Friday 12 July 2013

Dastan Dil Ki


1)Chupke Se Jo Mangi Hai, Un Duao Me Tum Ko Pana Hai, Tum Rooth Ke Mujse Na Jao, Muje Sath Tumhara Pana Hai, Tum Laut Ke Wapis Aa jao, Muje “Hamsafar” Tumhe Bnana Hai..


2)Wada hai humari ye mohabbat ki dastan khas rahegi, Aapki surat humesha dil ke pas rahegi, Nahi bhulenge hum aapko or aapke pyar ko, Jab tak dil me dhadkan aur ye saanse rahegi… 

3)Kash Meri Zindagi Ka Ant Kuch Is Kadar Ho Ki Meri Kabar Pe Bana Unka Ghar Ho Vo Jab Jab Soye Zameen Par Mere Seene Se Laga Unka Sar Ho 


4)Kabhi aana hamare sath, ek sapno ki duniya,apko batayenge, rehna chahoge aap bhi jaha, aisi woh duniya hum dikhayenge… 


5)Mein Khwabon Mein Tum Se Mila Karta Hoon Hansta Hun Rota Hun Shikwa Gila Karta Hoon Par Keh Na Pata Hun Haqeeqat Tum Se Ae Sanam Main Tum Se Bahut Pyar Karta Hoon… 


6)Door nighaon se bar bar jaya na karo Dil ko iss kadar tadpaya na karo Tum bin ek pal bhi jee na sakenge hum Yeh ehsas bar bar dilaya na karo..! 


7)Ek Hasrat thi k Aanchal ka Mujhe Pyar mile Mai ne Manzil ko Talasha, Mujhe Bazaar mile Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai? Jo b Taqdeer banata hoon, Bigar jaati hai Dekhte Dekhte Dunya hi Ujar jaati hai Meri Kashti, Tera Toofaan se Wada kya hai Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai? Tu ne jo Dard dya, uski Qasam khata hoon Itna zyaada hai ke, Ehsaas daba jata hoon Meri Taqdeer bata, Aur Takaaza kya hai? Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai? Mai ne Jazbaat k Sang khelte Daulat dekhi Apni Aankhon se Mohabbat ki Tijaarat dekhi Aisi Dunya mai Mere waaste rakha kya hai? Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai? Aadmi chahe to Taqdeer badal sakta hai Poori Dunya ki wo Tasveer badal sakta hai Aadmi soch to le, uska Iraada kya hai? Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai? Ek Hasrat thi k Aanchal ka Mujhe Pyaar mile Mai ne Manzil ko Talasha, Mujhe Bazaar mile Zindagi Aur Bata Tera Iraada Kya Hai? 


8)Mujhe apne chand Sawalon ka jawab chahye Tumarey Dil mai thori si jaga chahye Tujh ko Mere siwa kisi aur ka Khayal na rahey Teri Zindagi mai Mujh ko wo Maqam chahye Jo waqt b Hum ne Tere Bina guzarey hain Wapis Mujhe wo apne Shab-o-Roz chahye Teri Zindagi mai Meri kya Ahsiyat hai RAZA Sab kuch chor, is baat ka Jawab Chahye Mujhe 


9)Doston Aap Logon ke Piyaar Ne Mujhe Bahut Himmat Afzai Ki Hai Jis Ke Liye Mai Aap Ki Bahut Shukar Guzar Hoon.Aap Ki Bazm Me Mai Aaj Sajid Sahab Ki Ghazal Lai Hon ummed Ke Pasand Aaye gi 


10)Teer Chahiye Nahi Talwar Chahiye Hona Ho Sar Boland To Bas Piyar Chahiye Shair Chahiye Nahi Funkar Chahiye Duniya Ko Aaj Sirf Gulokar Chahiye Qasr Chahiye Nahi Darbar Chahiye Hum Ko To Ek Jhalak tera Dedar chahiye Mujh Ko Na Taqt Aur Na Darbar Chahiye Galib Ke Aur Meer Ke Ashaar chahiye Meri yehi Dua Hai Shifayab Hon Sabhi Kaheta Hai Har Tabeeb Ke bimar Chahiye Aasanion Se Lutf Na Ayega Piyar Me Hum Ko Rahe Piyar Bhi Dushwar Chahiye… Shayar:Aitebar Sajid Zindagi Maout Ki Amanath hai Zindagi ko sanbhal ke rakhiye 


11)Hame ek ajnabi achi lagne lagi, unki bathein dil ko chu ne lagi, dosti tho na thi par hone lagi, reply jab atha hai tho ek ajeeb se khusi mehsoos hone lagi. DOSTI tho na thee par hone lagi. sab dosti se payari ek Ajnabi ki dosti acchi lagne lagi.. Ab ajnabi ka shayar kehna achha laga… Apne naam se zayada shayar sunna acha laga..  


