ke bole Happy New Year Mere Yaar!!
Phool Khilenge Gulshan Me Khubsurti Nazar aayegi
Beete Saal Ki Khatti Meethi Yaade Sung Reh Jaayegi
Aao Milkar Jashn Manaye Naye Saal Ka Hansi Khushi Se
Naye Saal Ki Pehli Subha Khushiyan Anginat Laayegi..
Iss Naye Saal mein..
Jo tu chahe woh tera ho,
Har din khubsoorat aur ratain roshan ho,
Kamiyabi chumte rahe tere kadam hamesha yaar,
Naya Saal Mubarak ho tuje mere Yaar…
Pyar ke ujaale me gumm ka andhera kyun hai,
Jisko hum chahe wahi rulata kyun hai,
Mere rubba agar wo mera nasib nahi toh,
Aise logo se hume milata kyu hai…
Happy New Year 2013
Is new year mai,
Lumha Bher ki jo rafakat mil jae muj ko,
Mai apne Subah sham tere naam ker dun,
Ager tu mil jae Buz-me-History mai,
Mai apni zindgi ki haseen shaam tere naam ker dun.
Happy New Year 2013
Aap mulakat to karo hamari ibadat ho jayegi,
Inkaar jo kiya to bas qayamat ho jayegi,
Do pal baith kar to dekho hamare pass, 10)Ho aapki life me khushiyon
ka mela kabhi na aaye koi jhamela
sada sukhi rahe aapka basera
wish you Happy Dussehra…
Everyday sun rise to give us a message
That darkness will always be beaten by light.
Let us follow the same natural rule
And enjoy the festival of the victory of good over the evil. 11)May all the tensions in your life burn along with the effigy of Ravna.
May you be successful and happy ever!
Happy Dussehra!
Day 4 victory of Ram over Ravana.
When in Satya Yug, Ram killed da great demon and king of Lanka, Ravana.
Lets celebrate together and believe in blessings of God for good.
Dasara mangalmay ho!
As the candlelight flame
Ur life may always be happy,
As the mountain high
U move without shy,
As sunshine creates morning glory
fragrance fills years as Flory,
All darkness is far away
As light is on its way. 12)Pyari Hawa!
:-* :-* :-* :-* :-* :-* :
Tum Meri Duaon K Phool Apne Sang Le Jao,
Aur
Khamoshi Se Unki Jholi Mein Daal Dena Our Kehna.
*(*Meri*)*
*(*Duaon*)*
*(*Se*)*
*(*Aap Ki*)*
*(*Zindagi*)*
*(*Sada*)*
*(*Mehekti*)*
*(*Rahe*)*
*(*Ameen*)* 13)Ae Mere ALLAH Meri Izzat Ke Liye Yeah Hi Kafi Hai Ke Mein Tera Banda Hoin…
Aur Mere Fakhar Ke Liye Yeah Hi Kafi Hai Ke To Mera Parwardigar Hai…
To Wesa Hi Hai Jaisa Mein Chahta Hoin…
Bas To Mujh Ko Wesa Bana De Jaisa To Chahta Hai… 14)Woh to kehta tha usey bahut si duaen yaad hain SAHIL
Kya bichhar kar phir se milne ki dua bhool gaya hai wo 15)Admi ki halakat 3 baton mein hy..
>1) Tauba ki umed pe Gunah karna.
>2) Zindagi ki umed pe tauba
na karna.
>3) Tauba kiye bagher rehmat ki umed rakhna. 16)Ye Duä Häy Teri Zindägi Sänwär jäy
Här Näzär Mäin Bäs Pyär Näzär Aäy
Tujhe Jis Khushi ki Täläsh Häy
KHUDA Käräy
Wö Khushi Khud Teri Täläsh Mäin Chäli Aäy… 17)Koi ehsas b usko yaad nahi,
Koi baat b usko yaad nahi,
Ik shakhs ne usko chaha tha,
Wo zaat b usko yaad nahi,
Jab shab ki bijli chamki thi
Or badal toot k barsa tha,
Ham dono jis mein bheege the
Wo barsaat b usko yaad nahi,
Wo SAHIL DARIA PHOOL HAWA
Wo wada sath nibhane ka,
Or shab bhar CHAND ko dekha tha
Wo raat b usko yaad nahi,
Wo kehti thi main sunta tha
Main kehta tha wo sunti thi,
Un lakhon baton mein koi
Ik baat b usko yad nhi. 18)Us ko fursat he nahi waqt nikaalay Mohsin,
Aisay hotay hein bhala chaahnay waalay Mohsin?
Yaad k dasht mein phirta hoon main nangay paa’on,
Daikh too aa k kabhi paa’on k chhaalay Mohsin,
Kho gai subho ki umeed,or ab lagta hai,
Hum nahi hon gay,k jab hon gay ujaalay Mohsin,
Khaak ko b nahi pohnchay ga koi Karbala ki,
Ab bhalay aik jahaa’n khoo’n mein naha lay Mohsin,
Haakim-e-waqt kahan,mein kahan,adal kahan..,
Kiun na khalqat ki zubaa’n’ par lagay talay Mohsin.
Wo jo ik shakhs mataa’e dil-o-jaan tha, na raha,
Ab bhala kaun meray dard sambhaalay Mohsin 19)Itna Kia Sochte Ho , Likh Do Na
Lafz Ek ” BeWaFa” Hi To Likhna Hay
Hum Bebas Hai Be Parwa Nhe. Hum Udas Hai Khpa Nhe
Karta Ho Doste Dil Sy Qadar, Hum Majbor Hai Bewafa Nahe
Bewafa Waqt Tha? Tum Thay ? Ya Muqaddar Mera ?
Waja Jo Bhi Thi Anjaam Judai Nikla
Pyasi Muhabat “Bewafa Wo Zamaaney Bharr Ka,
Phir Bhi Acha Lagta Hai Zamaaney Bhar Se,
Lut gai youn Sar-e-Bazar Wafa ki Ponji,
Bik gaye hum kisi Majbor k Zewar ki tarah 20)Ksi ki Rah Me Ankhen Bicha kr kuch Nhi Milta.
Ye Dunya Bewafa HE Dil Laga kr kuch Nhi Milta.
Koi Bhi Lot kr Ata Nhi Anso Bahany Sy.
Ksi ki Yad Me Dil ko Rula kr kuch Nhi Milta
Ksi k Dil Pay kya Guzry ksi ko kya khabr Is ki.
Kisi ko Apna Hal-E-Dil Suna k kuch Nhi Milta
Share And Comment on this
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.