Friday, 18 October 2013

Pyar Dil Se Hota Hai


Hiii everyone Mera nam Saranshita hai me aap apni story aap sab ko bana chahti hu bz Mene bahut socha is bare m pr koi decision nae le pa ri hu apne love life ko lekr bahut confuse hu samjh h nae aa rha hai k kya karu ! Mene 10th k exam di thi n eng class join kiya tha waha meri mulakat kae ladko s huyi dosti v huyi pr dhire dhire kuch salo m sb khtm ho gyapr ek ladke s ab tk frndship bni rahi me unka nam sunil hai wo higher study k liye bahar chale gye pr hum contact m bne rahe isidauran meri affair kuch ladko s huyi pr khtm v ho gyi jo mera last affair k jb break uphuwa to kafi huyi n sari bate me sunil ko btati thi help leti thi share krti thi wo hamesa meri help krte the isi bich wo v apni gf k bare m btaya krte the n unki soch mujhe bahut achii lgti thi bz wo apni gf ko bahut respect krte the n kisi v trah k cheat nae krte the n other caste hote huye v usse sadi krne k liye ready the pr apni gf s thore se unsatisfied the pr usse bahut pyar krte the me v sochti k kash mujhe v koi aisa ladka mil jata to mujhe dukhi nae hona prta …..me unke liye bahut khus thi n unki gf se v meri bat hoti thi I was really happy kabhi kabhi sunil apni gf k wajah s paresan hote the to me unhe support krti thi n we were really best frnd kvi kvi me ye v sochti k mene unhe propose kyu nqe kiya bz me unhe bahut psnd krti thi n hum same caste k v the pr ab bat badal chuki thi , n me kuch nae krskti thi ! Me bahut dukhi thi apne BREAK UP ko lekr ! Mene tay kr liya tha k ab a Rrange marraige h karungi n apne husbnd ko bahut pyar krungi n trustworthy rahungi sunil v mujhe bolte k chinta mat kao tumhe bahut acha ladka milega pr achank ek din unhone mujhe whatsapp p msg kiya k sarita WILL U MARRY ME ? mene socha majak kr rhe hai pr wo serious the mene unhe ACCEPT kr liya unhone mujhe bola k chinta mat kar me tumhe hamesa khus rakhunga n support karunga n care v krte hai dhire dhire sunil ne apni gf s rista tod liya pr wo ladki unhe call msg krti rahi kvi kvi to abuse v krti thi sunil n pakka kr liya k usse dur ho jayengae pr 2 saal k bad v kabhi kabhi wo apni ex gf ko call krte hai jo mujhe acha nae lgta n unsecure ho gyi hu bahut possesive ho gyi hu unki gmail n facebook sb k passwrd hai mere pas wo kisi s flirt nae krte bahut sudhar gye hai ab bat meri family k aati hai mene khud ghar m sbko hamare relation k bare m bta diya sb unse aache s wakif hai bz hum ek dusre ko 9 yrs s jante hai n ghar v kafi close hai unke yaha v me gyi hu n sab mujhe jante hai pr mere gharwale raji nae ho rahe sab bolte hai k mere liye inse acha ladka search krenge dher sara dahej ddenge n kuch mnths m me inhe bhul jaungi pr kisi n mujhe inse baat krne k liye mana nae kiya ab tak wo mujhe sadi k bad aage padhana chahte hai n hamesa support krte hai kafi caring hai pr mujhe kvi kvi lgta hai k agar sadi k to sayad mujhe unke ghar wo respect na mile jo milni chahiye bz meri lov marriage hai me sawli hu n ye bahut handsme hai inki maa n to saf mana kr diya pr sunil bole k sar Tu dar mat sb ho jayega kbi lgta ha k me love marraige kr ke kahi repent na karu future m agr kuch gadbd huyi to sayad mere gharwale support na kare bz yea meri jid thi bahut dar v lg rha hai n me sunil k bina kuch hours v nae nita sakti pzzz mujhe apne comments dijiye mujhe kya krna chahiye ? Me apne family s na to inse dur hona chahti hu mujhe nae smjh aa rha kya sahi hoga mete liye ******************************************************************* 




1)Boy: "Tujh me Rab dikta Hai, Yara mai kya karu" Girl:"Darsan kar, Dakshina de, Prasad la or Chala ja, Q ki tere piche or vi Bhakt khare hai". 



