Friday 1 February 2013

Wo Hme Mile


1)Dooriyon se farq nahi padta, Baat to dilon ke nazdikiyon se hoti hai, Dosti aap jaise kuch khaas logon se hoti hai, Varna mulakat to roz na jaane kitne logon se hoti hai 

2)Tum kya milley har khushi mil gayi, teri dosti har andhere ko ujaale mein badal gayi, yunhi nibhaate rehna dosti sath dena har kadam pe mera, teri dosti kya mili hamein toh duniya ki har cheez mil gayi… 

3)Sapno Me Ek Pyara Dost Roz Aata Hai, Sath Guzre Har Pal Ki Yaad Dilata Hai… Dil Karta Hai Ye Lamha Yun Hi Ruka Rahe, Par Subah Hote Hi Khwab Toot Jata Hai.. 

4)har dil mein khwahish-ai-yaar ki hoti hai har ghadi..... waqt ke paimaaney mein dhal jati hai har kali...... baykhof sa rehta hai naseebo ka falsafah..... jahanam mein bhi umeed-ai-ansar ki rakhta hu har ghadi.. 

5)asfar sa rehta hai rang-e-feza ka ashd-e-bahaar mein.... jaaney kis asrar ko chupaye rehti hai har ghadi..... surkh aankhoen ke paani se gaafil hai samandar..... isbaat nahi aslan kis-kis ke Ishrat-e-raftaa se labalab hai samandar ......... weerani ke bhi aalam mein raha dard ka ansar.... log kehtein hai ki mit gaya wujood-e-saajid ka ai-saaki... bund hai hoth toen kya maykhaane mein abhi vuqat-e-suroor ka hai baaki.. 

6)katra-katra lahu ka aaftaab-e-aaghosh pe rakh diya baki.... aahistah-aahistah mehek raha hai saanso mein tere udhta hua lahu.... woh jo bikhar gayi hai chehre pe tere tabassum-e-chandni.... hua hai roshan koi chirag kabr pe meri guzaarish-pe-yaar ki. 

7)raat ki kali chadar se ...ujala nange paon dheere se aata hai.... ...sehmein diloen ki dhadkanoen se ...hosla ubhar hi aata hai... ....bedard zamane ki thokroen mein...insaan sheesho ka khwab banata hai... ...lakh tapish ho ..par woh khwab saanche mein dhal hi jata hai.... ....mushkiloen se ghabra kar bhi....chalne wala tufaan paar kar hi jata hai... ...dard ke bazaroen se...karwaan guzar hi jata hai.... ....sukoon toen bahut hai maykhaney mein...par sambhalney wala..sambhal hi jata hai.... ..sehmein diloen ki dhadkanoen se ...hosla ubhar hi aata hai.. 

8)armanoy ke bazaar saja deta hu....mein apne har gum ko saza deta hu..... ...zinda rehtein thein kayi khwaab ..isharey se terey...aankhoen ko wohi khwaab dila deta hu..... ....kehney ko jo apna aashna tha ..kabhi..mein udski har diwaar gira deta hu.... .....soyein hai jo zazbaat ...utha deta hu...mein phir se dushman ko panah deta hu.... ...ek baar dobara kar ke yakeen...mein apney zakhmoen ko hawa detay hu........ samay ke tootey zarroen se mein...kaynaat bana detay hu......... armanoy ke bazaar saja deta hu....mein apne har gum ko saza deta hu... 

9)armaano ki basti hai kitni sasti ek pal mein roti ek pal mein hansti khawaabon ka karvaan hai deta masti ankhon say dil mein utarti sanam ki hasti zara zara roshan hai jiskay noor say aisi hai dil ki lagi khuda kay noor ki hasti nahin hota ismein kabhi gamon ka mausam hardam dil mein archana hai hansti. 

10)thandi hawa ke jhoke se , aaj keh do tum apne dil ki saari baat, jo keh na sake tum unse , sayad un tak pahuch jaye is hawa ke sath  

11)Ban ke khushboo tu har pal yaad aata hai, chhup ke se yun saanso mein sama jaata hai, bhul na chahun toh bhi tujhe kaise bhulun main, kambakht yeh saans har pal teri yaad dila jaati hai... 