12)Hum tho shayar hai bhad me Dost app ne SHAYAR kaha wo lafz acha lagaa… Humne tho apna naam zahir kardiya Sunne ki jo ho kwashih ap ka naam Wo ab apse keh diya.. Dil ne b apni choti si jagah me Aap k naam kabza kar ne laga… Ek ajnabi dost hame call karega Ab barosa hone lagaa… Ab dil tho diwana hone laga…. Dosti ek ajnabi se jo karne lagaa… Kayaal rakne ko kehthe hoo…. Call tho karthe hoo, Magar mizaz puchna bhool jate ho Dost tho manthe hoo Magar dosti jatana bhool jathe hoo, Aye Qudha ye kaisa ajnabi dost ham ne paya hai… Kayaal rakne ko kehtha hai Magr baat karne ko darta hai… Hum b tho unke dost hai Phir kyun Ye yaad dilana padtha hai.. 


13)Zindagi ka yehi tarana hai Gam uthana hai muskrana hai. Rop tera bada suhana hai Tujh pe qurban ye zaman hai. Kis qadar pyaar mera sachcha hai Aaj dil bar ko aazmana hai. Tujh ko paon ya tera hojaon Zindagi ka yehi fasana hai. Is tarah se na muskuraya karo Jaan lewa ye muskurana hai. Aarzi hai ye dunya aye lugon Har kisi ko yahan se jana hai. Arzoo hai yehi meri Danish Dust dushman ko bhi banana hai. 


14)Thaharo satao na itna sanam humko. Sayad he sah payenge,Jaharile is gum ko. Mehbub khata kya hai,duniya ko batalao. Thaharo mai kadam chumu,feer karana jo chaho. Jyada na dhadakao,sanso ki saragam ko. Jajbaton ke shole,ab her pal bhadakenge. Tarase the jo naina ab,nis din barasenge. Her vakt pukarenge humjoli hum-dam ko. 


15)Miley kisi se Nazar to samjho Ghazal hoi Rahe na apni Khabar to samjho Ghazal hoi Mila ke Nazron ko walehana Haya se phir Jhuka ley koi Nazar to samjho Ghazal hoi Idhar machal ker unhein pukare Junoon Mera Dharak uthe Dil Udhar to samjho Ghazal hoi Udaas Bistar ki Silwatein jab Tumhein Chubhein Na Soo sako Raat bhar to samjho Ghazal hoi Wo Bad-Guman ho to Shair soojhe na Shayari Wo Meherbaan ho Zafar to samjho Ghazal ho 1)if u r in love accept it respect it enjoy it.but if u r not thrn dnt worry smeone smwhere must be wrraping up so much love 4 u 


2)Apke har kadam pe hum aapke sath honge murkar dekh lena khud ko kabhi akela nahi paoge 



3)Kehnay Ko Juda Tha Mujh Say Laikin Woh Meri Ragoon Main Gunjta Tha Us Nay Jo Kaha, Kya Woh Dil Nay Inqaar Ka Kis Main Hosla Tha Youn Dil Main Thi Yaad Us Ki Jaisey Masjid Main Chiraagh Jal Raha Tha Mat Pooch Hijaab K Qareenay Woh Mujh Say Bhi Kam Hi 






Khul Saka Tha Is Din Mera Dil Bhi Tha Pareshan Woh Bhi Merey Dil Say Kuch Khafa Tha Main Bhi Tha Dara Hua Sa Laikin Rang Us Ka Bhi Kuch Ura Ura Tha Ek Khoof Sa Hijar Ki Rutoon Ka Dono Pay Moheet Ho Chala Tha Ek Raah Say Main Bhi Tha Gurayzaan Ek Moor Pay Woh Bhi Ruk Gaya Tha Ek Pal Main Chapak Gain Jo Aankhain Manzar Woh Manzar Doosra Tha 


4)Soocha Toh Tehar Gayee Zamanay Dekha Toh Woh Door Ja Chuka Tha Qadmoun Say Zameen Sirak Gai Thi Suraj Ka Bhi Rang Sanwla Tha Chaltay Huey Loog Bhi Ruk Gayee Thay Thehra Hua Shehar Ghoomta Tha Sehmay Huey Pair Kanptay Thay Pattoon Main Hiraas Rengta Tha Rakhta Tha Main Jis Main Khuwab Apnay Woh Kanch Ka Ghar Chatakh Gaya Tha Hum Dono Ka Dukh Tha Aik Jaisa Ehsaas Magar Judda Judda Tha.. 


5)Hijr Jaari Hai Aur Jeevan Hai Be-Qaraari Hai Aur Jeevan Hai Khwaahishon Ke Ajeeb Mausam Mein Aah-o-Zaari Hai Aur Jeevan Hai Mustaqil Taig Raaigaani Ki Zarb-Kaari Hai Aur Jeevan Hai Dard Ne Mautabar Kia Mujh Ko Burd-Baari Hai Aur Jeevan Hai 


6)Ishq Ke Saamnay Mere Dil Ki Inkisaari Hai Aur Jeevan Hai Ek Ek Pal Howa Giraan Mujh Per Saans Jaari Hai Aur Jeevan Hai Haalat Ab Apni Ek Muddat Se Iztaraari Hai Aur Jeevan Hai 7)As society encourages us to strive for the unattainable, we begin to realize we have become a reflection of that society. And in that reflection, we have lost our selves. 