2)Har mulakat par waqt ka takaza hua, Jab jab use dekha dil ka dard taza hua, Suni thi sirf gazal mein judai ki bate, Ab khud par biti to haqiqat ka andza hua. 


3)1. Jis Din Tum Hame Budha Dekho Tab Sabar Karna Aur Hame Samajhne Ki Koshish Karna. 2. Jab Hum Koi Baat Bhool Jaaye To Hum Par ghussa Na Karna Aur Apna Bachpann Yaad Karna. 3. Jab Hum Budhe Hokar Chal Na Paaye Toh Hamara Sahara Banna Aur Apna Pehla Qadam Yaad Karna. 4. Jab Hum Beemar Hojaye To Wo Din Yad Karke Hum Par Apne Paise Kharch Karna Jab Hum Tumhari Khawaishen Puri Karne Ke Liye Apni Khawaishen Qurbaan Karte The. 


4)Zara Sa Qatra Kahin Aaj Agar Ubharta Hai, Samandaron Hi Ke Lahje Me Baat Karta Hai.. Khuli Chhaton Ke Diye Kab Ke Bujh Gaye Hote, Koi To Hai Jo Hawaaon Ke Par Katarta Hai.. Sharaafaton Ki Yahaan Koi Ahamiyat Hi Nahi, Kisi Ka Kuch Na Bigado To Kaun Darta Hai.. Zamin Ki Kaisi Waqaalat Ho Phir Nahin Chalti, Jab Aasman Se Koi Faisla Utarta Hai.. Tum Aa Gaye Ho To Phir Kuchh Chaandni Si Baatain Ho, Zamin Pe Chaand Kahaan Roz Roz Utarta Hai.... 


5)Mulaqat bhi kabhi aasu de jati hai, Nazre bhi kabhi dhoka de jati hai, Guzre huye lamho ko yaad karke dekhiye, Tanhayi bhi kabhi sukun de jati hai. 


6)Unke sath bitaya har ek pal hasin tha, unke sath bitaya har ek pal hasin tha, shayad isliye unke bina ek pal ko bhi hasin bana na sake 


7)Koi Kehta Hai aisa pyar Nasha Ban Jaati Hai, Koi Kehta Hai aisa pyar Saja Ban Jaati Hai, Par aisa pyar Agar Sacchi Dil Se Karo Tho ye Jeene Ki Wajah Ban Jaati Hai… 


8)Taare hai anek par aaj hai chand ki baari Phool hai kai par woh toh gulab hai humari Unki ek muskaan pe kurbaan hai zindagi saari Aur unki palko ki chhaon mein jannat hai humari… 


9)Pyar Ki Anokhi Murat Ho Tum, Zindagi Ki Ek Zaruat Ho Tum, Phool To Khoobsurat Hote Hi Hai, Par Phoolo Se Bhi Khoobsurat Ho Tum. 


10)Kal raat khuda ne puchha ,tu itna dosto mein kyun khoya hai, tab andar se ye awaaz aayi, dosto ne hi to di hai khushiyan, pyar karke to hamesha ye dil roya hai… 


11)Koi tumse pooche kaun hoon main Tum keh dena koi khaas nahi... Ek dost hai kaccha pakka sa Ek jhooth hai aadha saccha sa, Jazbaat ko dhake ek parda bas Ek bahana koi accha sa, Jeevan ka aisa saathi hai Jo paas ho kar bhi pass nahin, Koi tumse pooche kaun hoon main Tum keh dena koi khaas nahi... Ek saathi jo 

ankahin si kuch baatein keh jaata hai, Yaadon me jiska ek dhundhla sa chehra hi reh jaata hai Yun toh uske na hone ka Hai Mujhko kuch gham nahin, Par kabhi-kabhi aankho se wo ansu ban ke beh jaata hai Yuh rehta to mere zehen me hai aankho ko uski talaash nahi, Koi tumse pooche kaun hoon main, Tum keh dena..... KOI KHAAS NAHI....! 