12)Kitni jaldi mulaqat guzar jaati hai, Pyaas bujhti nahin barsat guzar jaati hai. Apni yaadon se keh do is tarah naa aaya kare, Neend aati nahi aur raat guzar jaati hai. 

13)kisi ki bandagi badnam nhi hoti. Khuda se koi baat anjan nhi hoti. Khuda hampe meharban hai ye jaan gaye hain hum. Warna anjane main aapse pehchan nhi hoti. 

14)Iltija Hai Bas Tujhe Paane Ki, Aur Koi Hasrat Nahi Hai Tere Deewane Ki, Shikva Mujhe Tujhse Nahi Khuda Se Hai, Kya Zururat Thi Tujhe Itna Khubsoorat Banane Ki… 

15)seene ki tadap ko dhikhayia nahi karte beshuma dil ko samjayia nahi karte lakhon gile ho chahe apno se lekin sanso main basne walo ko bhuliya nahi karte 

16)Tumhe Chahne ki saza humne payi, Tumse Dil Lagane ki Daga humne khayi, Agar karni thi humse yu BEWAFAI, To fir kyun is Dil Mein Apni Jagah Banayi..... 

17)Dekh Lo Khwab Magar Khwab Ka Charcha Na Karo, Log Jal Jayenge Suraj Ki TaManna Na Karo, Khwab Bachhon Ke Khilone Ki Tarah Hote Hai, Khwab Dekha Na Karo, Khwab Dikhaya Na Karo, Bekhayali Mein Kabhi Ungliyan Jal Jayegi, Rakh Guzre Huwe LaMhon Ko Kureda Na Karo... 

18)I love the way you look at me, Your eyes so bright and blue. I love the way you kiss me, Your lips so soft and smooth. I love the way you make me so happy, And the ways you show you care. I love the way you say, "I Love You," And the way you're always there. I love the way you touch me, Always sending chills down my spine. I love that you are with me, And glad that you are mine. 

19)Ye Dil Bhulata Nahi Mohabbatein Uski, Padi Hui Thi Mujhe Kitni Aadatein Uski, Ye Mera Sara Safar Uski Khushbuon Mein Kata, Mujhe To Raah Dikhati Thi Chahatein Uski, Ghiri Hui Hoon Main To Chehron Ki Bhid Mein Lekin, Kahin Nazar Nahi Aati Shabahatein Uski... 

20)sade karke uchi ho gai oh, unhe ambro taare tod laye, sadiya khusiya de raste uhne apne ghar vaal mod laye, asi nive hai oh kahndi, ode layak nahi satho tod ke rishte ohne ucheya de naal jod laye. 

21)Wo Karte Hain Baat Mohabt Ki Par Mohabt K Dard Ka Unhein Ehsaas Nhi Mohabt Wo Chaand Hai Jo Dikhta Hai Sb Ko Pr Usey Pana Sb K Bus Ki Baat Nhi 

22)Mat poocho ke, kitna aapko yad karte hai Itna ke, har saans ke bad karte hai... Kisi din lekar aaye, tumhe hamare samne Bas yahi khudha se, fariyad karte hai... 

23)Zindagi Hai Meri Jaise Ek Toofan, Kiye Jaa Raha Hoon Gunaah Pe Gunaah, Koi Roke Mujhe Koi Toke Mujhe, Kya Ye Karne Ko Main Bheja Gaya, Do Char Din Ka Hoon Mehmaan, Aao Ikattha Karein Kuch Wapsi Ka Saman, Khul Ke Ro Le Ab To Aankhein Khol, Zindagi Hai Ek Tohfa Ise Yun To Na Rula... 

24)Zindagi Hai Meri Jaise Ek Toofan, Kiye Jaa Raha Hoon Gunaah Pe Gunaah, Koi Roke Mujhe Koi Toke Mujhe, Kya Ye Karne Ko Main Bheja Gaya, Do Char Din Ka Hoon Mehmaan, Aao Ikattha Karein Kuch Wapsi Ka Saman, Khul Ke Ro Le Ab To Aankhein Khol, Zindagi Hai Ek Tohfa Ise Yun To Na Rula... 