8)Our society has some pretty screwed up priorities - and this is about one of the worst ones. 


9)Life has changed. It's up to us, each of us, whether those changes need be bad ones. 


10)Some of those who touch our hearts walk on four legs instead of two. And when they leave us, as leave they must, they take a part of our hearts with them. 


11)Life is beautiful, colorful and magical, throwing up things, never believable. Beautiful people, animals and trees, earth and the sun, and the flowing rivers. Everything is beautiful, making life admirable, making us fly, towards that beautiful sky. Those wonderful birds, those beautiful beaches, those green grasslands, invite us everywhere. This beautiful earth,is for us all, enjoy living here and help others enjoy it! 


12)As I walk with your hand in mine, I see the most beautiful paradise known to man, My eyes water at the magnificence of this garden like land, Everything looks as if it’s a dream beyond the farthest span, Let’s take a walk through paradise as I hold your hand, I can see that majestic fountain that sits in the center of the garden of glee, I observe in awe as I see the water flow gently down the steeps, And it seems as if this is all made up in a dream, But the reality is that in this garden of glee is where the angels sleep, I’ve never seen something so beautiful in my life, It looks as if the heavens came down to enhance my dream like sight, The flowers are so scenic of pink, yellow, red and white, This wonderland is so beautiful the plants blossom in the night, As I walk with your hand in mine the rain drizzles gently to the ground, I listen closely and I hear the birds chirping in the most beautiful of sounds, I’m surrounded by magic in this beautiful garden all around, 


13)Would the things you do Make you beautiful Probably Surely we have two sides in everything The two sides of beauty You and you Inside and outside Ever and never Inexhaustible and exhaustible Let just start right here Cosmetics made me looked beautiful But I wander How long would this last When it is never hidden from the Solemn standing sun The sun shall shine And tomorrow the sun shall dry this beauty away Some call it old age Why won't this beauty last? Some also say old age annihilates beauty Hey! How long would you remain a secret to the majority? You contemptuously say to cosmetic Beauty maker Is that what they call you? Oh mercy you despicable Morality makes you beautiful you Morality makes you beautiful inside Morality makes you beautiful for ever Morality makes you your world beautiful Your inside matters The sun don't dry it up c It hidden from the solemn standing sun Morality overcomes the sun's annihilation Let morality make you up Behold drifting away shall your beauty not be Forever shall it bloom as the sun shines 


14)Adam and Eve -the beautiful story of birth and death what man and god alike has to give to unfold the beginnings of truth; Cain and Abel -the beautiful story of love and hate between status and power; name and title to unveil the face that hides from the light Tower of Babel -the beautiful story of wisdom and pride of prince and lord; ruler and citizen; priest and noble to unlock the bars of the heaven’s side Joseph and his brothers -the beautiful story of vision and suspicion thus wife against husband; children against parents to unmask the characters of personal and social mission Moses and the nation -the beautiful story of The Law –the blessing and the curse thus their rise and fall; unity and division to unload their vise and virtue unto the skies Jesus and the world -the beautiful story of love, faith and charity thus his lordship is over the new and the old to undefine the was, is, to be for us to be free 


15)The moment i first saw your pic, Never wanna forget that tick, U were so seductive, I became your addictive.... Begged to see you more, But u rejected like the heart of tor, You said one pic worth thousand words, Believe, i can write as much the number of birds.... How to write about a beautiful piece of God's writing, I mean what is there to edit? Did Almighty leave space for improvement, Oh i see, he did leave some comment, And praise and glory to value, A beautiful thing called YOU... I want you to know, How beautiful you are in my eyes, Whenever i see you, My eyes don't even get blink.... The beauty of you, Spreading LOVE on Internet, Your beauty is a Pretty Face, Your beauty is a Brand New Vase, Your beauty is a Lovely Hair, All i am writing is Pure and Fair, Your beauty is Sleek Smooth Skin, Your beauty is Deep Within, The beauty is how i describe YOU... Your beauty makes my heart skip a Beat, From the anticipation when we Meet, Your beauty knows no Height, Your beauty is my greatest Delight, Your beauty should be in my Arms, Until the morning sun warms... You are beautiful, Not only because of your Gorgeous Eyes, Or the shape of your Body, Not because of the Fullness of your Lips, Or Curl of your Eye Lashes... You are beautiful because you want to be, You are beautiful because God made you beautiful, Your true beauty always Flies, In the ocean of unceasing skies, You are just as my Fairy take Stories, My dreams came true as i see You, Now i will never let my Angle Go, Just i wanna know you More... A beautiful that called You, Unmatched in Splendor, A beautiful that named You, Now i know how to praise the Glory and the value of a beautiful thing called YOU. i 

Share And Comment on this





No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.