12)Har rat hum tumhe yaad karte kiya hai, sitaro me tumhe dekha karte hai, lekin hamare khwabo me mat aana tum kyuki hum bhoot se dara karte hai 


13)Ek aap ho ki sharmate bahut ho, Ek aap ho ki itrate bhi bahut ho, Dil to karta hai ki aapko dinner pe ley javein, Lekin kya kare kambakht ki app khaate bhi bahut ho… 


14)Koi aankhon se baat kar leta hai, Koi aankhon mein mulaqat kar leta hai, Bara mushkil hota hai jawab dena, Jab koi english mein baat kar leta hai… 


15)Duniya jise neend keheti hai, Jane woh kya cheez hoti hai, Aankhe to hum bhi band karte hain, Aur woh aapse milne ki tarkeeb hoti hai... 




1)Ishq hove ta sche yaar nal,eve jutha na sanu koi mohve,mere pyar nu kdi na o parkhe na o tove,jad dukh ave koi mainu,ta akh ohdi mere to phla rove,dil dikre har gal jo mere nal,apne dil vich na kdi kuch lukove,devin rabba pyar mainu eho jeha ya fir kdi mainu pyar hi na hove. 



2)eri yaari da mull asin taar nahi sakde Tu mange jaan te kar inkaar nahi sakde, Maneya k zindgi lendi imtehan bade, par Tu hove naal te asee har nahi sakde! 


3)Eh jindgi wang kabootr de... Lok hathan te chog chugaunde ne... Pehlan apna bna k rkhde ne... Fir taddiyan maar udaundey ne 


4)Ohdi Koi Keemt Hove, Ta Main Mull Pawa. Ek Onu Paun Di Khatir Main Khud Tull Jawa, J Sanu Rwa K O Khush Ne, Main Jindgi Ch Hsna Bhul Jawa. 


5)RABBA Tu v kise naal Ishq kita hovega, J nahi kita te kadi kri v na, PACHTAVENGA, Asi taan marr k tere koL aa Javaange. Das tu marr k kithe Javenga. 


6)Oh nal mere tution pad di c, Chate hai splendor wale nu!!!!........:p Oh bodyguard liandi c, Nit mere chotee salle nu. 


7)Dil tere nal laa ke sjna mai ki khat lya Dil mai tenu de ke sjna mai ki khat lya Tu kiti mere nal befaae ve te mai vfaa krke vi ki khat lya. 


8)lagda tu kitti hoyi ,kramaat rabb di,, terre jhi surat na dunia ch labdi,, aaunda ae njara ik vakhre jhaan da,, kina sohna mukhra hai sachi meri jaan da, 


9)Lagda sadian galan ohne dil te la laiyan, tahi sade kolo enian durian pa laiyan. Pta nai kyo galt sochde sade bare oh, lgda sathon dur rehan dia ksma kha layian 


10)Kale Raat d Syahi Utte, Chand di gwahi utte, Soch de kore kagaj te, Ik akhar Main ban java, Tu bhule ta teri marji, Main bhula ta mar java 


11)Jad Oh Mera Naam Apne Hatha Diya Lakeera Toh Labh Labh Ke Thak Gaye...... Ta Ser Jhuka k Thoda Muskra K Bole....... Lakeera Jhooth Boldiya Ne....... Tussi Mere Ho.. Bas Mere Ho 


12)Tu Supna Nai Mera Jo Ardass Kara,,,,,Tu Mout Nai Jo Intzaar Kara,,,,,Tu Te Dua Ha Meri,,,,,Me Akhari Saah Tak Tera Itbaar Kara..... 


13)Sidhe sadhe munde haan, Kudiyan ton sharmaunde haan Kiss da saanu pata nai Bass ghut ke jaffi paune aa | 


14)SADA YAAR MANAUN NU JEE KARDA, AJJ FER MAR JAUN NU JEE KARDA, FER KALEYAN BAITH KHYALAN NAAL, JEE BHAR KE RON NU JEE KARDA, MERE HATHAN DIYAN LAKIRAN WICH, JISNU US RAB NE NAI LIKHEYA, AJ US ANJANE SHAKS NU MERA, RAB TO KHON NU JEE KARDA..  