25)JAB MOHABBAT KISI KE SATH HOTI HAI TO BAS DIL KO USKI AAS HOTI HAI KABHI DEKHNA CHAND KO GAUR SE CHAND KE PASS CHANDNI HOTI HAI. 

26)Mat poocho ke, kitna aapko yad karte hai Itna ke, har saans ke bad karte hai... Kisi din lekar aaye, tumhe hamare samne Bas yahi khudha se, fariyad karte hai. 

27)Kab Toot jaye kasam hi to hai, Kab badal jaye nazar hi to hai, Tum mere Saath ki aadat na dalna, Kab choot jaye zindagi to hai. 

28)Jo pyar hamesa sath rahe wo sacha hai ji. Jo musibat mai kam aye wo achha hai ji. kabi kabi humse bhi ho jati hai galatiya kya kare 

29)Rehreh kar apki yad aati hai sMs na aane ki wajah satati hai,sochte rahe hum jarur koi gam hai,ya ab apke Dosti mein hamare liye jagah kum hai. 

30)Lamhe ye Suhane saath ho na ho, Kal me aaj jaisi koi baat ho na ho, Aapki dosti hamesha is DIL me rahegi, Chahe kabhi mulakat ho na ho. 

31)terian judaian chhana ihna kita behal ve kade aan tarrellian te kade chare taap ve puch lae bimaran da kidan da hai haal ve shayad bina dwa daru ho je illag ve shayd bina dwa daru ho je illag ve 

32)Fir naa simtegi agar Mohabbat bikhar Jayegi, Zindagi zulf nahi Jo fir se sawar jayegi, Jo Khushi de thaam lo daaman uska, Zindagi Roo Ke nahi Has Ke Guzar Jayegi. 

33)Teri Ankhon Mein Aass Ho To Meri Ho,♥ ♥Tere Hothon Pe Pyaas Ho To Meri Ho,♥ ♥Jab Tu Bole To Lub Tere Hi Hile,♥ ♥Magar Un Hothon Se Aawaz Meri Ho.♥ 

34)Bin Tere Ab Jeeyoon Kaisse, Bin Tere Ab Maroon Bi Kaisse.. Har Ek Pal Kuch Iss Tarah Sochta Rehta Hoon Tujko, Ke Tu Hi Bataa Bin Tere Ab Ek Pal Bi Mai Guzaaroon Kaisse.. Kaash Woh Lamha Jab Tere Aane Ki Khabar Mehke, Mai Nahi, Mera Dil Nahi, Mera Jigar Nahi Meri Zindagi Ka Har Ek Pal Kuch Iss Tarah Mehke, Ke Bass Tu Aaye, Bass Tu Aaye Aur Bass Tu Aaye... 

35)Wo Zamana Teri Mohabbat Ka, Ek Bhooli Hui Kahani Ka, Tere Kooche Mein Umar Bhar Na Gaye, Saari Duniya Ki Khaak Chhani Hai, Lazzat-E-Qarb Ho Ke Zakhm-E-FiraaQ Jo Bhi Hai Teri Meherbaani Hai, Kis Tamanna Se Tujhko Chaha Tha, Kis Mohabbat Se Haar Maani Hai, 

36)Wo Humen Mile Na Mile , Hum To Sirf Unhen Hi Chahenge , Es Beraham Duniya Ko Chod Kar , Muhabbat Ki Duniya Mai Apna Aasiyana Banayenge. 

37)Lamhe ye Suhane saath ho na ho, Kal me aaj jaisi koi baat ho na ho, Aapki dosti hamesha is DIL me rahegi, Chahe kabhi mulakat ho na ho. 

38)terian judaian chhana ihna kita behal ve kade aan tarrellian te kade chare taap ve puch lae bimaran da kidan da hai haal ve shayad bina dwa daru ho je illag ve shayd bina dwa daru ho jae.
Share And Comment on this


No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.