Thursday 21 February 2013

Look at my heart

1)I looked at a sweet, beautiful rose, and then I looked at you, and I kept looking at you, for the rose isn't as beautiful as you 

2)Adam and Eve did it, Anthony and Cleopatra pracised it, Romeo and Juliet died for it, King Solomon sinned for it, so what would you do for love 

 3)Meri saari zindagi ko be’samar iss ne kiya Umar meri thi magar,isko basar iss ne kiya Main bohut kamzor tha iss mulq main hijrat kay baad Per mujhe iss mulq mein kamzor’tar iss ne kiya Rehbar mera bana gumraah karne kay liye Mujhko seedhey raste se darbadar iss ne kiya 



4)Be-Qaraari Ke Waar Ke Dar Se Bin Bulaaye Nikal Pade Ghar Se Ek Tou Kuch Dasht Yaad Aatay Hain Aur Wo Abar Jo Bohat Barsay Koi Qaabil Nahi Bharosay Ke Koi Mehfooz Hee Nahi Shar Se Loog Tarsay Hain Paanion Ke Lye Ham Magar Teri Pyaas Ko Tarsay Aap Ko Yaad Hai Ke Hum Ek Din ? Lout Aaye Thay Aap Ke Dar Se 

5)Sabeel-e-Dard Tham Jaye,Kharosh-e-Dil Thehar Jaaye Zara Siii Dair Ko Hangama-e-Mahfel Tehar Jaaye Shab-e-Maqtal Ka Sanaata Gawahi Dey Na Dey Apni Laho Ki Mouj May Aks-e-Rukh-e-Qaatil Tehar Jaaye Tabiyat Toot Kar Chahye Talaatum 

Ashiana Hona Mager Tashna Labi Ki Zid Ser – e – Saahil Tehar Jaaye Muheet-e-Roz o Shab Say Aaj Tak Hum Per Nahi Utra Woh Ek Lamha k Apni Umr Ka Haasil Tehar Jaaye Kahin To Saans Lay Thak Kar Hajoom-e-Abla Paa’yiii Kabhi To Halqa-e-Gard-e-Safer , Manzil Tehar Jaaye Koi Hurf-e-Malamat Hoo Kar Zanjeer-e-Dua 

Chankaye Kisi Awaz Per To Be Sada Saayel Tehar Jaaye Kahaa K QAIS Tay Hum Bhi Mager Itna Ghanimat Hai K Dasht-e-Khawab May Akser Tera Mahmal Tehar Jaaye Bichar Kar Bhi Woh Chehra Aankh Say Hat’ta Nahi MOHSIN K Jaisay Jheel Main Aks-e-Meh-e-Kaamil Tehar Jaaye 

6)Acha hai ! Tum Apney Ghar Aabad raho Sukhi Raho, Dil Shad raho Wo jo ek Bandhan bandha tha Piyar ka Tum ne Us ka kuch mat Khayal karo Aazad ho Tum Aazad Raho Hum to Duaa kartey they so kartey hi Rahaingey Jub tak bhi ab Yaad raho ” Aabad Reho” 

7)Zindagi ki tapti dhoop mai ek thanda saya paya hai mai ne Jab kholi aankh to apni maa ko muskorata howa paya hai mai ne Jab bhi maa ka naam liya, Os ka beshomaar pyar paya hai mai ne Jab koi dard mehsoos howa, jab koi mushkil aayi Apne pehlo mai apni 

maa ko paya hai mai ne Jaagti rahi who raat bhar mere liye Jaane kitni raatein, osay jagaya hai mai ne Zindagi ke har moadh(mor) par, jab howi gumrah mai Iski hidaayat par, pakarli seedhi raah mai ne Jis ki dua se har moseebat loat jaye, Aisa farishta paya hai mai 

ne Meri har fiker ko janne wali, Mere jazbaaton ko pehcanne wali, Aisi hasti payi hai mai ne Meri zindagi sirf meri maa hai, Isi ke liye to, Is zindagi ki shama jala rakkhi hai mai ne 

8)Girl : (Emotionaly) Darte hain agg say kahin jal na jayen.. Darte hain Khwab say Kahin Toot Na jayen.. Lakin Sub Say Ziada Darty hain Es baat say… Kay App Hamain Kahin Bhool Na jaye.. Boy : Yeh mat sochna ki hum bhool jayenge tumhe… Door rehkar bhi 

hamesha chahenge tumhe… Agar Dost bankar raas na aaye to….. Bhoot bankar darayenge tumhee… Khuda Karay K Tum Ko Judai Na Milay Kabhi Bhi Tanhai Na Milay Mujhay Sms Na Karo To Kuch Aisa Ho K Mosam Ho Sardi Ka Or Tum Ko Razai Na Milay Unki gali se jab mera janazza nikla Wo na nikle jinke liye mera 

janaja nikla Unka ghar aaya toh mujhe bhul kar Mere dost seeti bajane lage Rakh kar mera janaza kambakth use

Share And Comment on this


Share And Comment on this


No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.