15)oho mera naam sda likhdi c book te, te mein ohda naam likheya c rukh te, parde de naal uton sakk laah k gai eh, pishe jihe mitra de pind ah k gai eh, har morh ute yaad taza hoi honi ah, laahi kaali aeinak nahi khoob roi honi ah, murhke nahi aona kehinde soh kha k gai eh, pishe jihe mitra de pind ah k gai eh,,, | 


16)Mitha intezar te intezar nalo yaar mitha, Mitha yar te yar nalo pyar mitha, Mitha pyar te pyar nalo mithi sadi yaari, Es to mitha kuj na milna lab layi duniya sari… 


17)Tere sapno wich aake tenu satavaga tu ruth vi jayegi ta tenu manavaga man javi aae sanam mere manane se warna akhna vich anshu leke main kithe jawaga…  


18)Mein jism hega tu ruh hegi meri dil hega mera dhadkan hegi teri pyaar kardi hegi merenaal ta dasdi kyu ni kyu kardi hegi batan vich inni deri… 


19)Twada saya banke twada sath nibha waga tu jithe vi jayegi tere piche aavaga saya ta chadd janda hega sath andhere wich lekin main andhere wich twada ujala ban jawaga… 


20)Twada andaj dil nu chu jan wala hega sada dil twade dil nal mil jan wala hega rakhi khula apne dil de darwaje nu sada khyal twade dil vich aan wala hega.. 


21)Us pal nu sanjoo kar rakhya hega jado mere hath nu tera hath milya khush kismat hega main is jahan vich jo meinu jindagi vich tera sath milya… 


22)Hove supne ch tu te jagave koi na Sochan meriya ch tu te bulave koi na, Tere khayalan de mukaddme ch saza hoje Hove umar qaid te chuddave koi na… 


23)Mitha intezar te intezar nalo yaar mitha, Mitha yar te yar nalo pyar mitha, Mitha pyar te pyar nalo mithi sadi yaari, Es to mitha kuj na milna lab layi duniya sari… 


24)Zareee Zarree Mein Usi Ka Noor Hai Jhak Khud Mein Woh Na Tujhse Door Hai Ishq Hai Usse To Sab Se Ishq Kar Ishq Hai Usse To Sab Se Ishq Kar Is Ibadat Ka Yehi Dastoor Hai Is Mein Us Mein Aur Us Mein Hai Wohi Is Mein Us Mein Aur Us Mein Hai Wohi Yaar Mera H Ar Taraf Bharpur Hai .. Movie Name : Delhi 6 Singer :Amitabh Bachchan Lyrics:Prasoon Joshi Music Director :Rahman AR Actors : Abhishek Bachchan, Om Puri, Sonam Kapoor Director : Rakesh Omprakash Mehra Producer :Ronnie Screwvala 


25)Pani Se Pyaas Na Bujhi Toh Maikhane Ki taraf Chal Nikla Socha Shikayat Karun Teri Khudha Se Par Khudha bhi Tera Ashiq Nikla… 


26)Garmiye hasrat ke nakam se jalte hai hum chiragon ki tarah shaam se jalte hai… jab aata hai tera naam mere naam ke saath.. naa jano kyon log hamare naam se jalte hai… 


27)Shaher ki is daud me daud ke karna kya hai? Jab yehi jeena hai dosto to phir marna kya hai? Paheli barish me train late hone ki fikr hai Bhul gaye bhigte hue tahelna kya hai? Serails ke kirdaaro ka saara haal hai malum hai par maa ka haal puchhne ki fursat kise hai? Ab ret pe nage pao tahelte kyu nahi? 108 hai chanel phir dil 

bahelte kyu nahi? Internet ki duniya ke to touch me hai, lekin pados me kon raheta hai jaante tak nahi. Mobile, Landline sab ki bharmaar hai, Lekin jigri dost tak pahuche aise taar kaha hai? Kab dubte hue suraj ko dekha tha yaad hai? Kab jaana tha shaam ka woh banana kya hai? To Dosto Shaher ki es daud me daud ke karna kya hai Jab yahi jeena hai to phir Marna kya hai? 


28)Pyar ne ye kaisa tohfa de diya, Mujhko gumo ne pathar bana diya. Teri yaadon main hi kat gayi ye umar, Kehta raha tujhe kab ka bhula diya… 


29)Hussan ki taup ka gola mara, tera kakh na rahe. Tujh pe gir jaye qutbi tara, tera kakh na rahe, Banking council waley teri har shay qarqi kar dain, Charh jaye tujh pe qarzaa bhara, tera kakh na rahe, Sardi andar neher ke banney, sari raat khalotey, Tu na aayi, laya laara, tera kakh na rahe, Dil ki chori ke ilzaam police ka chaapa par jaye, Pharrya jaye tabbar sara, tera kakh na rahe, Saari ghazal suna kar bhi nahin saarra dil ka mukya, Saadda hai bas ikko hi naara, tera kakh na rahe. 


30)Once A Keera saw a piece of Gurr, He went to eat it, But On the way he saw a keeri, He left the Gurr & went with keeri. MORAL: *Gurr nalo ishq mitha* 


31)Sach Hai Hamee.n Ko Aap Ke Shikway Bajaa Na Thay Be-Shak Sitam Janaab Ke Sab Dostaana Thay Haan Jo Jafaa Bhi Aap Ne Ki, Qaaiday Se Ki Haan Ham Hee Kaar Band-e-Asool-e-Wafa Na Thay Aaye Tou Yun Ke Jaisay Hamesha Thay Meherbaan Bhoolay Tou Yun Ke Goya Kabhi Aashna Na Thay Kyun Daad-e-Gham 

Ham Ne Talab Ki, Buraa Kiya Ham Se JahaaN Mein Kushta-e-Gham Aur Kya Na Thay Gar Fikr-e-zaKhm Ki Tou Khataavaar Hain Ke Ham Kyun Mahv-e-Madh-e-Khuubi-e-Teg-e-Adaa Na Thay Har Chaarahgar Ko Chaarahgari Se Guraiz Tha Warna Hamain Jo Dukh Thay, Bohat La-Dawaa Na Thay Lab Per Hai Talkhi-e-Mey-e-Ayaam, Warna “Faiz” Ham Talkhi-e-Kalaam Pe Maail Zaraa Na Thay 




32)Raaz-e-Ulfat Chhupa Ke Dekh Lia Dil Bohat Kuch Jalaa Ke Dekh Lia Aur Kia Dekhnay Ko Baaki Hai ? Aap Se Dil Lagaa Ke Dekh Lia Wo Mere Ho Ke Bhi Mere Na Howay Un Ko Apna Banaa Ke Dekh Lia Aaj Unki Nazar Mein Kuch Ham Ne Sab Ki Nazrain Bacha Ke Dekh Lia “Faiz” Takmeel-e-Gham Bhi Na Ho Saki Ishq Ko Aazmaa Ke Dekh Lia 



33)Ham Parwarish-e-Loh-o-Qalam Kartay Rahain Ge Jo Dil Pe Guzarti Hai, Raqam Kartay Rahain Ge Asbaab-e-Gham-e-Ishq Behem Kartay Rahain Ge Veeraani-e-Dauraan Pe Qaram Kartay Rahain Ge Haan Talkhi-e-Ayyaam Abhee Aur Barhay Gi Haan Ahl-e-Sitam, Mashq-e-Sitam Kartay Rahain Ge Manzoor Ye Talkhi, 

Ye Sitam Ham Ko Ganwaara Dam Hai Tou Madawaa-e-Alam Kartay Rahain Ge Mey Khaana Salaamat Hai, Tou Ham Surkhi Mey Se Tazeen-e-Dar-o-Baam-e-Haram Kartay Rahain Ge Baaqi Hai Lahuu Dil Mein Tou Har Ashq Se Paida Rung-e-Lab-o-Rukhsaar-e-Sanam Kartay Rahain Ge Ik Tarz-e-Taghaaful Hai So Wo Un Ko Mubaarak Ik Arz-e-Tamanna Hai So Ham Kartay Rahain Ge 



34)Pindaar Ke Khogar Ko Naqaam Bhi Dekho Ge? Aaghaaz Se Waaqif Ho Anjaam Bhi Dekho Ge? Rungini-o-Duniya Se Mayoos Sa Ho Jana…… Dukhta Howa Dil Le Kar Tanhaayi Mein Kho Jaana Tarsi Howi Nazron Ko Hasrat Se Jhuka Lena Faryaad Ke Tukron Ko Aahon Mein Chhupa Lena Raaton Ki Khamooshi Mein Chhup Kar Kubhi Ro Lena Majboor Jawaani Ke Malboos Ko Dho Lena Jazbaat Ki Wusat Ko Sajdon Se Basaa Lena Bhooli Howi Yaadon Ko Seenay Se Laga Lena… 



35)Phir nazar mein phool mehke, Dil mein phir shamain jali’n, Phir tassawur ne liya uss bazmm mein jaane ka naam.. 



36)Bara hai dard ka rishta, Yeh dil ghareeb sahi, Tumhare naam pe aayen ge ghamgusaar chale. 



37)Dono Jahan Teri Mohabbat Main Haar K Wo Ja Raha Hai Koi Shab-e-Gham Guzaar K Viraan Hai Maikada Khum-o-Sagar Udaas Hai Tum Kya Gaye K Rooth Gaye Din Bahaar K Ik Fursat-e-Gunah Mili, Wo Bhi Chaar Din Dekhe Hain Ham Ne Hausale Parvar-Digaar K Duniya Ne Teri Yaad Se Begaana Kar Diya Tujh Se Bhi Dil Fareb Hain Gham Rozgaar K Bhule Se Muskura To Diye The Wo Aaj ‘Faiz’ Mat Puch Val-Vale Dil-e-Na-Kardahkaar K … 


38)Hum Ke Thehray Ajnabi Itni Madaraton Ke Baad Phir Banain Ge Aashna Kitni Mulaqaaton Ke Baad ? Kub Nazar Mein Aaye Gi Be-Daagh Sabzay Ki Bahaar Khoon Ke Dhabbay Dhulain Ge Kitni Barsaaton Ke Baad ? Thay Bohat Be-Dard Lamhay Khatam-e-Dard-e-Aashiqui Ke Theen Bohat Be-Meher Subhain Meherbaan Raaton Ke Baad Dil Tou Chaaha Per Shikast-e-Dil Ne Mohlat Hee Na Di Kuch Gilay Shikway Bhi Kar Laitay Manajaaton Ke Baad Un Se Jo Kehnay Gaye Thay “Faiz” Jaan Sadqa Kye An Kahee Hee Reh Gayi Wo Baat Sab Baaton Ke Baad 


39)Naseeb Aazmaane Ke Din Aa Rahe Hain Qareeb Un Ke Aane Ke Din Aa Rahe Hain Jo Dil Se Kaha Hai Jo Dil Se Suna Hai Sab Un Ko Sunane Ke Din Aa Rahe Hain Abhi Se Dil-O-Jaan Sar-E-Raah Rakh Do Ke Lutne Lutaane Ke Din Aa Rahe Hain Tapakne Lagi Un Nigaahon Se Masti Nigahain Churaane Ke Din Aa Rahe Hain Saba Phir Hamain Puuchti Phir Rahi Hai Chaman Ko Sajaane Ke Din Aa Rahe Hain Chalo “Faiz” Phir Se Kahin Dil Lagain Suna Hai Thikaane Ke Din Aa Rahe Hain 



40)Hasrat-e-deed mein guzraan hain zamaney kab se Dasht-e-umeed mein gardaan hain dawaney kab se Der se ankh mein utra nahin askhon ka azaab Apne zimey hain tera farz najaney kab se Kis tarah paak ho be-arzu lamhon ka azaab Dard aya nahin darbaar sjanaey kab se Sar Karo saaz ke cherrein koi dil sooz ghazal Dhoondta hai dil-e-shoreeda bahaney kab se Pur karo jaam ke shayed ho isi lahta rawaan Rok rakha hai jo ik teer kazzaa ne kab se Faiz phir kab kisi maktal mein karain ge abad Lab pe veeran hain shaheedon ke fasaney kab se
Share And Comment on this





No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.